Sms / Shairi

Maisoon

Na shekayatain na gila kary,koi aisa shaks huwa kary
jo mary lia he saja kary,koi aisa shaks huwa kary
wo jo bybanah udas ho, magar hijar ka na gila jary
mary dard ki jo dawa kary koi aisa shaks huwa kary
mari chahatain,mari qurbatain jisay yad aien qadam qadam
wo sb sy chup kar libaas e shab mai lipat kar aah o baqa kary
barhy uska gham to wo qarar day mary gham k khayal sy
othay hath apny lia to phr b mary lia dua kary
mai baray taweel safar mai houn mari wapasi ki dua kary

Advertisement
· 2 Like · Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
 

Latest Posts in sms

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS