Search
Yoon Zindagi Ki Raah Mein Takra Gaya Koi
ik roshni andheroN mein bikhra gaya koi
wo haadsa wo pehli mulaakat kyaa kahoon
itni ajab thi soorat haal kya kahoon
wo kehar wo gazab wo jafa muJko yaad hai
wo uski berukhi ki adaa muJhko yaad hai
mita nahin hai zehan peh yoon chaa gaya koi
yooN zindagi ki raah meiN takra gaya koi
pehle muJhe wo dekh k barham si ho gayee
phir apne hi haseeN khayaloN meiN kho gayee
bechargi peh meri usse reham aa gaya
shaayad mere taDapne ka andaaz bhaa gaya
saansoN se bhi kareeb mere aa gaya koi
yooN zindagi ki raah meiN takra gaya koi
yoon usne pyaar se meri baahOn ko choo liya
manzil ne jaise shaakh ke raahon ko choo liya
ik pal meiN dil peh kaise qayamt guzar gayi
rug rug mein uske husn ki khusboo bikhar gayi
zulfon ko mere shaanay peh lehraa gaya koi
yooN zindagi ki raah meiN takra gaya koi
ab is dil-e-tabaah ki haalat na poochiye
benaam aarzoo ki lazzat na poochiye
ik ajnabi tha rooh ka armaan ban gaya
ik haadsa tha pyaar ka unwaan ban gaya
manzil ka raasta muJhe dikhla gaya koi
yooN zindagi ki raah meiN takra gaya koi
Ijunoon
Khush Gawar Zindagi K Liye Bachon Ka Hona Zarori Hai Servay
پچاسی فیصد افراد کے خیال میں خوشگوار زندگی کیلئے بچوں کا ہونا ضروری ہے ۔گیلپ سروے گیلانی ریسرچ فائونڈیشن کے ایک حالیہ سروے کے مطابق پچاسی فیصدافراد کے خیال میں خوشگوار زندگی گزارنے کیلئے بچوں کا ہونا ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Warzish Daibeties K Mareezon Ki Zindagi Badal Sakti Hai
ادارہ صحت کے مطابق دنیا بھر میں ذیابیطس (شوگر)کے مریضوں کی تعداد میں تیزی سے اضافہ ہورہاہے جو خطرناک ثابت ہو سکتا ہے۔ تاہم ماہرین کہتے ہیں کہ اس مرض پر متوازن خوراک ، باقاعدگی سے ورزش اور اپنے وزن پ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Zindagi Ki Baqa K Liye Naya Ansar Daryaft
ناسا کے سائنسدانوں نے زندگی کی بقاء کے لئے ایک نیا عنصر دریافت کر لیا ہے۔ تحقیق کے دوران ناسا کے سائنسدانوں نے زمین پر بیکٹیریا کو آرسینک پر نشو نما پاتے ہوئے دیکھا ہے۔ اس نئی دریافت کے بعد زمین اور ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Anti Biotech Adviyat Sehat Mand Zindagi Ki Zamanat
برطانوی اور عالمی سطح پر معروف ڈاکٹروں نے گزشتہ پچاس سال میں طب کی دنیا کے اندر اینٹی بائیوٹیک ادویات گروپ کو ایک شاندار ترقی سے تعبیر کیا ہے۔ انہوں نے کہا کہ اس اہم ترقی کی وجہ سے انسانوں کی 70 فیصد ...
مزید پڑھیں
Tum Meri Zindagi Ho
Yeh dil ka fasila
Mere dil ka fasila
Tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
Do jisam aik jaan hain
Hoon ge na hum juda
Dil yeh akela tha
Sapnon ka mela tha
Pyaar tumara jo mila
A k in bahoon main
Pyaar ki panahoon main
Jal gaya bujha huwa deya
Tum ne mujhey dekhaya
Manzil ka raasta
Pyaar ka nazara hay
Samaa pyara pyara hay
jhuum rahi hay yeh fizaa
Sath tumara hay
Bahoon ka sahara hay
Kyun na phir gaaye mera jiya
Do dil hain aik dharkan
Do saaz ek sadaaa
Tum meri zindagi ho
Asma
Zindagi Mein Har Dam Haste Raho
Hasna zindagi ki zarurat hai.
Zindagi ko is andaz mein jiyo
ki aapko dekh kar log kahe
""Zindagi Kitni KHOOBSURAT Hai.""
Zindagi
Tanha thi aur
Hamesha se tanha hay zindagi
Hay naam zindagi ka
Magar kya hay zindagi
Yahan phool aarzouon k
Khiltay naheen kabhi
Bichreen jo aik bar
woh milty naheen kabi
Sunsaan rastoon ka
Tamasha hay zindagi
Har shama k naseeb main hay
Dard ka dhuwaan
Har phool ki hansi main
Chupa hay gham-e- khizaan
Yeh sab haseen khawaab hain
Sholah hay zindagi
Suraj ko aansouwon k
Samandar main phaink doun
Jo mera bas chaly to
Sitaron ko nooch loun
Jhoothay hain sab chirag
Andhera hay zindagi
Sponored Video