Search
Articles / Health
Ijunoon
Shalgham Ka Istamal Jigar Ko Taqatwar Banata He
شلغم سدا بہار سبزی تو ہے لیکن ماہرین کے مطابق اس موسم میں شلغم کا سلاد گرم مسالے یا سیاہ مرچ کے ساتھ استعمال کرنا چاہیے۔ شلغم چھوٹا ہو یا بڑا غذائیت کے اعتبار سے دونوں میں کوئی فرق نہیں اس سبزی میں وٹ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 04, 2016 at 22:08
Category: health
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bohat Takleef Deta Hai Kisi Ko Alvidaa Kehna
Bohat Takleef deta hai Kisi ko Alvidaa kehnA
Dekhai kuch Nhi deta sunai kuch Nhi detA
Faqt kuch Kapkapatey Lafz Jo Honton pr Thehar jaiN
Ubharti Dobti Dharkn Usey Awaz deti haI
Koi Apna k Jis ka Nam Apne Dil pe lekha hO
K Jis k Wastey Dil se Duaen hi Nikalti hoN
Boht Takleef deta hai Usi ko Alvida kehnA
Jisey Dil mei Bsaya ho Barry hi Maan saY
Jisko Kbhi Apna Bnaya ho Boht Takleef hoti haI
Boht Takleef deta hai Usi ko Alvida kehnA...
Boht Takleef deta hai Usi ko Alvida kehnA...!

2 Like ·
Jul 30, 2016 at 06:07
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Zindagi Ko Na Bana Lain Woh Saza Mere Baad
zindagi ko na bana lain woh saza mere baad
hosla dena unhain mere Khudaa mere baad
haath uThate hue un ke na koi daikhe gaa
kis ke aane kii karain ge vo duaa mere baad
kaun ghooNghaT ko uThaaye gaa sitamgar keh kar
aur phir kis se karain ge vo haya mere baad
phir zamaane main muhabbat ki na pursish ho gi
roye gi siskiyaaN le le ke vafaa mere baad
Woh jo kehta tha ke 'Nasir' ke liye jiitaa hon
Uss ka kya jaaniye kya haal hua mere baad

Jul 23, 2016 at 22:07
Category: sad
Poetry / Sad
Zindagi Ko Na Bana Lain Woh Saza Mere Baad
zindagi ko na bana lain woh saza mere baad
hosla dena unhain mere Khudaa mere baad
haath uThate hue un ke na koi dekhega
kis ke aane kii karain ge vo duaa mere baad
kaun ghonghat ko uthaye ga sitamgar keh kar
aur phir kis se karain ge vo haya mere baad
phir zamaane main muhabbat ki na pursish ho gi
royegi siskiyaaN le le ke vafaa mere baad
Woh jo kehta tha ke 'Nasir' ke liye jiitaa hon
Uss ka kya jaaniye kya haal hua mere baad ,

Jul 20, 2016 at 07:07
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Woh Shakhs Mujh Ko Jeet Kay Hara Hai Aur Bus
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus
Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus
Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus
Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus
Ab in main koi khwab sajanay nahi mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bus
Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus.,

Jul 12, 2016 at 19:07
Category: sad
Social Wall / Photos
Wajeeha Ali
Khaak Mai Mujh Ko Mila Dia
·
3 Like ·
Jun 25, 2016 at 08:06
Category: photos
Social Wall / Photos
Wajeeha Ali
Khaak Mai Mujh Ko Mila Dia
·
3 Like ·
Jun 24, 2016 at 10:06
Category: photos
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Mohabbat Ho Gayi Hum Ko
Mohabbat Ho Gayi Hum Ko
Tumhi Se Pyar Krtay Hain
K Har Lamhay Ki Ahat Par
Tumhi Ko Dhondha Krtay Hain
Mohabbat Cheez Aesi Hai
Judai Hai Yahan Mumkin.
Magar Sach Hai Yehi Jana
Na Ji Saken Ge Tere Bin
Mohhabat Kr To Li Hum Ne
Magar Ab Kya Karen Hum Bi
Tumhin Ko Yaad Kartay Hain
Yahi Faryaad Krtay Hain
K Bahen Mil Jayen Teri
Panahen Mil Jayen Teri
K Bs Hum Chor K Sb Kuch
Teri Bahon Mein A Jaen,
Tumhi Se Pyar Krtay Hain
K Har Lamhay Ki Ahat Par
Tumhi Ko Dhondha Krtay Hain
Mohabbat Cheez Aesi Hai
Judai Hai Yahan Mumkin.
Magar Sach Hai Yehi Jana
Na Ji Saken Ge Tere Bin
Mohhabat Kr To Li Hum Ne
Magar Ab Kya Karen Hum Bi
Tumhin Ko Yaad Kartay Hain
Yahi Faryaad Krtay Hain
K Bahen Mil Jayen Teri
Panahen Mil Jayen Teri
K Bs Hum Chor K Sb Kuch
Teri Bahon Mein A Jaen,
·
1 Like ·
Jun 20, 2016 at 23:06
Category: love
Articles / Health
Ijunoon
Bachoon Ko Sehat Mand Khana Kaise Khelaya Jay
ایک نئی امریکی تحقیق کے مطابق بچوں کے پسندیدہ کھانوں میں سبزیاں اس طرح شامل کی جانی چاہییں کہ وہ باریک کٹی ہوئی ہوں اور بچوں کو پتہ بھی نہ چلے۔ اس طرح بچے کھانا بھی زیادہ کھاتے ہیں اور صحت مند بھی رہت...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 19, 2016 at 21:06
Category: health
Sponored Video