Search
Poetry / Love
خُوبصُورت باتوں کا ذکر تم نے چھیڑا ہے
میں تو ایک شاعر ہوں
جانتا ہوں بس اتنا
دیکھتی ہیں جو آنکھیں
جو بھی دِل میں آتا ہے
وہ بیان کرتا ہوں
حرف حرف بُنتا ہوں
پہلے میں خیالوں میں
لفظ نظم بنتے ہیں
اور گواہ رہتے ہیں
شاعری مری تم کو گر پسند آتی ہے
تم ہو خُوبصُورت خود
شاعری میں میری تم
اپنا عکس پاتی ہو
کیسے تم کو بتلاؤں
کس طرح یہ سمجھاؤں
وجہِ شاعری تم ہو
گر یقیں نہیں آتا
آؤ پھر سے ملتے ہیں ,
Muzammil Shahzad
Waja Shayari Tum Ho
خُوبصُورت باتوں کا ذکر تم نے چھیڑا ہے
میں تو ایک شاعر ہوں
جانتا ہوں بس اتنا
دیکھتی ہیں جو آنکھیں
جو بھی دِل میں آتا ہے
وہ بیان کرتا ہوں
حرف حرف بُنتا ہوں
پہلے میں خیالوں میں
لفظ نظم بنتے ہیں
اور گواہ رہتے ہیں
شاعری مری تم کو گر پسند آتی ہے
تم ہو خُوبصُورت خود
شاعری میں میری تم
اپنا عکس پاتی ہو
کیسے تم کو بتلاؤں
کس طرح یہ سمجھاؤں
وجہِ شاعری تم ہو
گر یقیں نہیں آتا
آؤ پھر سے ملتے ہیں ,
·
1 Like ·
Apr 19, 2016 at 12:04
Category: love
Poetry / Love
خُوبصُورت باتوں کا ذکر تم نے چھیڑا ہے
میں تو ایک شاعر ہوں
جانتا ہوں بس اتنا
دیکھتی ہیں جو آنکھیں
جو بھی دِل میں آتا ہے
وہ بیان کرتا ہوں
حرف حرف بُنتا ہوں
پہلے میں خیالوں میں
لفظ نظم بنتے ہیں
اور گواہ رہتے ہیں
شاعری مری تم کو گر پسند آتی ہے
تم ہو خُوبصُورت خود
شاعری میں میری تم
اپنا عکس پاتی ہو
کیسے تم کو بتلاؤں
کس طرح یہ سمجھاؤں
وجہِ شاعری تم ہو
گر یقیں نہیں آتا
آؤ پھر سے ملتے ہیں ,
Muzammil Shahzad
Waja Shayari Tum Ho
خُوبصُورت باتوں کا ذکر تم نے چھیڑا ہے
میں تو ایک شاعر ہوں
جانتا ہوں بس اتنا
دیکھتی ہیں جو آنکھیں
جو بھی دِل میں آتا ہے
وہ بیان کرتا ہوں
حرف حرف بُنتا ہوں
پہلے میں خیالوں میں
لفظ نظم بنتے ہیں
اور گواہ رہتے ہیں
شاعری مری تم کو گر پسند آتی ہے
تم ہو خُوبصُورت خود
شاعری میں میری تم
اپنا عکس پاتی ہو
کیسے تم کو بتلاؤں
کس طرح یہ سمجھاؤں
وجہِ شاعری تم ہو
گر یقیں نہیں آتا
آؤ پھر سے ملتے ہیں ,
·
1 Like ·
Apr 19, 2016 at 05:04
Category: love
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hon Gay Juda Hum Es Tarah, Imkan Tu Na Tha
Hon Gay Juda Hum Es Tarah, Imkan Tu Na Tha
Ye Dil Kabhi Bhi Es Tarah, Weraan Tu Na Tha
Jesay Howa Hai Ab K Wo, Halaat Say Meray
Pehlay Kabhi Wo Es Tarah, Anjaan Tu Na Tha
Wo Shehr Se Gia Hai Tu, Ronaq Bhi Lay Gia
Ye Shehr Es Tarah Kabhi, Sunsaan Tu Na Tha
Ek Pyar Ki Jageer Ka, Maalik Tha Mein Kabhi
Pehlay Se Yonhi Be-Sar-O-Samaan Tu Na Tha
IMRAN Hum Ne Ishq Mein,Paya Naffa Bahut
Es Karobaar Mein Koi, Nuqsan Tu Na Tha

Apr 18, 2016 at 09:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Yun Dharka K Pareshan Hua Ho Jaisy
Dil Yun Dharka K Pareshan Hua Ho Jaisy
Koi Be-Dhiyani Mein Nuqsan Hua Ho Jaisy
Rukh Badalta Hon To Sheh-Rag Mein Chubhan Hoti Hai
Ishq Bhi Jang Ka Maidan Hua Ho Jaisy
Jism Yun Lams-E-Rafaqat K Asar Se Nikla
Doosry Daur Ka Samaan Hua Ho Jaisy
Dil Ne Yun Phir Mery Seeny Mein Faqeeri Rakh Di
Toot Kar Khud Hi Pashemaan Hua Ho Jaisy
Thaam Kar Haath Mera Aisa Wo Roya MOHSIN
Koi Kaafir Se Musalman Hua Ho Jaisy

Apr 14, 2016 at 03:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tumharay Naam Ka Hum Vird Karnay Walay Thay
Tumharay Naam Ka Hum Vird Karnay Walay Thay
Kay Iss Subub Se Kaye Dar Uternay Walay Thay
Mai Roz Jata Wahan Phool Rakh Kar Aa Jata
Tum Ek Baar Jahan Paoon Rakhnay Walay Thay
Hum Aisay Loog Jinhain Roshni Darati Thi
Dia Jala Kay Teray Naam Karnay Walay Thay
Larztay Honton Se Awaz Girnay Wali Thi
Safaid Farsh Pay Lehjay Bikhernay Walay Thay
Tah-E-Kitaab Meri Awaaz Rukti Jati Thi
Boht Se Lafz Meray Sath Mernay Walay Thay
Duaain Parhtay Howay Or Geet Gatay Howay
Meray Qareeb Se Daryaa Guzernay Walay Thay

Apr 11, 2016 at 19:04
Category: sad
Poetry / Political
Muzammil Shahzad
Ye Hum Jo Apna Badan Khaak Mein Mila Rahy Hen
Ye Hum Jo Apna Badan Khaak Mein Mila Rahy Hen
Hum Apny Bujhty Chiraaghon Ka Gham Mana Rahy Hen
Hum Apny Ahd K Wo Mutmain Munaafiq Hen
Jo Apny Ap Ko Tarteeb Se Ganwa Rahy Hen
Hawa-E-Asr Koi Taaziyat To Kar Hum Se
Hum Apny Mulk Mein Hijrat Ka Dukh Utha Rahy Hen
Ye Badtareen Siyaahi Bhi Apny Bakht Mein Thi
K Ghar Jala Rahy Hain Aur Muskra Rahy Hen

4 Like ·
Apr 07, 2016 at 19:04
Category: political
Poetry / Love
Ijunoon
Jo Sirf Mera Ho
Koi to ho aisa
Jo sirf mera ho
Batoon me us ke kushboo ho
Dil me us k basera ho
Chahe to chaahat meri
Mange to muhabat meri
Wo chand ke chandni ho to
Chand sirf mera ho
Wo din ke roshni ho to
Suraj sirf mera ho
Wo pholoon ke khushboo ho to
Ehsas sirf mera ho
Wo rat ka ujala ho to
Charagh sirf mera ho
Wo ishq aur muhabat ho to
Dil sirf mera ho
Wo pani ka qatra ho to
Darya sirf mera ho
Wo qismat ke lakeer ho to
Hath sirf mera ho....!!!!!!!!!
Jo sirf mera ho
Batoon me us ke kushboo ho
Dil me us k basera ho
Chahe to chaahat meri
Mange to muhabat meri
Wo chand ke chandni ho to
Chand sirf mera ho
Wo din ke roshni ho to
Suraj sirf mera ho
Wo pholoon ke khushboo ho to
Ehsas sirf mera ho
Wo rat ka ujala ho to
Charagh sirf mera ho
Wo ishq aur muhabat ho to
Dil sirf mera ho
Wo pani ka qatra ho to
Darya sirf mera ho
Wo qismat ke lakeer ho to
Hath sirf mera ho....!!!!!!!!!
·
2 Like ·
Apr 04, 2016 at 20:04
Category: love
Poetry / Relegious
Hafeez Ur Rehman
Ho Karbala Ya Karachi Ya Koee Aur Maqaam
ho karbala ya karachi ya koee aur maqaam
hussainiyat kai purastaar maray jatay hain
gham-e-hussain ka matlab asal mai ishq-e-rasool
magar har ehad mai yeh jeedar maray jatay hain
dil tadapta hai buhut dekh kay laashon kay juloos
haiwaan zinda hain insaan maray jatay hain
dehshat gardi mai buhut naam kamaya humnay
bay zameer qaum kai akhlaaq maray jatay hain
suna tha feham aur idraak kai malik thay ek zamany main
kya qayamat hai bashaour qalam kar maray jatay hain
jab bhi tareekh ko khola tu khoon behnay laga
deen-e-islam kai sardaar maray jatay hain

Apr 01, 2016 at 15:04
Category: relegious
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hum Na Samjhe Teri Nazron Ka Taqaza Kia Hai
Hum Na Samjhe Teri Nazron Ka Taqaza Kia Hai
Kabhi Jalwa Kabhi Parda Ye Tamasha Kia Hai
Mujh Ko Madhosh Sa Kr Rakha Hai Teri Aankhon Ne
Werna Saaqi Tere Maikhaane Main Rakha Kia Hai
Dekh Le Laila Tere Majnu Ka Kaleja Kia Hai
Khaak Main Mil K B Kehta Hai Bigra Kia Hai
Ye Suraahi Sa Badan Le Ker Maire Saamne Na Aa
Main Sharabi Hoon Sharabi Ka Bharosa Kia Hai
Apne Honton Ko Maire Honton Se Chonay Na De
Ek Do Ghoont Se Botal Ka Bigarta Kia Hai ,

3 Like ·
Mar 30, 2016 at 14:03
Category: sad
Sponored Video