Search
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Koi Na Daikh Saka
Sitaara Apni Bhi Taabindagi Na Dekh Sakaa
Vo Dhundh Thi K Ye Manzar Koi Na Dekh Saka
Talaash Karte Hue Ungaliyaan Jalaa Daalin
Vo Teergi Thi Ki Main Shama Bhi Na Dekh Saka
Mila Tha Shaam Mujhe Ik Bujha Hua Suraj
Main Us Ke Baad Phir Raushani Na Dekh Saka
Jo Rabt Baqi The Sab Qataa Kar Liye Us Ne
Vo Meharabaan Merii Bechaargi Na Dekh Saka
Nigaah Vaise To Baam-E-Falak Ko Chu Aai
Main Jis Zameen Pe Khara Tha Vahi Na Dekh Saka
Vahi Hai Aainaa Khaana Vahi Hain Tasveeren
Main Umr Bhar Koi Surat Nayi Na Dekh Saka
Tamaam Shahar Men Vo Deeda var Hua MashHoor
Vo Apni Naak Se Aage Kabhi Na Dekh Saka

·
1 Like ·
Oct 16, 2015 at 11:10
Category: general
Poetry / Sad
Safia Saeed
Main Usey Bhula Na Saka
Aaj kuch is tarah hume unki yaad ane lagi
Dil ki gahrayi se ye baat hume satane lagi
Main samajhta raha usey bhool raha hun mai
Ayena dekha to tasveer uski nazar ane lagi
Pal har pal mai tadpta rahta hun uske liye
Marna chaha bhi to saanse uski satane lagi
Rom rom me basi hai uske jism ki khushbu
Usey dil bhar k chumne ki khwahish ane lagi
Main kya bataun kis tarah se ji raha hun mai
Aisa lagta hai maut ki aahat mjhe satane lagi
Main khafa hun us se wo bewafa hai mujhse
Phir najene kyon ye ankhen mjhe rulane lagi

Sep 07, 2015 at 18:09
Category: sad
Advertisement
Sms / Shairi
Kashif Yaqoob
Wo Umar Bhar To Mera Saath Na Nibha Saka,
Wo Umar Bhar To Mera Saath Na Nibha Saka, !'Haan Magar'! Yaad Ban K Kabhi Us Nay Mujhay Tanha Nahi Chorra...
·
1 Like ·
Jan 09, 2014 at 14:01
Category: shairi
Tags: Yaad Dard Shairi Love Sms
Sms / Dard
Kashif Yaqoob
Na Me Paas Usko Bula Saka,
Na Me Paas Usko Bula Saka, Na Me Dil Ki Bat Bata Saka, Wo Hansi Hansi Me Hi Chal Diya, Ke Me Hath Tak Na Mila Saka, U hi Sochta Raha Door Tak, Magar Usko Kuch Na Bata Saka, Ye Maqam Hi Tha Ajeeb Sa, Ke Me Khud Ko Bhi Na Bacha Saka, Wo Juda Huwa To Kuch Is Tarah, Koi Rasam Tak Na Nibha Saka, Use Jana Tha Wo Chala Gaya, Use Aaj Tak Na Bhula Saka,
·
1 Like ·
Dec 04, 2013 at 14:12
Category: dard
Tags: Pyaar Poetry Love Mohabbat Sms
News / Entertainment
Ijunoon
Film Industery Ko Sanaat Ka Darja Na Mil Saka
14 اگست کو حکومت کی جانب سے فلم انڈسٹری کو صنعت کا درجہ نہ ملنے پر فلم انڈسٹری کے حلقوں میں مایوسی چھا گئی۔ بتایا گیا ہے کہ فلم انڈسٹری کو وزیراعظم سید یوسف رضا گیلانی سے توقع تھی کہ 14 اگست کو فلم ان...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 17, 2011 at 07:08
Category: entertainment
Sms / Dard
Ijunoon
Palkon Pe Aansoun Ko Sajaya Na Jaa Saka
Palkon pe aansoun ko sajaya na jaa saka
Us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka,
Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
Ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka,
Jab teri yaad aayi tou koshish ke ba wajood
Aankhon main aansoun ko chupaya na jaa saka,
Kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
Jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka,
Bas iss khayaal se kahin us ko dukh na ho
Hum se tou haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka,
Woh muskuraya tha mere ru-ba-ru magar
Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka,
Tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka.

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Sms / Ghazal
Ijunoon
Jo Na Mil Saka Wo Baywafa
Jo na mil saka wo baywafa
yeh bari ajeeb si baat hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai
Wo roshni kay khayal main
wo na asaka raah main muntazir
yeh khalish kahan thi visaal main
mere justojoo ko khabar nahi
na wo din rahay na wo raat rahi
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai..
Karey pyar lab pay koi gila na hoo
yeh kissi kissi ka naseeb hai
yeh karam hai uski jafa nahi
wo juda bhi rehkay qareeb hai
wo aankh hai mere ru baru
ussi haath mein mera haath hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai
mera nam tak jo na lay saka
jo mujhay qarar na day saka
jissay ikhtiyaar tau tha magar
mujhay apna pyar na day saka
wohi shakhs mere talassh hai
wohi dard mere hayaat hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak meray saath hai...
yeh bari ajeeb si baat hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai
Wo roshni kay khayal main
wo na asaka raah main muntazir
yeh khalish kahan thi visaal main
mere justojoo ko khabar nahi
na wo din rahay na wo raat rahi
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai..
Karey pyar lab pay koi gila na hoo
yeh kissi kissi ka naseeb hai
yeh karam hai uski jafa nahi
wo juda bhi rehkay qareeb hai
wo aankh hai mere ru baru
ussi haath mein mera haath hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak mere saath hai
mera nam tak jo na lay saka
jo mujhay qarar na day saka
jissay ikhtiyaar tau tha magar
mujhay apna pyar na day saka
wohi shakhs mere talassh hai
wohi dard mere hayaat hai
jo chala gaya mujhay chor kar
wohi aaj tak meray saath hai...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Palkon Peh Aansoon Ko Sajaya Na Jaa Saka
Palkon peh aansoon ko sajaya na jaa saka
Us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka,
Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
Ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka,
Jab teri yaad aayi tou koshish ke ba wajood
Aankhon main aansoon ko chupaya na jaa saka,
Kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
Jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka,
Bas iss khayaal se kahin us ko dukh na ho
Hum se tou haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka,
Woh muskuraha tha mere rubaru magar
Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka,
Tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
Magar faasla ana ka mitaya na jaa saka...

Sms / Uncategorized
Mil b na saka , dil se juda b na hua
Wo ik shakhs jo kabhi muj se hafaa na hua
Me to samja tha Mmera muqadar
Sanwarey ga us k hawaale se
Lekin wo insaan hi raha khuda na hua
Aankhein to shayad bhula b deti
Mohabbat k bikhrey rang
Dil hi bzid tha uski yaadon se riha na hua
Har rishtey k ihsaas ki apni alag kahani ha
Par jo dard diya us ne wo bayan na hua
Saanson k saath chalna tha usey ban k zindagi
Wo tamaam umer ka rog bana meri dawa na hua!
If u like that SMS or Call
0300-7313245
0321-6367645
Unknown
Mil Bhi Na Saka

Category: uncategorized
Tags: Khuda
Sponored Video