Search
Poetry / Love
Ghazal Noor
Us Ka Apna Hi Karishma Hai Fasoon Hai Yun Hai
us ka apna hi karishma hai fasoon hai yun hai
yun to kehne ko sabhi kehtay hain yun hai yun hai
jaisay koi darr e dil per ho stadah kab se,
aik saya na daroon hai na baaroon hai yun hai
tum ne dekhi hi nahin ab ke gulsitan may bahhar
ab to her khaar pe ik qatra e khoon hai yun hai
tum mohabbat main kahan sood o zyaan le aaye
ishq ka naam khiirad hai na junoon hai yun hai
ab tum aaye ho meri jaan tamasha karne
ab to darya main talatum na sukoon hai yun hai
naseha tujh ko khaber kya k mohabbat kya hai
roz aa jata hai samjhata hai yun hai yun hai
shairy tazah zamanoon ki hai maimaar FARAZ!
ye bhi ik silsilay e kun fa yakoon hai yun hai

·
1 Like ·
Dec 23, 2016 at 02:12
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Koi Milta Hi Nahi Hai
Mujhay Malom Tha Ye Dost
K Mujhay Tum Idhar Bula Kr Yun
Buhat Ruswa Hi Karogay
Aur Hoa B Kuch Aisa Hai
Main Yun Chali To Ai Hoon
Likin Is Bheer Mai Phir Bhi Ab
Tanha Buhat Hoon Ab Tak Mai
Kahan Hain Yeh Sab Log
Koi Milta Hi Nahi Hai..!!
K Mujhay Tum Idhar Bula Kr Yun
Buhat Ruswa Hi Karogay
Aur Hoa B Kuch Aisa Hai
Main Yun Chali To Ai Hoon
Likin Is Bheer Mai Phir Bhi Ab
Tanha Buhat Hoon Ab Tak Mai
Kahan Hain Yeh Sab Log
Koi Milta Hi Nahi Hai..!!
·
1 Like ·
Sep 21, 2016 at 12:09
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Teri Baaten Hi Sunaane Aaye
Teri Baaten Hi Sunaane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhaane Aaye.
Phool Khilte Hain To Hum Sochte Hain
Tere Aane Ke Zamaane Aaye
Aisi Kuchh Chup Si Lagi Hai Jaise
Hum Tujhe Haal Sunaane Aaye
Ishq Tanha Hai Sar-E-Manzil-E-Gam
Kaun Ye Bojh Uthaane Aaye
Ajnabi Dost Humein Dekh Kh Hum
Kuchh Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Ab To Rone Se Bhi Dil Dukhta Hai
Shaayad Ab Hosh Thikaane Aaye
Kya Kahin Phir Koi Basti Ujri
Log Kyun Jashn Manaane Aaye?
Soay Raho Maut Ke Pahloo Mein Faraz
Neend Kis Waqt Na Jaane Aaye...
Dost Bhi Dil Hi Dukhaane Aaye.
Phool Khilte Hain To Hum Sochte Hain
Tere Aane Ke Zamaane Aaye
Aisi Kuchh Chup Si Lagi Hai Jaise
Hum Tujhe Haal Sunaane Aaye
Ishq Tanha Hai Sar-E-Manzil-E-Gam
Kaun Ye Bojh Uthaane Aaye
Ajnabi Dost Humein Dekh Kh Hum
Kuchh Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Ab To Rone Se Bhi Dil Dukhta Hai
Shaayad Ab Hosh Thikaane Aaye
Kya Kahin Phir Koi Basti Ujri
Log Kyun Jashn Manaane Aaye?
Soay Raho Maut Ke Pahloo Mein Faraz
Neend Kis Waqt Na Jaane Aaye...
·
1 Like ·
Sep 14, 2016 at 04:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Teri Baaten Hi Sunaane Aaye
Teri Baaten Hi Sunaane Aaye
Dost Bhi Dil Hi Dukhaane Aaye.
Phool Khilte Hain To Hum Sochte Hain
Tere Aane Ke Zamaane Aaye
Aisi Kuchh Chup Si Lagi Hai Jaise
Hum Tujhe Haal Sunaane Aaye
Ishq Tanha Hai Sar-E-Manzil-E-Gam
Kaun Ye Bojh Uthaane Aaye
Ajnabi Dost Humein Dekh Kh Hum
Kuchh Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Ab To Rone Se Bhi Dil Dukhta Hai
Shaayad Ab Hosh Thikaane Aaye
Kya Kahin Phir Koi Basti Ujri
Log Kyun Jashn Manaane Aaye?
Soay Raho Maut Ke Pahloo Mein Faraz
Neend Kis Waqt Na Jaane Aaye...
Dost Bhi Dil Hi Dukhaane Aaye.
Phool Khilte Hain To Hum Sochte Hain
Tere Aane Ke Zamaane Aaye
Aisi Kuchh Chup Si Lagi Hai Jaise
Hum Tujhe Haal Sunaane Aaye
Ishq Tanha Hai Sar-E-Manzil-E-Gam
Kaun Ye Bojh Uthaane Aaye
Ajnabi Dost Humein Dekh Kh Hum
Kuchh Tujhe Yaad Dilaane Aaye
Ab To Rone Se Bhi Dil Dukhta Hai
Shaayad Ab Hosh Thikaane Aaye
Kya Kahin Phir Koi Basti Ujri
Log Kyun Jashn Manaane Aaye?
Soay Raho Maut Ke Pahloo Mein Faraz
Neend Kis Waqt Na Jaane Aaye...
·
1 Like ·
Sep 13, 2016 at 22:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kehta Hi Raha Tujhse K Piyare Nahi Achay
Kehta Hi Raha Tujhse K Piyare Nahi Achay
Her Waqt Yeh Palkon Pe Sitare Nahi Achay
Us Roz Se Mosam Bhi Bohat Talkh Huwa Hai
Jis Roz Se Taiwar Yeh Tumaray Nahi Achay
Un Hi Se Tu Abad Hai Yeh Shahar-E-Mohbat
Kehte Ho Jinhain Dard K Maray Nahi Achay
Es Shaher Mein Tera Bhi Koi Jurm Tu Hoga
Ilzaam Meri Zaat Pe Saray Nahi Achay
Aise Hi Tu Parindon Ki Yeh Hijrat Nahi Hai
Lagta Hai K Mosam K Ishaaray Nahi Achay

Sep 09, 2016 at 16:09
Category: sad
Social Wall / Photos
Luqman Mali
Aamaal Bagair Ikhlas Ke Aisay Hi Hain.
·
0 Like ·
Sep 02, 2016 at 09:09
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Youn Hi Umeed Dilatey Hain Zamaney Waley
Youn Hi Umeed Dilatey Hain Zamaney Waley
Kab Palattey Hain Bhala Choor Ke Janey Waley !
Tu Kabhi Dekh Jhulastey Hoi Sehra Mein Darakht
Kaisey Jaltey Hain Wafaon Ko Nibhaney Waley
Un Se Aati Hai Tere Lamas Ki Khushbo Ab Bhi
Khat Nikaley Hoi Betha Hoon Puraney Waley
Kuch Tu Aankhon Ki Zubani Bhi Kahey Jatey Hain
Moun Se Nahi Hotey Sab Raaz Bataney Waley
Aa Kabhi Dekh Zara Un Ki Shabon Mein Aa Kar!
Kitna Rootey Hain Zamaney Ko Hansaney Waley
Aaj Behzaad Sitara Hai Na Jugnu Koi !
Raabtey Toot Gaye Un Se Milney Waley

Aug 25, 2016 at 20:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Aik Ahsas E Dil Kusha Se Hi
Aik Ahsas E Dil Kusha Se Hi,
Kil Uta Dil Teri Sada Se Hi,
Shakh Dr Shakh Zindagi Jagi,
Mosam E Sabz Ki Hawa Se Hi,
Pool Se, Ruth Se, BaghbaN Se Nhi,
Apna Shikwa Tu Hy Saba Se Hi,
Khud Jiyo Doosro Ko Jeene Do,
Apni Aadat Hy Ye Sada Se Hi,
SainkrooN Bar Mil Chuke Hote,
Aap Milte Agr Dua Se Hi,
Dard Ki Aabroo Nhi Rehti,
Niyat E Harf E Iltija Se Hi,
Wo Doraha B Aagya Amjad,
Jis Ka Dharka Tha Ibtida Se Hi.
Kil Uta Dil Teri Sada Se Hi,
Shakh Dr Shakh Zindagi Jagi,
Mosam E Sabz Ki Hawa Se Hi,
Pool Se, Ruth Se, BaghbaN Se Nhi,
Apna Shikwa Tu Hy Saba Se Hi,
Khud Jiyo Doosro Ko Jeene Do,
Apni Aadat Hy Ye Sada Se Hi,
SainkrooN Bar Mil Chuke Hote,
Aap Milte Agr Dua Se Hi,
Dard Ki Aabroo Nhi Rehti,
Niyat E Harf E Iltija Se Hi,
Wo Doraha B Aagya Amjad,
Jis Ka Dharka Tha Ibtida Se Hi.
·
1 Like ·
Aug 21, 2016 at 15:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Khuch Bharosa Hi Nahi Laut Ke Ghar Ane Tak
Khuch bharosa hi nahi laut ke ghar ane tak
Mujhko jana hai sanam khane se maikhane tak
Raath bhari hai bahoth hijr mujhe maar na de
Saqiya mujh ko pila hosh chale jaane tak
Bewa aurat ko jo dekha to ye mahesos howa
Raunaq-e-shaakh hai bus phool ke murjhane tak
Aye mere zabt tujhe mere osoolo.N ki kasam
Aankh ne chhalke meri unke chale jaane tak
Unpe marta hai “Qadeer”unko yaqeen kyun kar ho
Wo na maneN ge Magar unki kasam khane tak .,

Jun 11, 2016 at 23:06
Category: sad
Sponored Video