Sms / Ghazal

Ijunoon

Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan
Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai

Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chahtay Hain
Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai

Ab Tou Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai
Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai

Samjhne Per Bhi Samjhta Nahin Hai Dil
Uski Yaad Main Raato Ko Jaagna Kesa Lagta Hai

Us Ki Berukhi Ne Itne Diye Hai Ghum
Zakham Chupa Ker Bhi Muskarana Kesa Lagta Hai

Isse Kho Ker Mere Pass Rha Kuch Bhi Nahin
Phir Bhi Khud Ko Ameer Batana Kesa Lagta Hai

Khud Ko Anmol Samjhne Ka Tha Bara Ghamand
Phir Bhi Bey mol Bik Jana Kesa Lagta Hai

Khaye Hain Dhoke Mohabaat Main Itne Ke
Phir Bhi Us Ko Cahana Kesa Lagta Hai

Maloom Hai Muje Teri Manzil Nahin Hai Koi
Phir Bhi Safer Kerte Rhena Kesa Lagta Hai

Anmol Tou Aa Ker Bhi Ja Chuke Hai Kab Ke
Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai

Advertisement
· 2 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
 

Latest Posts in sms

Aashiq-e-Rasool
Posted by ureeda tehreem
Posted on : Aug 15, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS