Search
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Janaa Kurbatoun Ka Dawa Nahee Tujh Ko

Janaa Kurbatoun Ka Dawa Nahee Tujh Ko
Kia Kia Phir Yaad Dilaon Tujh Ko
Munh Phair Ker Muskuraya Tha Ik Din
Yaad Dila Ker Kia Sataon Tujh Ko
Un Kahi Batian Biyan Kerti Thi Tery Nazrain
Apnay Hi Ishq Ki Kia Kahani Sunaon Tujh Ko
Ehd-E-Wafa Ka Gur Irada Na Tha Tera
Ujrey Dil Ka Falsafa Phir Kia Bataon Tujh Ko

·
1 Like ·
Jan 22, 2017 at 16:01
Category: sad
Articles / Health
Ijunoon
Fizaye Allodgi Bhi Dil Ke Dooray Ka Sabab Banti He
فضائی آلودگی بھی دل کا دورہ پڑنے کے خطرے میں اضافہ کر دیتی ہے۔ امریکن میڈیکل ایسوسی ایشن اور پیرس کارڈیو ویسکولر ریسرچ سینٹر کی تحقیقاتی رپورٹ کے مطابق آلودہ ماحول میں سانس لینے سے بھی دل کا دورہ پڑنے...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Jan 22, 2017 at 08:01
Category: health
Advertisement
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Ankhon Ka Rang Baat Ka Lahja Badal Gaya

ANkhoN ka rang baat ka lahja badal gaya
vo shaKhs ek shaam meN kitna badal gaya
kuch din to mera aks raha aine pe naqsh
phir yuN hua ke Khud mera chehra badal gaya
jab apne apne haal pe ham tum na reh sake
to kyaa hua jo hamse zamana badal gaya
qadmoN tale jo ret bichi thi vo chal padi
us ne churaya hath to sehra badal gaya
koi bhi chiiz apni jagah par nahiN rahii
jate hi ek shakhs k kya kya badal gaya
ek sar khushi ki mauj ne kaisa kiya kamal
vo be-niyaaz sare ka sara badal gaya
uth kar chala gayaa koi waqfay ke darmiyaaN
parda utha to sara tamaasha badal gaya
hairat se saare lafz usay daikhte rahe
baatoN meN apni baat ko kaisa badal gaya
kahne ko ek sehan meN divar hi bani
ghar ki fiza makaaN ka naqsha badal gaya
shaayed wafa ke khel se ukta gaya tha wo
manzil ke paas a ke jo rastaa badal gaya
qayam kisi bhi haal pe duniya nahi rahi
taabir kho gayi kabhi sapna badal gaya
manzar ka rang asl meN saya tha rang ka
jis ne usay jidhar se bhi daikha badal gaya
andar ke mausamoN ki Khabar us ko ho gayii
us no-bahar-e-naaz ka chehra badal gaya
aaNkhoN meN jitne ashq the jugnuu se ban gaye
vo muskuraya aur meri duniya badal gaya
apni gali meN apna hi ghar dhundhte haiN log
Amjad ye kaun shahr ka naqsha badal gaya

Jan 18, 2017 at 13:01
Category: sad
Social Wall / Photos
Farhan Bilal
Khushi Ka Ameer Ya Ghareebi Se Koi Talluq Nahee
True......
·
3 Like ·
Jan 18, 2017 at 04:01
Category: photos
Articles / Featured
Ijunoon
Masnooi Barger Khuraak K Bohran Ka Hul
دنیا کا پہلا مصنوعی طور پر تیار کیا گیا برگر کچھ ہی مہینوں میں آپ کے کھانے کا حصہ بن سکے گا۔
یہ برگر سٹم سِیلز کی مدد سے تجربہ گاہ میں مصنوعی گوشت کے ذریعے تیار کیا جا رہا ہے۔
فی الحال ہالینڈ کی ا...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jan 15, 2017 at 04:01
Category: featured
Social Wall / Text
Wajeeha Ali
Cigrette Noshi Se Badi Umar Mein Jodo Ka Dard Ho Sakta Hai
·
5 Like ·
Jan 11, 2017 at 09:01
Category: text
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Dil Ka Durd Pao Gey Wafa Ker Key

Dil Ka Durd Pao Gey Wafa Ker Key
Hum Ney Kia Paya Tajurba Ker Key
Terey Nam Ka Tauq Hey Galay Main Aj Tuk
Hum Ney Kia Paya Souda Ker Key
Log Suntey Hain Dimagh Ki Baat
Hum Ney Kia Paya Dil Lagi Ker Key
Us Ko Malum Hi Nahen Yeh Shayad
Haar Gai Hum Pass_E_Wafa Ker Key
Shab_E_Furqat Sey Jag Rahey Hain
Hum Ney Kia Paya Us Key Nam Zindagi Basar Ker Key

Jan 02, 2017 at 08:01
Category: sad
Social Wall / Text
Bushra Shah
Burger Khanay Ka Rujhaan, Bachon Me Dama Ki Alamaat Ka Sabab Hai. Tehqeeq
·
1 Like ·
Dec 31, 2016 at 03:12
Category: text
Social Wall / Photos
Amna Obaid
Pathan Bhaiyon Ka Mazaq Urane Walon K Naam
·
6 Like ·
Dec 26, 2016 at 16:12
Category: photos

Sponored Video