Search
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Masoom Mohabbat
masoom mohabbat ka bus itna fasana hai,
kagaz ki haveli hai barish ka zamana hai.
kya shart-e-mahobbat hai kya shart-e-zamana hai,
awaz bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai.
us par utarne ki ummeed kam hai,
kashti bhi poorani hai, tufan ko bhi aana hai.
samjhe ya na samjhe wo andaz mohabbat k,
ek shakhs ko ankhon se haal-e-dil sunana hai.
bholi si 'ana' phir koi ishq ki zad par hai,
phir aag ka dariya hai or doob k jana hai.......

·
2 Like ·
Oct 26, 2015 at 07:10
Category: general
Poetry / Sad
Ek Nanhi Si Masoom Chidiya Mili Thi Mujhe Chehekte Hue
Ek nanhi si masoom chidiya mili thi mujhe chehekte hue
aankhein shayad uski thaki nahi thi mohabbat karte hue,
puchha maine teri shokh palken hai kis dard ke bojh tale
kyon simat rahi hai teri awaz teri dhadkanein sisakte hue,
yehi daal thi jab dekha tha tera aashiyaana maine pehle
kahan gaya wo gharonda tere piya ki khushbu se mehekte hue,
ye sunke ek thaka hua sa aansu jhalak aaya uski aankhon mein
khaak mein mil gaya wo uske chehre par aawara safar karte hue,
kaha usne ke maine mohabbaton se paala tha is shaakh ki har dali ko
aaj usi shaakh ne fanaa kiya mere armaano ko jo rahe bilaktey hue,
kaha usne ke dekh mere pankh jo bharte the udaan mere piya ke sath
aaj wohi pankh hai zakhmi kuch parwaazon se zakhmi rotey hue,
kaha usne, ke mohabbato ne ye hashr kiya hai mere haalaaton ka
ke har saans meri reh gayi ehsaanon ki numayish bante hue.

Sep 01, 2015 at 16:09
Category: sad
Advertisement
Poetry / Love
Masoom Si Muhabbat Ka Bas Itna Sa Fasana Hai
masoom si muhabbat ka bas itna sa fasana hai
kagaz ki haweli hai barish ka zamana hai..
kya shart-e-muhabbat hai kya shart-e-zamana hai
awaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gana hai
us paar utarne ki umeed bahot kam hai
kashti bhi puraani hai tufaan bhi aana hai..
samajhe wo ya na samajhe is andaaz-e-muhabbat ko
ek shakhs ko aankhon se ek shair sunana hai..
bholi si aada koi phir ishq ki zid par hai
phir aag ka dariya hai phir doob ke jana hai..

Jun 21, 2015 at 14:06
Category: love
Sms / Sardar
Urooj Imran
Masoom
aik sarder ne garments ki shope per job ki very first day a girl come to his shop
wo larki boli sardar ji underwear dikhao
sardar sherma ker bolo wo ji mein aj pehan ker nahi ayaa

1 Like ·
Oct 31, 2014 at 00:10
Category: sardar
Sms / Shairi
Qamar Jabbar
Masoom Chehray Ki Chamak
Dhoka deti hai masoom chehray ki chamak aksar
Har kaanch k tukray ko heera nahi kehte
Har kaanch k tukray ko heera nahi kehte
·
0 Like ·
Apr 26, 2014 at 18:04
Category: shairi
Sms / Shairi
Kashif Yaqoob
Kitni Masoom Khawahish Hai
'Kitni Masoom Khawahish Hai es Dewane DIL ki...!
Chahta Hai K Muhabbat Bhi Kray, Or Khush Bhi Rahay...!
Chahta Hai K Muhabbat Bhi Kray, Or Khush Bhi Rahay...!
·
1 Like ·
Jun 03, 2013 at 14:06
Category: shairi
Tags: Shairi Dil Mohabbat Sms
Sms / Funny
Kashif Yaqoob
Dunia Me 3 Log Bht Masoom
Dunia me 3 log bht masoom
OR
achy hn
(‘,’)/
<))1 me
_//_
2nd meri ammi ka beta
('-')yani ME
<((>
_//_
OR
3rd Apka Dost
(‘,’)
<))yani k phr se me :-D
//
Hosla rakho ap b to itne masom
OR
Acha Dost K frnd ho…
OR
achy hn
(‘,’)/
<))1 me
_//_
2nd meri ammi ka beta
('-')yani ME
<((>
_//_
OR
3rd Apka Dost
(‘,’)
<))yani k phr se me :-D
//
Hosla rakho ap b to itne masom
OR
Acha Dost K frnd ho…
·
2 Like ·
May 02, 2013 at 15:05
Category: funny
Tags: Beta Maa Jokes Dost Funny Sms Friend
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hay
Masoom Mohabbat ka bas itna Fasana hay,
Kaghaz ki Hawaili hay aur Baarish ka Zamana hay...
Kya shart-e-mohabbat hay, kya shart-e-zamana hay,
Awaz bhi Zakhmi hay aur Geet bhi gaana hay...
Us paar utarnay ki Umeed bohat kam hay,
Kashti bhi Puraani hay aur Toofan ko bhi aana hay...
Samjhay ya na samjhay wo Andaaz Mohabbat kay,
Aik shakhs ko Aankhon say Shair sunana hay...
Bholi si Adaa koi phir 'Ishq' ki, zidd par hay,
Phir 'Aag ka Darya' hay or dooob' kay jana hay...!!!

Jan 10, 2012 at 10:01
Category: ghazal
Tags: Mohabbat
Sms / Funny
Shahbaz Ishaq
Masoom Dhamki
Masoom Dhamki:
1 chor chori kar k ghar se ja raha tha k bache ki aankhh khhul geyi
bacha bola:
Mera School Bag Bhi Le ja Kamine
Warna
Shor macha doonga

Mar 30, 2011 at 09:03
Category: funny
Sms / Shairi
Ijunoon
Kabhi Num Nah Ho Jaye Masoom Nigahen,
Kabhi Num Nah Ho Jaye Masoom Nigahen,
Meri Aarzu Hai Tu Sada Muskurye.
Ghum ke Saye Rahen Hum Tak Hi,
Tere Aashiyan mein Humesha baharen Aayen.

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sms / Uncategorized
Unknown
Masoom Becha
ek bohat hi ziyada fat woman hoti hai,ek din woh doctor ke pas jati hai ke aap mujhe koi aisi terkeeb batayein ke mera wazan kum ho jaye to doctor usse kehta hai rozana subah cycle chalaya karo,phir woh fat woman agle roz jab road per cycle chala rahi hoti hai to ek masoom becha usse dekh ker kehta hai,dekha hai pehli baar,cycle pe sanda sawar.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Ek Masoom Lardka....
Ek lardke ne uske pappa se pucha: Pappa aap kahan paida hua the?
Pappa: Main Banglore main paida hua tha.
Phir lardke ne pacha pappa se: Mummy kahan paida hui theen?
Pappa ne jawab diya: Woh Hyderabad mein hui theen.
Phir se lardke ne pucha: Main kahan paida hua tha???
Pappa: Tum baita Delhi main paida hua the.
Phir bache ne pocha (masoomiyat se): Phir hum mile kaise???

Sponored Video