Search
Poetry / Sad
Hafiz Mehran
Soaz E Gham Se Jis Qader Shikwa Sada Hotay Hain Log.
soaz-e-gham se jis qader shikwa sada hotay hain log
jal bujian aur lab na kohlian woh bhi kia hotay hain log
fasl-e- gul mein saath hai khushboo daman ki tarah
ruth badaltie hai to bas moj-e-hawa hotay hain log
kis ko barham kiejea ilzam kis ko dejea
naam kis ka leajea sab bea-wafa hotay hain log
is ada ka kia tekahna is rawesh ka kia jawab
baat ranjesh ki na ho phir bhi khafa hotay hain log
hum gunahgaroun per ilzam gunahgarie baja
parsaoun mein bhi kitnay parsa hotay hain log
ghar gay Iqbal tum rangien kabaoun mein kahan
miltay deakho un se jo sada kaba hotay hain log.

·
0 Like ·
Sep 11, 2018 at 07:09
Category: sad
Poetry / Sad
Samreen Qaisar
Asar Dil Par Karay Shikwa, Shikaayat Ho To Aesi Ho.
Asar Dil Par Karay Shikwa, Shikaayat Ho To Aesi Ho......
Galay Lag Kar Koi Roye, Nadamat Ho To Aesi Ho,,,,,,
Yehi Mehsoos Ho Jaisay Kai Sad''diyaa''n Guzri Hain.....
Faqat Ek Pal Ki Doori Mien Aziyat Ho To Aesi Ho,,,,,,
Mujhay Kaanta Chubhay,
Aur Uss Ki Aankhoo''n Sey Lahoo Tapkay.....
Ta''alluq Ho To Aesa Ho, Muhabbat Ho To Aesi Ho,,,,,

Jul 12, 2018 at 19:07
Category: sad
Advertisement
Poetry / General
Shikwa E Ashq Nahi Jurat E Guftar Nahin
Shikwa-e-ashq nahi Jurat-e-guftar nahin
mairay hathon main jabar ki talwar nahin
Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai
Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin
ae khuda mujh ko meri Ibadat k badlay Mohabat de de
Main teri kisi bhi jannat ka kharidar nahin
jis ne insan se mohabat hi na ki ho
wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin...!

1 Like ·
Oct 29, 2017 at 01:10
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Asar Dil Per Karay Shikwa
Asar dil per karay shikwa
shikayat ho to aisi ho
Galay lag kar koi roye
Nadamat ho to aisi ho
yehi mehsus ho jaisay
kai sadiyan guzari hain
faqat ek pal ki furqat mein
Aziat ho to aisi ho
mujhe kanta chubhay aur
us ki ankhon se lahu tapkay
talluq ho to aisa ho
MUHABAT ho to aisi ho.
shikayat ho to aisi ho
Galay lag kar koi roye
Nadamat ho to aisi ho
yehi mehsus ho jaisay
kai sadiyan guzari hain
faqat ek pal ki furqat mein
Aziat ho to aisi ho
mujhe kanta chubhay aur
us ki ankhon se lahu tapkay
talluq ho to aisa ho
MUHABAT ho to aisi ho.
·
1 Like ·
Jun 07, 2017 at 22:06
Category: sad
Poetry / Sad
Ussey Mujh Se Ye Shikwa Hai
ussey mujh se ye shikwa hai
safer kion mukhtasir hai?
faslay kyu kar simat jaatey hein lamhon mein
tumharay saath chalnay mein
ye ek nuksaan sa kiya hai ke jonhi hum ne
waqt ek saath bitanay ka irada bandha
ye shaam yon lapki
ke jaisey muntazir thi buss humari hee
ab usse kaisey batain ke
safer kion mukhtaser hai?
usse kaisey bataon k
ye shikwa aap musafir hai!!!

Apr 03, 2017 at 10:04
Category: sad
Poetry / Love
Asar Dil Per Karay Shikwa
Asar dil per karay shikwa
shikayat ho to aisi ho
Galay lag kar koi roye
Nadamat ho to aisi ho
yehi mehsus ho jaisay
kai sadiyan guzari hain
faqat ek pal ki furqat mein
Aziat ho to aisi ho
mujhe kanta chubhay aur
us ki ankhon se lahu tapkay
talluq ho to aisa ho
MUHABAT ho to aisi ho
shikayat ho to aisi ho
Galay lag kar koi roye
Nadamat ho to aisi ho
yehi mehsus ho jaisay
kai sadiyan guzari hain
faqat ek pal ki furqat mein
Aziat ho to aisi ho
mujhe kanta chubhay aur
us ki ankhon se lahu tapkay
talluq ho to aisa ho
MUHABAT ho to aisi ho
·
1 Like ·
Nov 08, 2016 at 05:11
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Salook E Ashna Ka Is Liye Shikwa Nahi Karta
Salook-E-Ashna Ka Is Liye Shikwa Nahi Karta
Ke Mein Bhi Tu Kisi Ki Baat Ki Parwa Nahi Karta
Buhat Hooshiyar Hoon Apni Larai Aap Larta Hoon
Mein Dil Ki Baat Ko Deewar Per Likha Nahi Karta
Ager Par Jai Aadat Aap Apney Saath Rehney Ki
Ye Saath Aisa Hai K(K)E Insaan Ko Tanha Nahi Karta
Zameen Pairon Se Kini Baar Hi Din Mein Nikalti Hai
Mein Aisey Haadson Per Dil Mager Choota Nahi Karta
Tera Israr Sar Aankhon Per Tujh Ko Bhool Janey Ki !
Mein Koshish Kar Ke Dekhon Ga Mager Waada Nahi Karta

Sep 05, 2016 at 14:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Shikwa Karen Tou Kis Se, Shikayat Karen Tou Kya
Shikwa Karen Tou Kis se, Shikayat Karen Tou Kya
Ek Raigaan Amal Ki Riazat Karen Tou Kya
Jis Shae Ne Khatm Hona Hay Aakhir Ko Ek Din
Uss Shae Ki Itne Dukh Se Hifazat Karen Tou Kya
Harf-e-Darogh, Ghaalib-e-Shehar-e-Khuda Hua
Sheharon Mein Zikr-e-Harf-e-Sadaqat Karen Tou Kya
Ma'ani Nahi Munir Kisi Kaam Mein Yahaan
Taa'at Karen Tou Kya Hay Baghawat Karen Tou Kya,

May 15, 2016 at 12:05
Category: sad
Sms / Dard
Kashif Yaqoob
Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte.
Dard hota hai magar shikwa nahi karte kon kehta hai hum wafa nahi karte Akhir Q nahi badalti taqdeer meri kya mere chahne wale mere liye dua nahi karty.?
·
1 Like ·
Jan 11, 2014 at 15:01
Category: dard
Tags: Dua Dard Shairi Love Sms
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
Tu Q Rooth Jata Hai Aksar Shikwa Kiye Begair
(Ghazal)
Tu Q Rooth Jata Hai Aksar Shikwa Kiye Begair.
Hm B To Seh Jate Hn Shikayat Kiye Begair.
Hm Sochtey Rahe Muhabbat Be-Los Hoti Hai.
Ye Yun'hi Ho Jati Hai Enayat Kiye Begair.
Tu Kitna Nadaan Hai ".A Dost." Itna To Soch Le.
Jannat Kab Milti Hai Ebadat Kiye Begair.
Kasoor Tera Nhi Kasoor To Hmara Hai.
Hm Ne Muhabbat B Ki To Teri Ejazat Liye Begair:

Jan 09, 2014 at 15:01
Category: ghazal
Tags: Dard Poetry Shairi Love Mohabbat Sms
Sponored Video