Search
Articles / Featured
Ijunoon
Pathjar Se Phle Patton K Dilkash Rang
کلوروفل ایک کیمیکل ہے جس سے پودوں میں سبز رنگ آتا ہے اور جب یہ کیمیکل ختم ہونے لگتا ہے تو ہم اُنہی سبز پتوں کو زرد، نارنجی اور سرخ رنگ میں تبدیل ہوتا دیکھتے ہیں.
امریکہ میں موسم ِخزاں کی ایک اپنی دلک...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Sep 07, 2016 at 07:09
Category: featured
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Laal Rang Release Date
·
0 Like ·
Mar 23, 2016 at 06:03
Category: when
Advertisement
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Yeh Laal Rang Release Date
·
0 Like ·
Nov 17, 2015 at 06:11
Category: when
Poetry / General
Tere Chehre Ka Rang Uda Kiyon Hai.
Tere Chehre ka Rang Uda kiyon hai.
To khud se Hi Juda Kiyon hai..
Nadan Hogi Jo Na Samjhe Baat Meri.
To Khud se Hi Sharmshar kiyon hai..
Mai janta hoon Meri Zindgi Tere Liye Kuch Nahi..
Lekin To Khud Se Hi Bezar Kiyon Hai.
Jab Tooda Dil Kisi ka Toone Muhabbat mai
Ab Uski Nazron se Sharmshar kiyon hai..
Baat Karne Ki Himmat Bhi Nahi Tujhmain
Ab tera Dil itna Lachar Kiyon hai...

Jun 12, 2015 at 17:06
Category: general
Poetry / 0
Ali Bukhari
Mere Khawabon Mein Rang Uss Ne Bhare
mere khawabon mein rang uss ne bhare
phool mere naam k kitabon mein uss ne dhare
dil dhrkta hey jab pehn kar woh hijaab aaye
kiya ho hashar mera jo kabhi woh be niqaab aaye.
woh shokh nazron se dekh le tu qaddam mere behkene lagte hein
woh uski qaamat , jissam jesse sarma ki dhoop
uski chaal uski muskan uska rang roop
dekh k shaair sher kehne lagte hein
dhoond rahi thi nah jane kab se usse meri nigah
sun kar awaz koel jaisi hoa mein bhi aagaha
jiss ki awaz hey aise woh khud kaissi hogi
uske hussan ki salamti ko dil deta hey dua.
lub bolein nah bolein ankheein bolti hein
chupana lakh chaho dil ka bhaed kholti hein
labon per baat aae bhi tu poori kabhi adhoori
ankhon mein tu chahtein jhoola jhoolti hein.
unse kuch kehne ka irada kiya tha mein ne
kuch likh k saher dil ki batein ki waa mein ne
chilman ki oat se li unke anchal ki hawa mein ne
kehna bhi chaha lekun kehnne ka kiya na hosla mein ne.
piyar ki baresh mein bheegta woh kitna accha lage
apne aap ko bheegte lajate sharmate
bekhabar apni hi dhun mein gungunate
mujhko tu woh aik jal pari aik apsraa lage

May 22, 2015 at 08:05
Category: 0
Poetry / Sad
Angim
Pyaar Ka Rang
Taqdeer humari bhi jud gayi thi unse
is qadar kho chuke the hum ek duze me
kismat thi k mil na sake hum dono
pyaar me wo mujhe yaar kehti th
jaduu tha uski un ankhon me
jis me tasveer meri nazar ayi thi.
par kya pata tha is dil ko
tute ga ek din wo sheesa bankar
tukron me meri duniya bikhar jayegi
phir bhi dua dete hai hum us bewafa ko
usne hume zindgi ki jo ek nayi tasveer dikhayi th
kasoor na tha humari mohabbat ka
jisse es par humne lootai th
kasoor tha taqdeeron ka
zindagi jud kar bhi usse kyun judai thi
kyun usne meri duniya khud hi mitayi thi mitayi th

May 18, 2015 at 05:05
Category: sad
Whatsapp Messages / Basant Panchmi
Muhammad Aftab
Lo Phir Basant Aayi, Phoolon Pe Rang Layi;
Lo Phir Basant Aayi, Phoolon Pe Rang Layi;
Chalo be Darang, Lab-e-Aab-e-Zang;
Baje Jal Tarang, Man Par Umang Chayi;
Lo Phir Basant Aayi!
Happy Basant Panchami!
Chalo be Darang, Lab-e-Aab-e-Zang;
Baje Jal Tarang, Man Par Umang Chayi;
Lo Phir Basant Aayi!
Happy Basant Panchami!
·
0 Like ·
Oct 13, 2014 at 22:10
Category: Basant-Panchmi
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Rang Rasiya / Colors Of Passion Release Date
·
0 Like ·
Aug 06, 2014 at 10:08
Category: when
Baatein / Larkon Ki Baatein
Sana Ali
Laal Rang
·
0 Like ·
Jun 27, 2014 at 18:06
Category: larkon-ki-baatein
Sponored Video