Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tum Ne Hamen Bhula Diya, Hum Na Tumhain Bhula Sakey
Hum Main Hi Thi Na Koi Baat, Yaad Na Tum Ko Aa Sakey
Tum Ne Hamen Bhula Diya, Hum Na Tumhain Bhula Sakey
Tum Hi Na Sun Sako Agar, Qissa-E-Gham Sune Ga Kaun
Kis Ki Zubaan Khule Gi Phir, Hum Na Agar Suna Sakey
Raunaq-E-Bazm Ban Gaye, Lab Pe Hikaayaten Raheen
Dil Main Shikayaten Raheen, Lab Na Magar Hila Sakey
Shouq-E-Wisaal Hai Yahan, Lab Per Sawal Hai Yahan
Kis Ki Majaal Hai Yahan, Hum Se Nazar Mila Sakey
Hum Main Hi Thi Na Koi Baat, Yaad Na Tum Ko Aa Sakey
Tum Ne Hamen Bhula Diya, Hum Na Tumhain Bhula Sakey..

·
1 Like ·
Sep 16, 2016 at 14:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jala K Tu Bhi Agar Aasra Na De Mujh Ko
Jala K Tu Bhi Agar Aasra Na De Mujh Ko
Ye Khauf He K Hawa Phir Bujha Na De Mujh Ko
Mein Is Khayal Se Mur Mur K Dekhta Hun Usay
Bichar K Bhi Wo Kahin Phir Sada Na De Mujh Ko
Isi Khayal Se Shab Bhar Mein So Nahi Sakta
K Khof-E-Khuwab-E-Guzashta Jaga Na De Mujh Ko
Tere Baghair Bhi Teri Tarah Mein Zinda Rahoon
Ye Hosla Bhi Dua Ker, Khuda Na De Mujh Ko
Mein Is Liey Bhi Usay Khud Phir Bolon Ga MOHSIN
K Mujh Se Roothnay Wala Kahin Bhula Na De Mujh Ko

Sep 06, 2016 at 17:09
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kabhi Soncha Na Tha
Kabhi Soncha Na Tha
Mohabbat Mein Itna Door Nikal Jayenge
Kabhi Socha Na Tha,
Hum Wafa Karke Bhi Bewafa Kehlayen Ge
Kabhi Socha Na Tha,
Zamane Se Tanha Hi Takrayen Ge
K(K)Abhi Socha Na Tha,
Hum To Pyaar Ke Naam Se Hi
Na Aashna The,
Chahat Ki Itni Badi Saza Payenge
Kabhi Socha Na Tha,
Uska Har Andaaz Dusron Se
Juda Lagta Hai,
Uske Rang Mein Hum Rang Jayenge
Kabhi Socha Na Tha…
Mohabbat Mein Itna Door Nikal Jayenge
Kabhi Socha Na Tha,
Hum Wafa Karke Bhi Bewafa Kehlayen Ge
Kabhi Socha Na Tha,
Zamane Se Tanha Hi Takrayen Ge
K(K)Abhi Socha Na Tha,
Hum To Pyaar Ke Naam Se Hi
Na Aashna The,
Chahat Ki Itni Badi Saza Payenge
Kabhi Socha Na Tha,
Uska Har Andaaz Dusron Se
Juda Lagta Hai,
Uske Rang Mein Hum Rang Jayenge
Kabhi Socha Na Tha…
·
1 Like ·
Sep 04, 2016 at 17:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jo Ranjishein Thiin Jo Dil Mein Gubaar Tha Na Gaya
Jo Ranjishein Thiin Jo Dil Mein Gubaar Tha Na Gaya
K Ab Ki Baar Gale Mil K Bhi Gila Na Gaya
Ab Us K Wada-E-Fardaan Ko Bhi Taraste Hain
Kal Uski Baat Pe Kyun Aitbaar Kia Na Gaya
Ab Us K Hijr Mein Royain Na Wasl Main Khush Hon
Wo Dost Ho Bhi To Samjho K Dostaana Gaya
Nigaah-E-Yaar Ka Kya Hai Huii Huii Na Huii
Ye Dil Ka Dard Hai Pyaare Gaya Gaya Na Gaya
Sabhi Ko Jaan Thii Pyaari Sabhii The Lab Basta
Bas Ik Faraz Tha, Zaalim Se Chup Raha Na Gaya

Sep 01, 2016 at 10:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Gayee Ruton Mein To Shaam O Sahar Na They Aise
Gayee Ruton Mein To Shaam-O-Sahar Na They Aise
Ke Ham Udaas Bohat They Magar Na They Aise
Yahan Bhi Phool Se Chehre Dikhayee Dete Hain
Ye Ab Jo Hain Yehi Deewar-O-Dar Na They Aise
Miley To Khair Na Milne Pe Ranjishein Kaisi
Ke Us Se Apne Marasim They Par Na They Aise
Hamee They Jo Tere Aane Talak Jaley Warna
Sabhi Charagh Sar-E-Rahguzar Na They Aise
Dil-E-Tabah Tujhe Or Kya Tasalli Dein
Tere Naseeb Tere Chaaraagar Na They Aise
Faraz Khush Ho Ke Ahsaan Us Sitamgar Ke
Jo Tujh Pe Hain Wo Kisi Or Par Na They Aise

Sep 01, 2016 at 04:09
Category: sad
Social Wall / Photos
Na Ra''eess Hun, Na Ameer Hun,
Na Mian Baadshaa Na Wazeer Hun,,,,
Dar-e-MUSTAFA (S.A.W) Meri Saltanat,
Ussi saltanat Ka Mian Faqeer Hun,,,,
Shahid Siddiqui
Na Ra''eess Hun, Na Ameer Hun,
Na Ra''eess Hun, Na Ameer Hun,
Na Mian Baadshaa Na Wazeer Hun,,,,
Dar-e-MUSTAFA (S.A.W) Meri Saltanat,
Ussi saltanat Ka Mian Faqeer Hun,,,,
·
0 Like ·
Aug 23, 2016 at 21:08
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Zinda The To Kisi Ne Na Poucha Haal E Jigr
Zinda the to kisi ne na poucha Haal-E-jigr,
Ab mr gaye hain tu mitti mein dabane aa gaye,
Chorr k dunya ko madhosh howe the hm,
Who na jane kye soch kr hum ko jagane aa gaye,
Na jane kis se pucha hai wafa na pata mera,
Meri qabr per bhi mujhe satane aa gaye,
Hum to andhere mein sone k aadi the,
Or woh bewafa hamari qabr per diye jalane aa gaye,
Zinda the to ek nazar na dekha pyar se mujhe,
Mar gaye hain to ab qabr pr aansu bahane aa gaye

Aug 05, 2016 at 06:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Yehi Wada Lia Tha Na
Yehi Wada Lia Tha Na
Hamesha Khush Hi Rehna Hai
Lo Dekho! Dekh Lo Aa K
Meri Ankho Ko Dekho Tum
Ye Kitni Shokh Lagti Hain
Mere Honton Ko Dekho Tum
Hamesha Muskurate Hain
Koi Bhi Ghum Agar Aya
Use Hans Kr Saha Mein Ne
Mere Chehray Ko Dekho Tum
Hemesha Pur'sakun Ho Ga
Kia Tha Mein Ne Jo Tum Se
Wo Wada Kr Dia Pura
Mgr Ik Baat Hai Pyare
Kabhi Jo Waqt Mil Jaye
To Meri Shayari Perhna
Tumhe Mehsoos To Ho Ga
Kahin Talkhi Bhara Lehja
Kahin Pe Sard Sa Lehja
Kahin Pe Drd Ki Jheelein
Kahin Lehjay Ki Kerrwahat
SUNO!
Mein Khush To Hun Lekin
Mera Her Lafz Rota Hai
Mera Her Lafz Rota Hai.
Hamesha Khush Hi Rehna Hai
Lo Dekho! Dekh Lo Aa K
Meri Ankho Ko Dekho Tum
Ye Kitni Shokh Lagti Hain
Mere Honton Ko Dekho Tum
Hamesha Muskurate Hain
Koi Bhi Ghum Agar Aya
Use Hans Kr Saha Mein Ne
Mere Chehray Ko Dekho Tum
Hemesha Pur'sakun Ho Ga
Kia Tha Mein Ne Jo Tum Se
Wo Wada Kr Dia Pura
Mgr Ik Baat Hai Pyare
Kabhi Jo Waqt Mil Jaye
To Meri Shayari Perhna
Tumhe Mehsoos To Ho Ga
Kahin Talkhi Bhara Lehja
Kahin Pe Sard Sa Lehja
Kahin Pe Drd Ki Jheelein
Kahin Lehjay Ki Kerrwahat
SUNO!
Mein Khush To Hun Lekin
Mera Her Lafz Rota Hai
Mera Her Lafz Rota Hai.
·
1 Like ·
Aug 03, 2016 at 03:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Meri Laghzishen Na Gina Karo
meri laghzishen na gina karo
meri ghaltiyan na chuna karo,
yeh qadam qadam ki hadood kya
mere sath sath chala karo,
main khulay mizaj ka shakhs hun
main takalufat say mawara,
ye jo meherbani ka lafz hai
isay tum na mujh say kaha karo,
kahin tum na ho jao bay sakoon
koi bad-dua na tumhain lagay,
ye jo khoey khoey say loog hain
inhain daikh kar na hansa karo,
yeh dua hai rab-e-kareem say
teri tazgi ko khizan na ho,
ye bahar tujh say jala kare
sada muskurate raha karo!!!!
meri ghaltiyan na chuna karo,
yeh qadam qadam ki hadood kya
mere sath sath chala karo,
main khulay mizaj ka shakhs hun
main takalufat say mawara,
ye jo meherbani ka lafz hai
isay tum na mujh say kaha karo,
kahin tum na ho jao bay sakoon
koi bad-dua na tumhain lagay,
ye jo khoey khoey say loog hain
inhain daikh kar na hansa karo,
yeh dua hai rab-e-kareem say
teri tazgi ko khizan na ho,
ye bahar tujh say jala kare
sada muskurate raha karo!!!!
·
1 Like ·
Aug 02, 2016 at 20:08
Category: sad
Sponored Video