Search
Sms / Mothers Day
Kashif Yaqoob
Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hy,
Teacher studnts se:Agr tm me se koi mujhy muthi bhar JANAT ki matti la k dyga to wo tm me se kamyab studnt hoga. Agly din 1 chota bacha muthi bhar matti le aya or teacher ko dydi Teacher naraz ho k kaha:tm mujh se mazaq kr rahy ho Ye matti kahan se lae Studnt ne anso bhari ankhon k 7 jawab dya Ye matti me apni MAA ki qabar se utha laya hn ap he ny humain sikhaya k Maa k qadmon taly Janat hy. Sakht toofan me b aasan safar lagta hy, ye mjhe meri Maa ki duaon ka asar lagta hy, sari umar meri MAA nhe soi bs Me ny aik bar kaha tha 'MAA MJHE DAR LAGTA HAI' I love u Ammi.
·
2 Like ·
Jan 20, 2014 at 15:01
Category: mothers-day
Tags: Teacher Student Sms Maa
Sms / Islamic
Kashif Yaqoob
Tu Meri Zaat Ka Malik Hai Bakhsh Dey Mujh Ko.
Tu Meri Zaat Ka MaLik Hai Bakhsh Dey Mujh Ko "Ya RaB" "HisaaB Mujh Sey Na Diya Jae Ga Meri Khataa'On Ka. Jumma Mubarak to You nd your Family
·
2 Like ·
Jan 17, 2014 at 18:01
Category: islamic
Tags: Jumma Islam Mubarak Allah Sms
Advertisement
Sms / Dard
Kashif Yaqoob
Ye Udaas Raatain Meri Tanhai Ko Us Muqaam Pr Ly Jati Hain
Ye Udaas raatain Meri Tanhai ko us muqaam pr ly jati hain,,,, K Mujhe Tum, Aik Tum, Phir Tum, Aur Bus Tum Hi Yaad Aaty Ho.....?
·
1 Like ·
Jan 16, 2014 at 20:01
Category: dard
Tags: Dukh Yaad Dard Sms
Sms / Friendship
Kashif Yaqoob
Meri Khuwahish Bhi Kuch Ajeeb Si Hai
Meri Khuwahish Bhi Kuch Ajeeb Si Hai .%DOST.% W0h Mujh Se Nafrat Kare T0 Kare. Par Kisi 0rr Se Muhabat Na Kare...?
·
1 Like ·
Jan 15, 2014 at 20:01
Category: friendship
Tags: Love Mohabbat Friend Sms
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
Meri Shararton Py Jo Data Tha Dhamkiyn Judai Ki,
"GhAzAL"
Meri shararton py jo data tha dhamkiyn judai ki, Ro para wo shakhs alwida kehty kehty, Mujy un sy mohabbat hai un sy kasy kahta, Umar beet gai yeh sochtay sochaty, Ab milain gy to keh doun ga, Sadyan guzar gai intazar karty karty, Wo sada khush rhy Ay khuda, zindgi khatam ho jay yhi dua karty karty, Un ki yaad mujy sony nahi deti, Raat beet jati hai karwat badaltay badltay.
Meri shararton py jo data tha dhamkiyn judai ki, Ro para wo shakhs alwida kehty kehty, Mujy un sy mohabbat hai un sy kasy kahta, Umar beet gai yeh sochtay sochaty, Ab milain gy to keh doun ga, Sadyan guzar gai intazar karty karty, Wo sada khush rhy Ay khuda, zindgi khatam ho jay yhi dua karty karty, Un ki yaad mujy sony nahi deti, Raat beet jati hai karwat badaltay badltay.
·
1 Like ·
Jan 13, 2014 at 14:01
Category: ghazal
Tags: Dukh Pyaar Yaad Dard Poetry Shairi Love Mohabbat Sms
Sms / Friendship
Kashif Yaqoob
Meri Taraf Se Mere Doston K Liye Last Treat .
Jab me mar0n 0r ap mere janaze pr aa0 t0 K0shish krna k khali pait aa0. Qk W0 meri taraf se mere doston k liye last treat hogi. Smile yar
·
1 Like ·
Jan 11, 2014 at 15:01
Category: friendship
Tags: Death Dost Friend Sms
Sms / Shairi
Kashif Yaqoob
Ussay Kaho Ke Meri Saza Ko Kuch Kam Kar Dy
Ussay Kaho Ke Meri Saza Ko Kuch Kam Kr Dy...!! .!JAN!. Main Aadi Mujrim Nahen Hon Galti Se ISHQ Hova Tha.
·
1 Like ·
Jan 11, 2014 at 15:01
Category: shairi
Tags: Ishq Shairi Love Mohabbat Sms Galti
Sms / Ghazal
Kashif Yaqoob
Koi Khwahish Meri Tum Bin Pori Na Hogi.
...GAZAL...
Koi khwahish meri tum bin pori na hogi.
tum sath ho tu khushi koi adhori na hogi..
mana k zindagi ka safer buhat taveel hai..
tum sang ho to mahsoos ye doori na hogi..
bun jao agar tum kabi zindagi jo meri? koi or dua phir itni zaroori na hogi..4u
Koi khwahish meri tum bin pori na hogi.
tum sath ho tu khushi koi adhori na hogi..
mana k zindagi ka safer buhat taveel hai..
tum sang ho to mahsoos ye doori na hogi..
bun jao agar tum kabi zindagi jo meri? koi or dua phir itni zaroori na hogi..4u
·
2 Like ·
Jan 09, 2014 at 15:01
Category: ghazal
Tags: Zindagi Dua Poetry Love Mohabbat Sms
Sms / Good Night
Kashif Yaqoob
Etni Nafrat Ho Gai Hai Usey Meri "mohabbat " Se
Etni Nafrat Ho Gai Hai Usey Meri "MOHABBAT " Se '''' Suna Hy Usne Apne Hont Jala Daly Mere"Honton"K Nishaan Mitane K Liye...!! GooD Night
·
1 Like ·
Jan 07, 2014 at 15:01
Category: good-night
Tags: Shairi Love Mohabbat Sms
Sponored Video