Search
Poetry / General
Maleeha Bukhari
Kajal Ne Teri Ankhon Ka Jadoo Jaga Diya
kajal ne teri ankhon ka jadoo jaga diya
nazren milayen tujh se ye kis ki majal hai
nazren milayen tujh se ye kis ki majal hai
·
1 Like ·
Sep 27, 2018 at 12:09
Category: general
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Madiha Sultan
Jo Aunchi Jaga Kharay Hote Hain.
Jo aunchi jaga kharay hote hain,
In ko ziyadah tufaan aur aandhiyon ka saamna karna parta hai.
In ko ziyadah tufaan aur aandhiyon ka saamna karna parta hai.
·
7 Like ·
Sep 25, 2018 at 12:09
Category: urdu-quotes
Poetry / Sad
Urooj Zahed
Gun Gunaatay Barastay Raasto''n Ki Dil Kashi Apni Jaga.
Gun_Gunaatay Barastay Raasto''n Ki,
Dil_Kashi Apni Jaga.......
Aur Sab K Darmiyaa''n,
Teri Kami Apni Jaga.....
Dil_Kashi Apni Jaga.......
Aur Sab K Darmiyaa''n,
Teri Kami Apni Jaga.....
·
3 Like ·
Jul 20, 2018 at 13:07
Category: sad
Jokes / Miya Aur Biwi
Hammad Yousuf
Dozakh Mein Bhi Jaga Nahee Milegi
Biwi Ghussay Mein: dekh lena tumhe dozakh mein bhi jaga nahee milegi.
Shohar: theek hai me har jaga tumharay sath jana bhi nahee chahta.
Shohar: theek hai me har jaga tumharay sath jana bhi nahee chahta.
·
8 Like ·
Jul 09, 2018 at 07:07
Category: miya-aur-biwi
Jokes / Miscellaneous
Fahad Yousuf
Dukh Apni Jaga Bhook Apni Jaga
Uss bewafa ki yaad mein jam haath me utha liya
phir jo lagaya bread par aur fatafat kha liya
dukh apni jaga bhook apni jaga
phir jo lagaya bread par aur fatafat kha liya
dukh apni jaga bhook apni jaga
·
5 Like ·
Jul 01, 2018 at 20:07
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Muzammil Shahzad
Akhbar Ki Jaga
·
0 Like ·
Apr 12, 2018 at 13:04
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Ager Dil Ki Jaga Naam Anda
Ager dil ki jaga naam anda ""egg"" hota to
filmo k naam kuch youn hotey,
Hum anda dey chukey sanam,
Hum app key andey mein rehtey hein
Anday waley dulhaniya ley jain gey,
Do andey mill rahey hein
filmo k naam kuch youn hotey,
Hum anda dey chukey sanam,
Hum app key andey mein rehtey hein
Anday waley dulhaniya ley jain gey,
Do andey mill rahey hein
·
1 Like ·
Nov 26, 2017 at 09:11
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Chalo Ke Apni Subha Ko Jaga Kay Aatay Hain
andheri raat thikanay laga kay aatay hain
chalo ke apni subha ko jaga kay aatay hain
sabhi jo maan rahay hain,bohat andhera hai
chiragh jorr ke suraj bana ke aatay hain
yeh raat rooz jo hum say khiraaj mangay hai
hazaar sir ka charhawa,charha kay aatay hain
nhi hai kuch bhi bachaa ab juz yeh zanjerain
utho yeh maal o mata bhi,luta kay aatay hain...!

Aug 04, 2017 at 03:08
Category: sad
Sponored Video