Sms / Ghazal

Kashif Yaqoob

Mere Pehlu Main Bhi Ek Shamma Jala Karti Hai.

=Mere Pehlu Main Bhi Ek Shamma Jala Karti Hai.
:
Jis Ki Lou Se Teri Tasvir Bana Karti Hai.
:
Samne Tere Zuban Band Rehti Hai Mgr.
:
DiL Ki Jo Baat Hai Wo Aankh Adaa Karti Hai.
:
Chup Kiyon Ho Hum Se Koi Baat Karo.
:
Aise Khamoshi Se To Takleef Barha Karti Hai.
:
Shama Jalti Hai To Zamany Ko Pata Chalta Hai.
:
DiL K Jalne Ki Khabar Kis Ko Howa Karti Hai.

· 3 Like · May 02, 2013 at 17:05
Category: ghazal Tags: Dukh Payar Sanam Ishq Dard Pyaar Muhabbat Poetry Sms Love Dil Mohabbat
 
Sms / Rude Sms

Kashif Yaqoob

Tumhary Sath Chaltay

Tumhary Sath Chaltay
Hein Hazaroon Chahnay
Wala…

Mery Honay Na Honay Sy
Tumhay Kiya Fark Parhta
Ha.

· 4 Like · Apr 20, 2013 at 14:04
Category: rude-sms Tags: Shairi Ishq Sanam Pyaar Dard Sms Dil
 
Advertisement
Sms / Ghazal

Kashif Yaqoob

Kya Likhon Us K Naam

| GÄZÄL |
Kya likhon us k naam
Jisy sochoon subha shaam?
Neeli jheel ka pani hy wo,
Mohabat ki ek kahani hy wo.
Piyar k methy bol hy wo,
Hr ek sy anmol hy wo.
Wo asman ka badal hy,
Wo meri ankh ka kajal hy.
Mery man ki jeet hy wo,
Mery labon ka geet hy wo.
Chaman mein khilta gulab hy wo,
Chahat sy likhi kitab hy wo.
Mere liye wo mera sanam hy
Jo toot na saky wo qasam hy.
Kya likhon us k naam
JisE sochon main subha sham.

· 5 Like · Apr 16, 2013 at 16:04
Category: ghazal Tags: Qasam Sanam Asman
 
Sms / Love

Muzammil Shahzad

Life Brings U

Life Brings U
Kabhi Khushi Kabhi Gham
It Is Always
Hum Tumharay Hay Sanam
Let's Live Together
Who Know Kal Ho Na Ho
When It Ends
Na Tum Jano Na Hum
If U Need A Good Aashiq
May Hu Na!

· 1 Like · Feb 28, 2013 at 15:02
Category: love Tags: Sanam
 
News / Entertainment

Ijunoon

Sanam Ke Numaish Aik Baar Phir Multavi

اداکارہ ریما خان کی برسوں سے التواء کا شکار فلم ''صنم'' کی نمائش ایک بار پھر ملتوی ہوگئی۔ فلمساز کی خواہش تھی کہ وہ عیدالفظر پر فلم کی نمائش کریں مگر چند ناگزیز وجوہات کی بنا پر فلم ریلیز نہ کی جا سکی...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Jan 14, 2012 at 13:01
Category: entertainment Tags: Sanam
 
Sms / Dard

Muzammil Shahzad

Yaha Tanhaai Hai

Jab bhi mere honton par tera naam aata hain,

Mere tarapte dil ko sanam aaraam aata hain,

Yaha tanhaai hai, gham hai, udaasiyan hain,

Har shaam haatho me teri yaad ka jaam aata hain,

· 2 Like · Oct 01, 2012 at 19:10
Category: dard Tags: Sanam Honton
 
Sms / Ghazal

Shahbaz Ishaq

Thaharo Satao

Thaharo satao na itna sanam humko.
Sayad he sah payenge,Jaharile is gum ko.
Mehbub khata kya hai,duniya ko batalao.
Thaharo mai kadam chumu,feer karana jo chaho.
Jyada na dhadakao,sanso ki saragam ko.
Jajbaton ke shole,ab her pal bhadakenge.
Tarase the jo naina ab,nis din barasenge.
Her vakt pukarenge humjoli hum-dam ko.

· 1 Like · Jan 10, 2012 at 10:01
Category: ghazal Tags: Sanam
 
Sms / Ghazal

Na Poch

Kitni mushkil se kati kal ki meri raat na poch
dil se nikli hui honton mein dabi baat na poch

wo kis adaa se merey saamnay se guzraa abhi
kis tarha mainay sambhaley mere jazbaat na pooch

waqat jo badley tou insaan badal jatey hain
kya nahi dikhlaatey ye gardish-e-hallat na poch

wo kisi ka ho bhi gaya or mujhey khabar na hui
kis tarha usney chhuraya hai mujh se haath na poch

iss tarha pal maen mujhay begana kar diya usny
kis tarha apnose khaai hai mainey maat na poch

ab tera pyaar nahi hai tou sanam kuch bhi nahi
kitni mushkil se bani thi dil ki kayanaat na poch

· 1 Like · Nov 26, 2009 at 12:11
Category: ghazal Tags: Sanam Honton
 
Sms / Love

Ijunoon

Muskurate Hue Ankho Mein Sanam Aate Hain

Muskurate hue ankho mein sanam aate hain
Aap kya jane kahan se mere gham aate hain
Aapko hamse pyar mein shikayat kya hogi
Apko pyar ke andaz hi kam aate hain...

· 1 Like · Nov 21, 2007 at 06:11
Category: love Tags: Sanam
 
Sms / Funny

Muhammad Irfan

Tere Dar Pe, Arz Kiya Hian Ki

Tere Dar pe, Arz kiya hian ki

tere der pe sanam hazar baar ayengey,

tere der pe sanam hazar baar ayengey,

Ghanti bajayengey aur bhaag jayengey.

· 2 Like · Apr 24, 2007 at 05:04
Category: funny Tags: Sanam Dar
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS