Search
Social Wall / Photos
Ameera Gul
This Summer May Cross 45 Degrees.
·
0 Like ·
Jul 31, 2016 at 01:07
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Ki Weeran Gali May Ab Tu Jana Hi Chor Diya Hay
DIL KI WEERAN GALI MAY AB TU JANA HI CHOR DIYA HAY
RUSM-E-ULFAT KO AB HUM NEY TU MANANA HI CHOR DIYA HAY
JIS DIN SEY TUNEY KAHA THA MERI DUNYA SEY CHELAY JAOO
US DIN SEY A ZINDAGI HUM NE JEENA HI CHOR DIEYA HAY
MUHABBAT KO WO SANAM JISEY TUNEY KHOD HI TARASHA THA JANA
KHOOD US NEY BHI TU AB TUJH KO CHAHNA HI CHOR DIEYA HAY
JAB SEY US BEWAFA SEY SHEHAR KO CHORA HEY AZHAR
SER-SHAM AB HUM NEY TU GHAR SEY NIKALNA HI CHOR DIEYA HAY,

1 Like ·
May 27, 2016 at 21:05
Category: sad
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
In Jheel Si Gahri Aankhon May
In jheel si gayhrii ankoo may
Ik sham kahi abad to ho
Is jheel kinaray pal do pal
Ik khuab ka nila phole khilay
Wo phole baha day layhroo may
Ik roz khabi hum sham dhalay
Is phole kay bayhtay rangoo may
Jiss waqat larzta chand chalay
Is waqat kahai in ankoo may
Is basray pal ki yadd to ho
In jheel si gayhrii ankoo may
Ik sham kahi abad to ho
Phir chahy umar samandar ki
Har mojj parayshan ho jayay
Har khuab garayza ho jayay
Phir chahy phole kay chayhray ka
Har dard numaya ho jayay
Is jheel kinaray pal do pal
Wo roop nagar ijadd to ho
Din raat kay is ayinay may
Wo akass khabi azadd to ho
In jheel si gayhrii ankoo may
Ik sham kahi abad to ho,
Ik sham kahi abad to ho
Is jheel kinaray pal do pal
Ik khuab ka nila phole khilay
Wo phole baha day layhroo may
Ik roz khabi hum sham dhalay
Is phole kay bayhtay rangoo may
Jiss waqat larzta chand chalay
Is waqat kahai in ankoo may
Is basray pal ki yadd to ho
In jheel si gayhrii ankoo may
Ik sham kahi abad to ho
Phir chahy umar samandar ki
Har mojj parayshan ho jayay
Har khuab garayza ho jayay
Phir chahy phole kay chayhray ka
Har dard numaya ho jayay
Is jheel kinaray pal do pal
Wo roop nagar ijadd to ho
Din raat kay is ayinay may
Wo akass khabi azadd to ho
In jheel si gayhrii ankoo may
Ik sham kahi abad to ho,
·
1 Like ·
May 06, 2016 at 14:05
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mayri Hansi May Udasi Kay Phol Khlitay Hay
Mayri hansi may udasi kay phol khlitay hay
May sabb kay sath hoon laykin juda sa lagta hoon
Chamak raha tha wo chayhra kisi ki ankhoo may
May ayinay may koi dosra sa lagta hoon
Wo chandni ka badan khushboo ka saaya hay
Buhat azezz hamay hay magar paraia hay
Uter bhi ayaoo khabi asman kay zinay say
Tumhay kuda nay hamaray liay banaia hay
Mayhak rahi hay zameen chandni kay pholoo say
Kuda kisi ki muhabbat pay muskuraia hay
Usay kisi ki muhabbat ka aytibar nahi
Usay zamanay nay shaid buhat sataya hay,

May 05, 2016 at 21:05
Category: sad
Social Wall / Photos
Sarmad Ali
Do Not Reuse Mineral Water Bottles
·
0 Like ·
Apr 13, 2016 at 02:04
Category: photos
Articles / Health
Ijunoon
Lehsan High Blood Pressure Ko Kam Karne May Madad Deta Hay
لہسن روایتی اور قدیم طریقہ علاج میں اہم کردار ادا کرنے والا جزو ہے۔ اس کے استعمال سے کولیسٹرول کو گاڑھا کر دینے والے مادے کو کم کرنے اور ہائی بلڈپریشر کے علاج میں مدد ملتی ہے۔ آسٹریلیا میں کی جانے وال...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 27, 2016 at 16:03
Category: health
Poetry / General
Muzammil Shahzad
May Aik Aik Ko Samjha Ke Pee Gaya
Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K Pee Gaya
Lehroon Say Khailta Hua Lehra K Pee Gaya
Ey Rehmat-E-Tamaam Meri Har Khata Muaf
Mein Intiha-E-Shouq Mein Ghabra K Pee Gaya
Peeta Baghair Izn Yeh Kab Thi Meri Majaal
Dar Pardah Chashm-E-Yaar Ki Sheh Pa K Pee Gaya
Samjhanay Walay sub Mujhe Samjha K Reh gaye
Lakin May Aik Aik Ko Samjha Ke Pee Gaya

Mar 04, 2016 at 13:03
Category: general
Articles / Featured
Ijunoon
Ikisven Sadi Ka Sona Samandar Ki Teeh May
نایاب معدنیات (rare earths) الیکٹرک کاروں، فلیٹ اسکرین ٹیلی وژنز، آئی پیڈ اور اس زمرے میں آنے والی جدید مصنوعات کی تیاری کے لیے استعمال کی جاتی ہیں۔
جاپانی محققین کی طرف سے یہ رپورٹ پیر کے روز شائع...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Feb 12, 2016 at 01:02
Category: featured
Articles / Featured
Ijunoon
Maoon Ko Dipression Se Nikalne May Bachaoon Ka Kirdaar Eahm Hay
ماہرین نفسیات کا کہنا ہے کہ ماؤں کو ڈپریشن سے نکالنے کے لئے بچے اہم کرداراداکرسکتے ہیں۔ آسٹریلیا میں کی گئی ایک تحقیق کے مطابق صرف مائیں ہی بچوں کی دیکھ بھال نہیں کرتیں بلکہ بچے بھی اپنی ماں کو اپنے ر...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jan 31, 2016 at 13:01
Category: featured
Sponored Video