Tag: Muhabbat
Sms / Ghazal
Ijunoon
Ae Mere Hamnasheen Chal Kaheen Aur Chal,
Ae mere hamnasheen chal kaheen aur chal,
iss chaman mein ab apna guzara nahin.
baat hoti gulon tak tou sehlete hum,
ab tou kaanton pe bhi haq hamara nahin.
jab gulistan ko khoon ki zarorat padi
sab se pehle hamari hee gardan kati,
phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman
ye hamara chaman hai tumhara nahin.
aaj aaye ho aur kal chale jaoge
yeh muhabbat ko meri gawara nahin,
umr bhar kaa sahara bano tou bano
chaar din kaa sahara sahara nahin...
iss chaman mein ab apna guzara nahin.
baat hoti gulon tak tou sehlete hum,
ab tou kaanton pe bhi haq hamara nahin.
jab gulistan ko khoon ki zarorat padi
sab se pehle hamari hee gardan kati,
phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman
ye hamara chaman hai tumhara nahin.
aaj aaye ho aur kal chale jaoge
yeh muhabbat ko meri gawara nahin,
umr bhar kaa sahara bano tou bano
chaar din kaa sahara sahara nahin...
·
3 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Muhabbat
Sms / Islamic
Waseem Mughal
Sachi Mohabbat
"Jisko tum se sachi Muhabbat ho gi
wo tum ko
FAZOL
OR
NAJAIZ
kamon se roke ga
Hazrat Ali(R.A)
wo tum ko
FAZOL
OR
NAJAIZ
kamon se roke ga
Hazrat Ali(R.A)
·
1 Like ·
Aug 18, 2009 at 14:08
Category: islamic
Tags: Muhabbat Mohabbat
Advertisement
Sms / Mothers Day
Muzammil Shahzad
Ghazal On Maa
Jab Tu Paida Huwa Kitna Majboor Tha
Yeh Jahan Teri Soch Se Bhi Dour Tha
Haath Paaon Bhi Tab Tere Apney Nah Thay
Teri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Nah Thay
Tujh Ko Aata Sirf Rona Hi Tha
Doodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi Tha
Tujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne Teri
Tujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne Teri
Maa Ke Saaye Main Parwaan Chadne Laga
Waqt Ke Sath Qad Tera Badne Laga
Dhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho Gaya
Tujh Peh Saara Jahan Meharban Ho Gaya
Zor-E- Bazoo Pe Tu Baat Karne Laga
Khud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney Laga
Ek Din Ek Ladki Tujhe Bhaa Gayei
Ban Ke Dulhan Woh Tere Ghar Agayei
Ab Faraayez Se Tu Dour Hone Laga
Beej Nafrat Ka Khud Hi Tu Bonay Laga
Phir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulane Laga
Teer Baton Ke Phir Tu Chalane Laga
Baat Baat Pe Un Se Tu Ladne Laga
Qayda Ek Naya Tu Phir Padnay Laga
Yaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek Din
Abb Humara Guzara Nahin Tere Bin
Sun Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main Agaya
Tera Gussa Teri Aqal Ko Kha Gaya
Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha
Main Tha Khamosh Sab Dekhta Hi Raha
Aaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor Do
Jo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod Do
Jao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda Karo
Log Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja Maro
Baith Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat Bhar
Inki Aahon Ka Tujh Par Howa Nah Asar
Ek Din Baap Tera Chala Rooth Kar
Kaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot Kar
Phir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati Rahi
Zindagi Isko Har Roz Satati Rahi
Ek Din Maut Ko Bhi Taras Agaya
Iska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha Gaya
Ashk Ankhon Main Thay Woh Rawana Huwi
Maut Ki Ek Hichki Bahana Huwi
Ek Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney Laga
Phir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney Laga
Muddatain Ho Gayi Aaj Borha Hai Tu
Tooti Khatiya Peh Pada Borha Hai Tu
Tere Bacchay Bhi Abb Tujh Se Dartay Nahi
Nafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey Nahi
Dard Mein Tu Pukare Ke ?O Meri Maa?
Tere Dam Se Hi Roshan The Dono Jahan
Waqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta Nahi
Toot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta Nahi
Bann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh Gaya
Dhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh Gaya
Tu Ahkaam-E-Rabbi Bhulata Raha
Apne Maan-Baap Ko Tu Satata Raha Kaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha Jo
Tujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha Jo
Yaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone Laga
Kal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone Laga
Maut Maange Tujhe Maut Aati Nahin
Maa Ki Surat Nigahon Se Jati Nahi
Tu Jo Khanse Tu Aulad Daantey Tujhe
Tu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey Tujhe
Maut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt Par
Bann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt Par
Qadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan Le
Apni Jannat Ko Duniya Main Pehchan Le
Aur Leta Rahe Woh Badaun Ki Dua
Usi Ke Dono Jahan, Uska Haami Khuda
Yaad Rakhna Her Aulaad Is Baat Ko
Bhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko
Yeh Jahan Teri Soch Se Bhi Dour Tha
Haath Paaon Bhi Tab Tere Apney Nah Thay
Teri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Nah Thay
Tujh Ko Aata Sirf Rona Hi Tha
Doodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi Tha
Tujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne Teri
Tujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne Teri
Maa Ke Saaye Main Parwaan Chadne Laga
Waqt Ke Sath Qad Tera Badne Laga
Dhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho Gaya
Tujh Peh Saara Jahan Meharban Ho Gaya
Zor-E- Bazoo Pe Tu Baat Karne Laga
Khud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney Laga
Ek Din Ek Ladki Tujhe Bhaa Gayei
Ban Ke Dulhan Woh Tere Ghar Agayei
Ab Faraayez Se Tu Dour Hone Laga
Beej Nafrat Ka Khud Hi Tu Bonay Laga
Phir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulane Laga
Teer Baton Ke Phir Tu Chalane Laga
Baat Baat Pe Un Se Tu Ladne Laga
Qayda Ek Naya Tu Phir Padnay Laga
Yaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek Din
Abb Humara Guzara Nahin Tere Bin
Sun Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main Agaya
Tera Gussa Teri Aqal Ko Kha Gaya
Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha
Main Tha Khamosh Sab Dekhta Hi Raha
Aaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor Do
Jo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod Do
Jao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda Karo
Log Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja Maro
Baith Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat Bhar
Inki Aahon Ka Tujh Par Howa Nah Asar
Ek Din Baap Tera Chala Rooth Kar
Kaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot Kar
Phir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati Rahi
Zindagi Isko Har Roz Satati Rahi
Ek Din Maut Ko Bhi Taras Agaya
Iska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha Gaya
Ashk Ankhon Main Thay Woh Rawana Huwi
Maut Ki Ek Hichki Bahana Huwi
Ek Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney Laga
Phir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney Laga
Muddatain Ho Gayi Aaj Borha Hai Tu
Tooti Khatiya Peh Pada Borha Hai Tu
Tere Bacchay Bhi Abb Tujh Se Dartay Nahi
Nafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey Nahi
Dard Mein Tu Pukare Ke ?O Meri Maa?
Tere Dam Se Hi Roshan The Dono Jahan
Waqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta Nahi
Toot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta Nahi
Bann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh Gaya
Dhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh Gaya
Tu Ahkaam-E-Rabbi Bhulata Raha
Apne Maan-Baap Ko Tu Satata Raha Kaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha Jo
Tujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha Jo
Yaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone Laga
Kal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone Laga
Maut Maange Tujhe Maut Aati Nahin
Maa Ki Surat Nigahon Se Jati Nahi
Tu Jo Khanse Tu Aulad Daantey Tujhe
Tu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey Tujhe
Maut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt Par
Bann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt Par
Qadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan Le
Apni Jannat Ko Duniya Main Pehchan Le
Aur Leta Rahe Woh Badaun Ki Dua
Usi Ke Dono Jahan, Uska Haami Khuda
Yaad Rakhna Her Aulaad Is Baat Ko
Bhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko
·
1 Like ·
Sep 05, 2009 at 14:09
Category: mothers-day
Tags: Ladki Muhabbat
Sms / Dard
Kashif Yaqoob
Phir Dil Ne Kaha Hai Tjhay Mangon Khuda Se,
Phir Dil Ne Kaha Hai Tjhay Mangon Khuda se, Phir Aankhon Ne Teri Deed Ki Chahat Ki Hai, Phir Aaj Baras Gaien Aankhain Yaad Men Teri, Phir Neend Ne Aankhon Se Shikayat Ki Hai, Phir Lehjay Men Dukh Aan Simta Hai, Phir Aansuon Ne Ankhon Se Bagawat Ki Hai, Phir Woh Tera Sath Yaad Aa gaya, Phir Dil Ne Mehsos Teri Zarorat Ki Hai, Tere Dukh Teri Yaad Seenay Se Laga Kar, Bohat Toot Kar Maine Tujh se Mohobat Ki Hai...
·
0 Like ·
Feb 14, 2014 at 13:02
Category: dard
Tags: Muhabbat Pyaar Yaad Allah Khuda Love Mohabbat Sms
Sms / Golden Words
Zamana Dost Ho Jay To......?
Zamana dost ho jay to bohat muhtat ho jana k kisi k rang badlny main zra si dair lagti ha.
kabi jo khawb daikho to usy foran bula dna k neendain toot jany main zra si dair lagti ha.
kbi jo dukh kisi ko dena to itna soch k dena k kisi ki ahh lagny main zra si dair lagti ha.
bohat hi mohtbir han jin ko muhabbat ras aa jay kisi k raah badlny main zra si dair lagti ha.
kabi jo khawb daikho to usy foran bula dna k neendain toot jany main zra si dair lagti ha.
kbi jo dukh kisi ko dena to itna soch k dena k kisi ki ahh lagny main zra si dair lagti ha.
bohat hi mohtbir han jin ko muhabbat ras aa jay kisi k raah badlny main zra si dair lagti ha.
·
1 Like ·
Oct 15, 2011 at 09:10
Category: golden-words
Tags: Muhabbat Dost
Sms / Uncategorized
Unknown
Muhabbat Karny Walon Ka
muhabbat karny walon ka yahe anjam hota hai.......kabhi khansi kabhi nazla kabhi zukam hota hai ... i m sara from nawabshah my age 20 cast kureshi
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Tags: Muhabbat
Sms / Ghazal
Hassaan
Kamal Rakhta Tha
Wo Muhabbat ki kuch aisi Misaal rakhta tha...
K muj se Ziada hi mera khayal rakhta tha...
Bina kahe hi mera har Dard Jaan leta tha...
Muj se le kar meri Yaaden Sambhal Rakhta tha...
Hans k Taal jata hai meri sab Talkh Baaton ko..
Wo Dil ko Jeet lene me Kamaal rakhta tha...
K muj se Ziada hi mera khayal rakhta tha...
Bina kahe hi mera har Dard Jaan leta tha...
Muj se le kar meri Yaaden Sambhal Rakhta tha...
Hans k Taal jata hai meri sab Talkh Baaton ko..
Wo Dil ko Jeet lene me Kamaal rakhta tha...
·
1 Like ·
Aug 03, 2009 at 12:08
Category: ghazal
Tags: Muhabbat
Sms / Golden Words
Kashif Yaqoob
Maa Aur Baap Ka Pegaam.
*ASSALAM 0 ALAIKUM* MAA aur BAAP ka Pegaam... 1. Jis Din Tum Hamein Boorha Dekho Tab Sabar Karna Aur Hamein Samajhne Ki Koshish Karna 2. Jab Hum Koi Baat Bhool Jayein To Hum Par gussa Na Karna Aur Apna Bachpan Yaad Karna 3. Jab Hum Boorhay Ho kar Chal Na Payein To Hamara Sahara Ban'na Aur Apna Pehla Qadam Yaad Karna 4. Jab Hum Bemaar Ho jayein To Wo Din Yaad Kar k Hum Par Apne Paise Kharch Karna Jab Hum Tumhari Khuwahishain Puri Karne K Liye Apni Khuwahishain Qurban Karte Thay... Duniya bhar k message to har koi karta hai, 1 message MAA BAAP k naam zaroor Forward karna.
·
11 Like ·
Jan 13, 2014 at 14:01
Category: golden-words
Tags: Father Duniya Maa Muhabbat Sms
Sms / Ghazal
Ijunoon
Zindagi Qaid E Musalsal K Siwa Kuch Bhi Nahi
Zindagi qaid e musalsal k siwa kuch bhi nahi
Kiya tha jurm-e-wafa iss k siwa kuch bhi nahi
Jeenay ki arzo main roz mar rahey hain
Dawa teri muhabbat k siwa kuch bhi nahi
Khanchti hai apni taraf gulshan ki rang- o- bu
Kashish phoolon main khushboo k siwa kuch bhi nahi
Bhool jana aik naymat hai khuda ki islia
Bhoolna tera haqeeqat k siwa kuch bhi nahi
Thora hai farq baqi insan aur hewan main
Saqi tujh mein muhabbat k siwa kuch bhi nahi
Kiya tha jurm-e-wafa iss k siwa kuch bhi nahi
Jeenay ki arzo main roz mar rahey hain
Dawa teri muhabbat k siwa kuch bhi nahi
Khanchti hai apni taraf gulshan ki rang- o- bu
Kashish phoolon main khushboo k siwa kuch bhi nahi
Bhool jana aik naymat hai khuda ki islia
Bhoolna tera haqeeqat k siwa kuch bhi nahi
Thora hai farq baqi insan aur hewan main
Saqi tujh mein muhabbat k siwa kuch bhi nahi
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Muhabbat Khuda
Sponored Video