Search
Jokes / Miya Aur Biwi
Asfand Yar
Tareef
aik aadmi apne dost se shikayat kar raha tha ke is ki biwi hamesha is se naraaz hi rehti hai .
dost ne mahswara diya aurat kitni hi khafa kyun nah ho tareef se khush ho jati hai .
aaj shaam ke khanay par is ke pakaye khanay ki tareef kar dena .
chunancha uss aadmi ne shaam ko pehla niwala letay hi kaha .
ahaa maza agaya begum kya ghazab ka saalan pakaya hai .
biwi khana chhore kar ronay baith gayi .
khawand ne wajah poochi to biwi ne kaha tum meri kisi cheez ki kabhi tareef nahi ki .
tumahray saalan ki tareef ki to hai. khawand ne kaha .
biwi boli yeh to mein ne hotel se mangwaya hai .
#jokes #miyabiwi

·
2 Like ·
Apr 16, 2018 at 04:04
Category: miya-aur-biwi
Poetry / Love
Tareef Karoon Agar Main Tumhari
Tareef karoon agar main tumhari
Sochta hun andaaz-e-bayaan kya hoga
Ghazal sunaoon auron k kalam se
Par unme aakhir naya kya hoga!
Tohfa doon agar main tumhe
Na kaafi gul-e-gulaab hoga
phir sochta hun jaan or ruh doon tumhe
Bhala isse nayaab aur kya hoga!
Samet loon agar tumhe ek lafz me
Chota jaan-e-wafa hoga
Kamzori nahi ho tum meri
Par es taakat ka naam naya hoga!
Dekhoon agar main tumhari nazron me
Ajab saa haal mera hoga
Main ki zaroorat nahi aainda
Usme tumsa nasha hi kya hoga!
Chhoo loon agar main tumhe
Bada kanpta sa haath mera hoga
Kaanch ki bani si tum
Toot gayin to mera kya hoga!
Sochta hun andaaz-e-bayaan kya hoga
Ghazal sunaoon auron k kalam se
Par unme aakhir naya kya hoga!
Tohfa doon agar main tumhe
Na kaafi gul-e-gulaab hoga
phir sochta hun jaan or ruh doon tumhe
Bhala isse nayaab aur kya hoga!
Samet loon agar tumhe ek lafz me
Chota jaan-e-wafa hoga
Kamzori nahi ho tum meri
Par es taakat ka naam naya hoga!
Dekhoon agar main tumhari nazron me
Ajab saa haal mera hoga
Main ki zaroorat nahi aainda
Usme tumsa nasha hi kya hoga!
Chhoo loon agar main tumhe
Bada kanpta sa haath mera hoga
Kaanch ki bani si tum
Toot gayin to mera kya hoga!
·
1 Like ·
Nov 09, 2017 at 20:11
Category: love
Advertisement
Poetry / Love
Teri Tareef Karte Hain To Isme Kya Burayi Hai
Teri Tareef Karte Hain To IsMe Kya Burayi Hai
Khuda Ne Apne Hathonse Teri Surat Banayi Hai
Hazaron Ki Tarah Sunle Teri Ruswai Ke Dar Se
Teri Tasveer HuMne Kitabon Mein Chhupayi Hai
Teri MasooM Surat Ki Yehi Tarif Hai Sun Le
Zubaan Pe Hai Yehi Sab Ke Khudayi Hai Khudayi Hai
Marz Ye Ishq Ka Aisa Laga Ki Phir Nahi Chhuta
Dua Bhi HuMne Ki Dawa Bhi AazMaayi Hai

Nov 25, 2016 at 16:11
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Teri Tareef Karte Hai To Isme Kya Burayi Hai
Teri Tareef Karte Hai To IsMe Kya Burayi Hai,
Khuda Ne Apne Hathonse Teri Surat Banayi Hai,
Hazaron Ki Tarah Sunle Teri Ruswai Ke Dar Se,
Teri Tasveer HuMne Kitabon Mein Chhupayi Hai,
Teri MasooM Surat Ki Yehi Tarif Hai Sun Le,
Zubaan Pe Hai Yehi Sab Ke Khudayi Hai Khudayi Hai,
Marz Ye Ishq Ka Aisa Laga Ki Phir Nahi Chhuta,
Dua Bhi HuMne Ki Dawa Bhi AazMaayi Hai...,

Jun 15, 2016 at 15:06
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Teri Tareef Karte Hain
Teri Tareef Karte Hain To IsMe Kya Burayi Hai,
Khuda Ne Apne Hathonse Teri Surat Banayi Hai,
Hazaron Ki Tarah Sunle Teri Ruswai Ke Dar Se,
Teri Tasveer HuMne Kitabon Mein Chhupayi Hai,
Teri MasooM Surat Ki Yehi Tarif Hai Sun Le,
Zubaan Pe Hai Yehi Sab Ke Khudayi Hai Khudayi Hai,
Marz Ye Ishq Ka Aisa Laga Ke Phir Nahi Chhuta,
Dua Bhi HuMne Ki Dawa Bhi AazMaayi Hai...

Mar 05, 2016 at 22:03
Category: love
Poetry / Songs Lyrics
Abdul Rehman Rehman
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen
Tu Bhi Daikhay Agar To Kahay Humnasheen
Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen
Tu Bhi Daikhay Agar To Kahay Humnasheen
Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Aisa Daikha Nahi Khoobsurat Koi
Jism Jaisay Ajanta Ki Moorat Koi
Jism Jaisay Nigaahon Peh Jaado Koi
Jism Naghma Koi, Jism Khushboo Koi
Jism Jaisay Machalti Hoi Raagni
Jism Jaisay Mehekti Hoi Chandni
Jism Jaisay Ke Khilta Hoa ik Chaman
Jism Jaisay Ke Sooraj Ki Pehli Kiran
Jism Tarasha Hoa Dilkash O Dil-nasheen
Sandali Sandali, Marmarin Marmarin
Sandali Sandali, Marmarin Marmarin
Aafreen Aafreen, Aafreen
Aafreen Aafreen Aafreen,
Aafreen Aafreen
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Chehra Ek Phool Ki Tarah Shadab Hai
Chehra Uska Hai Ya Koi Mehtaab Hai
Chehra Jaise Ghazal, Chehra Jaan E Ghazal
Chehra Jaise Kali, Chehra Jaise Kanwal
Chehra Jaise Tasawwar Bhi Tasveer Bhi
Chehra Ek Khwaab Bhi, Chehra Taabeer Bhi
Chehra Koi Alif Laila Ki Dastaan
Chehra Ek Pal Yaqeen, Chehra Ek Pal Gumaan
Chehra Jaisa K Chehra Kaheen Bhi Naheen
Maahroo Maahroo, Mehjabeen Mehjabeen
Maahroo Maahroo, Mehjabeen Mehjabeen
Aafreen Aafreen, Aafreen
Aafreen Aafreen Aafreen,
Aafreen Aafreen,
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Aankhein Daikhee To Mein Daikhta Reh Gaya
Jaam Do Aur Donon He Do Aatisha
Aankhein Ya Maikade Ke Yeh Do Baab Hein
Aankhein Inko Kahoon Ya Kahoon Khuwaab Hein
Aankhein Neechi Huwi To Haya Bun Gayi
Aankhein Unchi Howi To Dua Bun Gayi
Aankhein Uth Ker Jhuki To Ada Bun Gayi
Aankhein Jhuk Ker Uthi To Qaza Bun Gayi
Aankhein Jin Mein hai Qaid Aasman O Zameen
Nargisi Nargisi, Surmayi Surmayi
Nargisi Nargisi, Surmayi Surmayi
Aafreen Aafreen Aafreen
Aafreen Aafreen Aafreen
Aafreen Aafreen
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Husn E Janaa Ki Tareef Mumkin Nahi
Zulf E Janaa Ki Bhi Lambi Hai Daastan
Zulf Ki Mere Dil Per Hein Parchiyaan
Zulf Jaisay Ke Umdi Howi Ho Ghata
Zulf Jaisay Ke Ho Koi Kaali Bala
Zulf Uljhay To Dunya Pareshaan Ho
Zulf Suljhay To Yeh Zeest Aasan Ho
Zulf Bikhray Siyah Raat Chaanay Lagay
Zulf Lehraye To Raat Janay Lagay
Zulf Zanjeer Hai Phir Bhi Kitni Haseen
Reshmi Reshmi, Amberi Amberi

Nov 18, 2014 at 07:11
Category: songs-lyrics
Hoax / Daif Weak Hadiths
Ijunoon
Momin Ke Chehre Ki Tareef
·
-1 Like ·
Jun 16, 2014 at 13:06
Category: daif-weak-hadiths
Sms / Jokes
Kashif Yaqoob
Bv Ki Tareef Kia Ker Shayed Halaat Theek Ho Jaayin,
DOST: Meri Baat Maan, BV Ki Tareef Kia Ker, Shayed Halaat Theek Ho Jaayin, Woh Ghar Gaya Or BV Se Bola, Achi Lag Rahi Ho, BV: Kya? ADMI: Hoor Lagti Ho Hoor, BV Ronay Lagi Or Boli, Aaj Ka Din Hi Manhoos Hai, Beti Ne Dinner Set Torr Dia, Beta Zakhmi Ho Gaya, Or Ab , Tum Pee K Aa Gaye.
·
1 Like ·
Dec 16, 2013 at 15:12
Category: jokes
Tags: Dost Jokes Funny Friend Sms
Islam / Articles
Ijunoon
Ameer Al Momneen Ki Tareef
·
1 Like ·
Jan 07, 2010 at 05:01
Category: articles
News / Sports
Ijunoon
Hareef Team Ko Bhi Tareef Karne Par Majboor Kar Dia Mohsin
پاکستان کرکٹ ٹیم کے کوچ محسن خان کا کہنا ہے کہ سعید اجمل اور عبدالرحمن کا ڈبل سپن اٹیک پاکستان کو ٹیسٹ کرکٹ میں نمبر ون بنا سکتا ہے، یہ جوڑی نا صرف وکٹیں لیتی ہے بلکہ کسی بھی صورتحال میں رنز کی رفتار ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Feb 03, 2012 at 11:02
Category: sports
Sms / Uncategorized
Unknown
Tere Cherey Ki Kya Tareef Karo
tare cherey ki kya tareef karo tere bandar jaisa moo
tere zulfoon ki kya tareef karo tere eak eak baal pe joon
tere zulfoon ki kya tareef karo tere eak eak baal pe joon
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Tareef
Lakda: Tumhari ankhain kitni haseen hai??
Ladki: Choro naa..
Lakda: Tumhare Baal kitne khubsurat hai??
Ladki: Choroo naa aap bhi..
Ladka: Itni dair se chor he to raha hon..
Ladki: Choro naa..
Lakda: Tumhare Baal kitne khubsurat hai??
Ladki: Choroo naa aap bhi..
Ladka: Itni dair se chor he to raha hon..
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sponored Video