Search
Poetry / 0
Abdulla Bhatti
Naeend Bhari Hai Aankhon Mei Aur Intezar Karti Hon
Naeend bhari hai aankhon mei aur intezar karti hon
Dekh meri nazaron mei tujhe kitna pyar karti hon
Tum na raho paas mere to koi shikayat nahi
Mai dost hijjer ki sahi ,wassil pe itebar karti hon
Mai ro paron teri yaad mei jab choddaween ki raat ho
Mai ek bar ji thi jab, ab bar bar marti hon
Hassas kitni hon mai kisi ko kuch khaber nahi,
Mai zindagi k khel mei ek adhora kirdar hon
Tum door se bolao ge mai bohat paas aa jaon gi,
Tum had pe kharey rehna, mai had paar kar jaon gi,
Zindagi tere aane se, wo to na lout k aaye ga
Mai pher b tere aane ka intezar karti hon

·
1 Like ·
Mar 09, 2015 at 01:03
Category: 0
Articles / Featured
Ijunoon
Tambako Noshi Her Saal 6 Laakh Afraad Ki Jaan Leti Hai
تمباکو نوشی کے ماحول سیکنڈ ہینڈ اسموکنگ سے سالانہ چھ لاکھ افراد موت کے منہ میں چلے جاتے ہیں۔امریکی نشریاتی ادارے نے اقوام متحدہ کے اعدادوشمار کے حوالے سے بتایا کہ تمباکو کے دھویں سے دنیا بھر میں سالان...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 07, 2015 at 13:03
Category: featured
Advertisement
Sms / Eid Mubarak
Fozia Iqbal
Eid Lekay Aate Hai Dher Sare Khusiya,
Eid lekay aati hai dher sare khusiya,
Eid mita deti hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayab tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.
Eid mita deti hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayab tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.
·
4 Like ·
Mar 07, 2015 at 12:03
Category: eid-mubarak
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Khafa Hai Mujhse
Khafa hai Mujhse , Mujhe Pereshan Kerta Hai
Ajeeb Shakhs Hai , Khud Se Badgumaan Kerta Hai
Na Meri Perwa Hai Na Mere Haal Ki Kuch Khaber
Salook Woh Kerne Laga Hai , Jase Anjaan Kerta Hai
Pehley To Mujh Se Milna Hi Inaam Tha Jis K liye
Ab Milta hai To Jaise Aehsaan Kerta Hai
Tark-e-Taluk Kerna Hai To aaa k Keh De MujhSe
Kuen Aesi Batain Gheron Se Beyan Kerta hai...

2 Like ·
Mar 06, 2015 at 16:03
Category: general
Poetry / Love
Mohabbat Maar Deti Hai
Ajab mor pay aa kar ruk gai
hai zindgi apni...
asy k jesy qadam pechy hataon to
Khwaab marnay lagtay hein...
Aagay barhaon to...
Pare jalnay lagtay hein...
Isi mor par khari sochty sochty.
kitni ghariyaan beet chuki hein
Kitni sadiyaan beet chuki hein
tan b khali mann b khali
Magar ankhein hein bhari hoin..
Aur rouh hai jakri hoi...
Aur dil hai uktaya uktaya sa...
Aur in ankhon k paniyon mein
Har dam kuch beh jata hai
Aur muj say ye keh jata hai..
Ik sawaal jo hook ki manind uthta
haan dil say kia mein zinda hon???
kahein koi javaab nahe
Mugr pher dil say he ye sadaa ati hai..
Mohabat maar deti hai
Mohabat maar deti hai
hai zindgi apni...
asy k jesy qadam pechy hataon to
Khwaab marnay lagtay hein...
Aagay barhaon to...
Pare jalnay lagtay hein...
Isi mor par khari sochty sochty.
kitni ghariyaan beet chuki hein
Kitni sadiyaan beet chuki hein
tan b khali mann b khali
Magar ankhein hein bhari hoin..
Aur rouh hai jakri hoi...
Aur dil hai uktaya uktaya sa...
Aur in ankhon k paniyon mein
Har dam kuch beh jata hai
Aur muj say ye keh jata hai..
Ik sawaal jo hook ki manind uthta
haan dil say kia mein zinda hon???
kahein koi javaab nahe
Mugr pher dil say he ye sadaa ati hai..
Mohabat maar deti hai
Mohabat maar deti hai
·
1 Like ·
Mar 05, 2015 at 14:03
Category: love
Sms / Marital Woes
Daud Bhatti
Shadi Kerna Hai
aik admi shadi karna chahta hay to apne friend say poochta hay k batao main kia karoon.us ka friend kahta hay h newspaper main add day do k mujhay biwi chahiye. us ka dost aisay hi karta hay. kuch din baad woh apnay friend k paas aata hay or kahta hay k main bohat parayshan hoon samjha nahi ati k kia karoon.us ka dost pochta hay k kion kiya hooua. woh kahta hay k main nay news paper main add dia k mujhay biwi chahiye to mujhay itnay saray khawindo(Husbands) nay khat likhay hain k mayri biwi lay lo mayri biwi lay lo.
·
1 Like ·
Mar 03, 2015 at 22:03
Category: marital-woes
Articles / Health
Ijunoon
Hiv Ki Waba Tham Gai Hai
اقوام متحدہ کے نئے اعدادوشمار کے مطابق پوری دنیا میں ایچ آئی وی اور ایڈز کی بیماری اور اس کے سبب ہونے والی اموات کی تعداد کم ہوگئی ہے۔
یہ اعدادوشمار اقوام متحدہ کے ایچ آئی وی ایڈز پر کام کرنے والے ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Feb 28, 2015 at 01:02
Category: health
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Ek Kahani Kam Hai
Yon to maikhany mèn maè kam hai na pani kam hai,
Phir Bhi kuch kashti sèhba mèn rawani kam hai.
Sach to yè hai k zamana Jo kahy phirta hai,
Us mèn kuch rang ziyada hai kahani kam hai.
Aao hum khud hi Dar-E-Yar sè ho aaty hain,
Yè Jo paigham hai Qassid k zubani kam hai.
Tum Bazid ho to chalo tark mulaqaat sahi,
Waisy is dil nè mèri Baat t? mani kam hai.
Yad rakhany ko to ay dost Bohat hèèly thè,
Ek tèra Zakham-E-Judai to nishani kam hai.
Daftar-E-Shok martub ho to kaisi ho FARAZ,,
Dil nè hr Baar kaha, èk kahani kam hai~...

Feb 27, 2015 at 10:02
Category: general
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tera Hai
Mairi Nigaah Ka Haasil Jamaal Tera Hai
Ke Iss Ghazal Mein Sarasar Khayaal Tera Hai
Ye Aaj Mera Likha Dey Raha Hai Jo Khushboo
Nahin Hai Iss Mein Mera Khuch Kamaal, Tera Hai
Mujhey Hai Fikr Teri, Main Chalo Bhula Doon Ga
Tu Kaisey Bhool Sakey Ga Sawaal, Tera Hai
Karoon Main Laakh Jatan Par Nikal Nahin Paata
Mujhey Jakarr Ke Jo Rakhta Hai Jaal, Tera Hai
Kaha Hai Dil Ne Mairey Aaj Mujh Say Ye 'Tanha '
Sanam Hain Sab Ke Mager Bemisaal, Tera Hai .....!

Feb 25, 2015 at 14:02
Category: love
Sponored Video