Search
Sms / Dard

Mohammad Asif
Un Se Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate

Un se dur bhala hum kaise reh paate
Dil se unhe kaise bhula paate
Kaash kay woh sanso ke illava aayine mein bhi hote
Khud ko bhi dekhte tou woh nazar aate
Na hume aapse shikwa hai na shikayat hai,
Hume tou bas aap hi se chahat hai,
Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse,
Hum tou yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai...

·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Tags: Mohabbat
Sms / Shairi

Ijunoon
Kaash Un Par Hak Hamara Hota

Kaash un par hak hamara hota,
chale jaate agar hum jo,
unhone ek baar tou pukara hota.
Kya zarurat thi zamane ke saath ki,
agar haath mein unke haath hamaara hota.
chale jaate agar hum jo,
unhone ek baar tou pukara hota.
Kya zarurat thi zamane ke saath ki,
agar haath mein unke haath hamaara hota.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Advertisement
Sms / Dard

Ijunoon
Har Mulaqat Un Say Adhuri Si Rahi,

Har mulaqat un say adhuri si rahi,
har khushi mein kuch kami si rahi,
khwab kya dekhe tumhare humne,
neend ki ankhon se dushmani si rahi..
har khushi mein kuch kami si rahi,
khwab kya dekhe tumhare humne,
neend ki ankhon se dushmani si rahi..
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Ghazal

Ijunoon
Khaali Jaam Liye Baithe Ho, Un Aankhon Ki Baat Karo

Khaali jaam liye baithe ho, un aankhon ki baat karo,
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil
Jin tak jaam nahin pohuncha hai un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan,
Jin yaadon se dil roshan hai, un yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu chamkay,aankhon mein ghata si lehrai
Thandi hawa ka ziker karo, Kuch bheegi ruton ki baat karo
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Khaali jaam liye baithe ho, un aankhon ki baat karo..

Category: ghazal
Sms / Funny
Unknown
Main Un Kay Ghar Kay Samnay Say Gaya
main un kay ghar kay samnay say gaya us nay phool mara but gamla bhi sath thaa
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: funny
Sms / Uncategorized
Unknown
Un Ki Galee Say Guzray
un ki galee say guzray ageeb itehfaq tha
unhuan nay joo phol mara gamla bi sath tha
unhuan nay joo phol mara gamla bi sath tha
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Missing You
Unknown
Un Se Kahna Hai
kash woh hamri gali main ayeen
thora Ghabraye
thora Sharmaye
thora Itraye
thora Hichkachye
thora lalchye
aur phir zore se chilayeen
Teen dabe wala aya, teen dabe walaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
i miss u my sweet freind......................
If u like sms plz send me mesage on this number 0333 5304570
thora Ghabraye
thora Sharmaye
thora Itraye
thora Hichkachye
thora lalchye
aur phir zore se chilayeen
Teen dabe wala aya, teen dabe walaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
i miss u my sweet freind......................
If u like sms plz send me mesage on this number 0333 5304570
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: Missing You

Sponored Video