Search
Articles / Featured
Ijunoon
Firon Raamees Soyam Ka Sar Qalam Kia Gaya Tha
ماہرین نے ایک نئے فورینزک جائزے کے بعد بتایا ہے کہ مصر کے فرعون رعمیسس سوئم کا سازشیوں نے سر قلم کر دیا تھا۔
فرعون کی لاش کے پہلے سی ٹی سکین سے پتا چلا ہے کہ ان کی گردن پر گہرا زخم ہے جو جان لیوا ہ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 08, 2018 at 10:04
Category: featured
Poetry / Love
Likhta Hoon To Tum Hi Utarti Ho Qalam Se
Mera sawan bhi tum ho meri pyas bhi tum ho
Sehra ki banhon me chupi aas bhi tum ho
Tum yoon to boht door boht door ho mujhse
Ahsas ye hota he mere paas bhi tum ho
Har zakhm ki aaghosh me he dard tumhara
Har door me taskeen ka ahsas bhi tum ho
Kho jao to veeran si ho jati he raahain
Mil jao to phir jine ka ahsas bhi tum ho
Likhta hoon to tum hi utarti ho qalam se
Parhta hoon to lehja bhi tum aawaz bhi tum ho

Jul 03, 2017 at 12:07
Category: love
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Meri Soch Musafir Mera Qalam Rahgir Hai
Meri Soch Musafir Mera QalaM Rahgir Hai
Mera Andaz-E-Bayan Mera ZoQ-E-Aagahi Ki Tafseer Hai
Khaak Hoon Manzil Bhi Meri Khak Magar Sach Hai
Duniya Kuch Nahi FaQat Mere Khwabon Ki Tafseer Hai
Main Rond Gaya Hota Kab Se Dar-E-Wahshat
Meri Wafa Magar Mere Paon Ki Zanjeer Hai
Mere Andaz-E-Bayan Se Nala youn Na Hona Ke
Mera Sach Hi Mera MujasaM Meri Tasveer Hai
Bhatakti Chahat Par Pehre Bithana Kab Aasan Hua
Ye Chahat Ye Ulfat To Zindagi Ka Safar Hai
Mere Warison Mein Wirasat Ka Zikr Hai Asfer
Kya Bataun? Chahat Poonji Chahat Hi Jagir Hai

Feb 23, 2017 at 15:02
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Qalam Par Qarz Hai Jaan Ka Ada To Ho Raha Ho Ga
Qalam Par Qarz Hai Jaan Ka Ada To Ho Raha Ho Ga
Magar Gumnaam Goshay Mai Koi To Ro Raha Ho Ga
Koi Ho Ga Kisi Sachi Azziyyat K Nashay Mai Gum
Koi Jhooti Khushi Ko Be Irada Dho Raha Ho Ga
Kisi Ko Yaad Aaye Ja Rahi Hogi Gai Patt Jharh
Koi Taaza Ruton K Beej Dil Mai Bo Raha Ho Ga
Koi Ukta Raha Ho Ga Kisi Purr Shor Mehfil Say
Koi Jadoo Bhari Tanhaiyon Mai Kho Raha Ho Ga
Kaheen Pardais Mai Be-Khuwab Aankhain Jagti Hongi
Koi Ik Yaad Orhay Apnay Ghar Mai So Raha Ho Ga
Har Ik Pal Ki Khabar Rakhnay Ki Aisi Kya Zaroorat Hai
Bhari Dunya Hai Iss Mai Kuch Na Kuch To Ho Raha Ho Ga

Oct 04, 2016 at 09:10
Category: sad
Social Wall / Photos
Bilal Ahmed Khan
Loh O Qalam Tere Hain
·
0 Like ·
Sep 22, 2016 at 19:09
Category: photos
Poetry / Sad
قلم جب دَرہم و دِینار میں تولے گئے تھے
کہاں تک دِل کی چنگاری، ترے شعلے گئے تھے
فصیلِ شہرِ لب بستہ! گواہی دے کہ لوگ
دہانِ حلقہِ زنجیر سے بولے گئے تھے
تمام آزاد آوازوں کے چہرے گرد ہو جائیں
فِضاؤں میں کچھ ایسے زہر بھی گھولے گئے تھے
وہ خاکِ پاک ہم اہلِ محّبت کو ہے اکسیر
سرِ مقتل جہاں نیزوں پہ سر تولے گئے تھے,
Muzammil Shahzad
Qalam Jab Darham O Denaar Mai Toolay Gaye Thy
قلم جب دَرہم و دِینار میں تولے گئے تھے
کہاں تک دِل کی چنگاری، ترے شعلے گئے تھے
فصیلِ شہرِ لب بستہ! گواہی دے کہ لوگ
دہانِ حلقہِ زنجیر سے بولے گئے تھے
تمام آزاد آوازوں کے چہرے گرد ہو جائیں
فِضاؤں میں کچھ ایسے زہر بھی گھولے گئے تھے
وہ خاکِ پاک ہم اہلِ محّبت کو ہے اکسیر
سرِ مقتل جہاں نیزوں پہ سر تولے گئے تھے,
·
1 Like ·
Jun 06, 2016 at 01:06
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Qalam Haathoon Ko Bura Lagney Laga Hey
Tumhara naam likhney ki ijaazat chin gaee jab sey
Qalam haathoon ko bura lagney laga hey
Tumhein dekhne ki ijaazat chin gaee jab sey
Noor aankhoon ko bura lagney laga hey
Tumhein chooney ki ijaazat chin gaee jab sey
Har lams merey jism ko bura lagney laga hey
Tumhein paaney ki ijaazat chin gaee jab sey
Apna hi wojood bura lagney laga hey
Tumhein khoo kar bhi jee raha hoon jab sey
Naseeb hi apna bura lagney laga hey,

Jun 01, 2016 at 13:06

Jun 01, 2016 at 04:06
Category: sad
Poetry / Poetry Sms
Qalam Uthayi Hey Lafz Nahin Milta
qalam Uthayi hey Lafz nahin Milta
Jisko Dhoondha wo shakhs nahi milta
Phirtey Hein wo zamaney ki Talaash mei
Hamarey Liye Unhey Waqt Nahin Milta
Jisko Dhoondha wo shakhs nahi milta
Phirtey Hein wo zamaney ki Talaash mei
Hamarey Liye Unhey Waqt Nahin Milta
·
2 Like ·
Mar 31, 2015 at 08:03
Category: poetry-sms
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Qalam Sakoot Mai Raha
Main Kal Tamam Shab
Qalam Liye
Yeh Sochta Raha
Raqam Karon To Kia Karon
Gham-E-Hayat Ya Gham-E-Jahan
Magar Mera Qalam
Jamood Ka Shikar Tha
Tamam Shab
Main Likh Nahi Saka
Mera Khayal Bus
Khayal He Raha
Mera Qalam Faqat Khamosh He Raha
Jamood Is Qadar Shaded Tha
K Toot Na Saka
Tamam Shab
Khayal Zehn Ki
Ghulaam Gardishon Mai Ghomta Raha
Mera Zameer Waqt K Khilaaf Likh Nahi Saka
Faqat Tamash Been Bana Raha
Tamam Shab Khayal Cheekhta Raha
Magar Qalam
Sakoot Mai Raha

Mar 07, 2015 at 11:03
Category: general
Sms / Friendship
Kashif Yaqoob
"kash K Mil Jae Mujhe Muqaddr Ki Wo Siyahi Aur Qalam,
"Kash K Mil Jae Mujhe Muqaddr Ki Wo Siyahi Aur Qalam,,
(DOST)
"Lamhy Lamhy ki Khushi Likh Doon Tmhari ZINDGI k liye...!
( Just )4u
(DOST)
"Lamhy Lamhy ki Khushi Likh Doon Tmhari ZINDGI k liye...!
( Just )4u
·
1 Like ·
Jul 16, 2013 at 12:07
Category: friendship
Tags: Dost Poetry Friend Sms Zindagi
News / Science Technology
Ijunoon
Rasiliyun Ki Talash K Liye Electronic Qalam Ijaad
کینسر کے مر یضو ں کے لیے خو ش خبر ی ہے کہ کینسر کے آ پریشن کے لیے ایک انقلا بی ایجا د سامنے آ گئی ہے ۔امریکی سا ئنسدان ایک ایسا الیکٹرا نک قلم بنانے میں کا میاب ہو گئے ہیں ۔جو کینسر کی پو شیدہ اور چھو...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Nov 26, 2010 at 09:11
Category: science-technology
Sms / Naughty Insult
Ijunoon
Teri Yaad Mein Humne Qalam Utha Hi Liya
Teri yaad mein humne qalam utha hi liya
paper aur tasveer aapki banai
socha tha k usko dil se laga kar rakhen ge
magar vo tou bacho ko draane ke kaam aayi..
paper aur tasveer aapki banai
socha tha k usko dil se laga kar rakhen ge
magar vo tou bacho ko draane ke kaam aayi..
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 09:11
Category: naughty-insult
Tags: Yaad
Sponored Video