Search
Quotes / Urdu Quotes
Abdul Basit
Jahaan Roti Mazdoor Ki Tankhwah Se Mehngi Hojai.
·
6 Like ·
Apr 28, 2021 at 05:04
Category: urdu-quotes
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Zameen Se 30 Arab Noori Saal Door Kehkashan Ki Daryaft
ماہر فلکیات کی ایک بین الاقوامی ٹیم نے کہا ہے کہ انھیں اب تک کی سب سے دور موجود کہکشاں کا پتہ چلا ہے۔
یہ کہکشاں زمین سے قریب 30 ارب نوری سال کے فاصلے پر واقع ہے اور سائنسدانوں کا کہنا ہے کہ اس سے بگ ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 27, 2021 at 16:04
Category: featured
Advertisement
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Apple K Naye Halkay Tareen Ipad Air Ki Runumai
ایپل نے ایک نئی ٹیبلٹ رینج کا اعلان کیا ہے جس میں نیا آئی پیڈ متعارف کروایا گیا ہے جسے ’آئی پیڈ ایئر‘ کا نام دیا گیا ہے۔
اس نئے آئی پیڈ کی خوبی یہ ہے کہ یہ اپنے سے پہلے آنے والے تمام آئی پیڈز سے بہت ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 24, 2021 at 18:04
Category: featured
Poetry / 0

Ijunoon
Tehreer Mairi Kismat Ki

sanwar nook e palak abroon mein khum kar day
giray paray howay lafzoon ko mohtaram kar day
gharoor uss pay bohat saja hai magar keh do
issi mein uss ka bhala hai gharoor kam kar day
yahaan libaas ki qeemat hai admmi ki nahi
mujhay gilaas baray day sharaab kam kar day
chamaknay wali hai tehreer mairi kismat ki
koi charagh ki lo ko zara sa kam kar day
kissi nay choom kay ankhoon ko yeh dua di the
zameen tairi khuda motiyoon say num kar day

0 Like ·
Apr 24, 2021 at 18:04
Category: 0
Poetry / 0
Ijunoon
Asmaan Ki Khushboo
chamak rahi hai paroon mein uraan ke khushboo
bula rahi hai bohat asmaan ke khushboo
bhatak rahi hai purani dalaiyaan oorhay
havaili mein mairay khandaan ke khushboo
suna kay koye kahani, humain sulaatee theen
dua'oon jaisee, baray pandaan ke khushboo
daba tha phool koyee maiz poosh kay neechay
garaj rahi thee bohat paychwan ke khushboo
ajab waqar tha sookhay sunehray baloon mein
udasiyoon ke chamak, zard lawn ke khushboo
woh itar dan sa lehja mairay buzurgon ka
rachi bashi hoi urdu zubaan ke khushboo
khuda ka shukar hai mairay jawan baitay kay
badan say aanay lagi hai za'fran ke khushboo
umartoon ke bulandi pay koi mousam kya
kahan say aa gai kachay makaan ke khushboo
guloon pay likhti hoi La' illah il Lall Allah
pahariyoon say utartee azaan ke khushboo

2 Like ·
Dec 19, 2018 at 20:12
Category: 0
Quotes / Urdu Quotes
Samra Mushtaq
Bachon Ki Khud Aitamadi

·
4 Like ·
Dec 19, 2018 at 13:12
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Seddiq Al Khan
Ikhlaaq Ki Kami

·
9 Like ·
Dec 19, 2018 at 05:12
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Shayan Shahid
Zindagi Ki Asal Khoobsurti

·
2 Like ·
Dec 18, 2018 at 03:12
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Abdul Ghaffar
Hayret Ki Muot
Akk Doost Dossay Dost Say Kahta Hai Kay Mujhay Apni Bive Per Shaq Hai Main Nay Dakha Hai Koee Dosra Aadmi Maray janay Kay Bad Waha Hotta Hai.
Us Ka Doost Kahtta Hai Tum Issi Waqt Office Say Jao Aur Ghir Ja Kar Dakh Loo Sara Doodh Ka Doodh Aur Pani Ka Pani Ho Jay Ga.
Woo Issa Hi Kartta Hai Aur Kuch Daer Tak Ghir Kay Pass Kara Ho Jatta Hai Issi Lamhay Waha Per Koee Is Kay Ghir Main Dakil Hi jatta Hai Woo Fouran Anpay Ghir Jatta Hai.
Ghir Anay Per Is Ki Bevi Is Say Sawal Kartti Hai Kay App Ajj Jaldi Ghir Aa Gay Hai.
Woo Kahta Hai Kay Koun Yahan Per Aya Howa Hai Is Ki Bebi Kahti Yahan Too Koee Nahi Aya.
Is Per Woo Poray Ghir Main Talash Kartta Hai Maggar Waha Per Koee Nahi Miltta Yai Sooch Kar Woo Hayret Say Mit Jatta Hai.
Per Woo Upper Chala Jatta Hai Us Ki Molaqaat Upper Ak Admi Say Hoti Hai Woo Is Kahtta Hai Yaar Tum Too Ahi Jawan Hoo Tum Kasay Mir Gay Woo Apna Sara Kissa Sona Daytta Hai.
Phir Woo Admi Say Kahtta Hai Yaar Tumharay Saat Kiya Howa Tha Tum Bhi Too Abhi No Umir Hoo.
Woo Baray Zoor Say Chalatta Hai Aur Kahtta Hai Tum Nay Pora Ghir Ki Talashe lay Li Abay Defreezer Open Kar Layta Main Us Main Hi Tha.

Dec 17, 2018 at 19:12
Category: miscellaneous
Sponored Video