Search
Jokes / Miscellaneous
Saiqa Bukhari
Aak Admi Hear Dreser Say Khata Ha
AAK ADMI HEIR DRESAR KA PASS ATA HA OUR PHUCHTA HA KA KATNI DIR MAIN PHRAG HO GA HEIR DRESAR KHATA HA KA 20 MANITS MAIN TO ADMI CHALA JATA HA OUR DO TEEN ASI TARA PHOCH KAR CHALA JATA HA WAPAS NAHIN ATA HEIR DRASER LARKAY KO KHAHTA HA KA YA ADMI KHAIN JATA HA OUR KHAIN SAY ATA HA LARKA THORI DEER BAD BHAGTA HOWAA ATA HA OUR KHATA HA ATA TU PATA NAHIN KHAIN SAY HA PAR YAHAIN SAY SEEDHA TARAY GHAR JATA HA.
·
3 Like ·
Jul 06, 2021 at 21:07
Category: miscellaneous
Poetry / 0
Hafeez Ur Rehman
Wafa Say Choot Lagti Hai
mohabbat say anayaat say wafa say choot lagti hai
bikharta phool hoon mujh ko hawa say choot lagti hai
mairi ankhoon mein ansoo ki tarhaan aik raat aa jaoo
takaluf say banawat say adaa say choot lagti hai
mein shapnam ki zubaan say pholoon ki awaz sunta hoon
ajab ehsaas hai apni sadda say choot lagti hai
tujhay khud apni majboori ka andaza nahi shaid
na kar ehad e wafa, ehad e wafa say choot lagti hai..

Jun 06, 2021 at 01:06
Category: 0
Advertisement
Poetry / 0
Hafeez Ur Rehman
Dloon Say Nikli Hoi Bud Dua
sabhi say in dinoon rootha howa sa lagtta hoon
mein apnay aap ko aab bay'wafa sa lagta hoon
tamaam raat mein girti hoi havailee mein
diloon say nikli hoi Bud Dua sa lagta hoon
mein woh khazana hoon haqdar jis ki duniya hai
hazar hisoon mein batta howa sa lagta hoon
mairi hansi say udaasi kay phool khiltay hain
mein sab kay sath hoon laikin juda sa lagta hoon
chamak raha tha, chehra kissi ke ankh mein
mein aainay mein kissi dosra sa lagta hoon
tamam raat barasti hai, rait par shabnam
mein apnay chaand say jab bhi khafa sa lagta hoon

1 Like ·
May 21, 2021 at 20:05
Category: 0
Jokes / Miscellaneous
Aleezay Abbasi
Mein Kheriat Say Hoon!
aik admi ko mazak ki buhat adat thi us ney apnay dost ko america khat likha jis mein sirf yeh likha tha key mein khariat sey hoon .is key kuch din baad america sey aik bhari parcel aiya jis ko choraney key liye us aaadmi key kafi paisey kerch hogaee jab us ko khool ker dekha tu us mein sey aik pather nikla jis key saath chit lagee huee thee aur us chit per likha tha key merey dil sey fikar ka bhari pathar utar gaya .......he.hehehe
·
2 Like ·
Dec 05, 2018 at 09:12
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Rafeeq
Pyar Bhi Tum Say Hai...
TUM say Hai...
KHUSHI Bhi TUM say Hai...
Gam Bhi TUM say Hai...
Takraar Bhi TUM say Hai...
Pyar Bhi TUM say Hai...
Roothna Bhi TUM say Hai...
Manana Bhi TUM say Hai...
Baat Bhi TUM say Hai...
Misaal Bhi TUM say Hai...
Nasha Bhi TUM say Hai...
Shaam Bhi TUM say Hai...
Zindagi Ki Shuruvaat Bhi TUM say Hai...
Zindagi Main Mulakaat Bhi TUM say Hai...
Mohabbat Bhi TUM say Hai...
Inaayat Bhi TUM say Hai...
Kaam Bhi TUM say Hai...
Naam Bhi TUM say Hai...
Khyal Bhi TUM say Hai...
Armaan Bhi TUM say Hai...
Khvab Bhi TUM say Hai...
Maahol Bhi TUM say Hai...
Yaadein Bhi TUM say Hain...
Mulakaatein Bhi TUM say Hain...
Sapne Bhi TUM say Hain...
Apne Bhi TUM say Hai...
Mere Dil Ne Kaha Hai Janu
Apni Toh Duniya Hi TUM say Hai...

Nov 22, 2018 at 07:11
Category: love
Jokes / Miscellaneous
Sehar Saeed
Ik Bili Badi Tezi Say Bhag Rahi Thi
ik bili badi tezi say bhag rahi thi ik admi os say poshta hai k kia hoa woo kehti haik sher ma ik kotay k katal hoa hai or police walay mugh par shak kar rahay hai.
·
0 Like ·
Nov 09, 2018 at 17:11
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Mohammad Afzal
Hum Ko Humi Say Choralo
ek urat doctor kay pass gati hay or kahti hay mujhay apna shoher kay samnay kapray utartay hoai sharm ati hay to doctor kahta hay main tumhari problem sumjh gaya hoon tum assa apnay kepray utaro to orat kahti mujhay sharam aati hay doctor kahta acha main light band ker day ta hoon orat bolti hay achaa orat kepra utar ker kahti hay doctor sahib uh kapray kahaan rekhoon to doctor kahta hay udher korsi per jidhar meray kepra parain hain
·
2 Like ·
Nov 09, 2018 at 09:11
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Adeel Baig
Bari Mishikl Say Eik Kamrah
Bari Mishikl Say Eik Kamrah
Jahan Koi Na Ho Rahta.
Nagar Say Paar Milta Hay
Bohat Baikar Milta Hay
To Phir Do Teen Hum Jaisay
Mila Laitay Hain Sub Paisay
Aur AApas Main Yeh Khtay Hain
K Mil Jul ker He Rahtay Hain
Koi Khana Banaye Ga
Koi Jharoo Lagaye Ga
Koi Dhoaye Ga Sub Kapray
To Reh Lain gey Baray Sukh Say
Jahan Koi Na Ho Rahta.
Nagar Say Paar Milta Hay
Bohat Baikar Milta Hay
To Phir Do Teen Hum Jaisay
Mila Laitay Hain Sub Paisay
Aur AApas Main Yeh Khtay Hain
K Mil Jul ker He Rahtay Hain
Koi Khana Banaye Ga
Koi Jharoo Lagaye Ga
Koi Dhoaye Ga Sub Kapray
To Reh Lain gey Baray Sukh Say
·
4 Like ·
Nov 09, 2018 at 03:11
Category: sad
Poetry / Sad
Adeel Baig
Jo Ghar Say Door Hotay Hain
Jo Ghar Say Door Hotay Hain
Bohat Majboor Hotay Hain
Kabhi Baghoon Main Sotay Hian
Kabhe Chhup Chhup Kay ROTAY Hain
Gharon Ko Yaad Kartay Hain
To Phir Feryaad Kartay Hain
Magar Jo Be Sahara Hoon
Gharon say Be Kinarah Hon
Inhain Gher Kon Daita Hay
Yeh Khatra Kon Laita Hay.
Bohat Majboor Hotay Hain
Kabhi Baghoon Main Sotay Hian
Kabhe Chhup Chhup Kay ROTAY Hain
Gharon Ko Yaad Kartay Hain
To Phir Feryaad Kartay Hain
Magar Jo Be Sahara Hoon
Gharon say Be Kinarah Hon
Inhain Gher Kon Daita Hay
Yeh Khatra Kon Laita Hay.
·
4 Like ·
Nov 08, 2018 at 21:11
Category: sad
Poetry / Love
Mohammed Anwar
Khushhal Say Tum Bhi Lagtay Ho
khushhal say tum bhi lagtay ho, yon afsurda to ham bhi nahin
par janenay walay jantay hain , khush ham bhi nahin khush tum bhi nahin
tum apni khudi kay pehray main, or dam-e-ghoror main jakray hoaye
ham apnay zaam kay narghay main , ana hath hamaray pakray hoaye
ik muddat say ghaltan paychan, tum rabt-o-guraiz kay dharon main
ham apnay aap say uljhay hoaye, pachtaway kay angaron main
mahsor-e-talatum aaj bhi ho, go tum nay kinaray dhoond liaye
tofan say sanbhlay ham bhi nahin, kahnay ko saharay dhoond liaye
khamosh say tum ham mohar ba-lab, jug beet gaye tuk baat kiye
suno khail adhora chortay hain, bina chal chalay bina maat kiye
jo bhagtay bhagtay thak jain, wo saaye ruk bhi saktay hain
chalo torro qasam iqrar karain, ham donon jhuk bhi saktay hain..

Nov 05, 2018 at 23:11
Category: love
Sponored Video