Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Haath Ki Lakeeron Me
Haath ki Lakeeron me
kya Talash krtay ho
En Fazool Baton me
Kis ley Ulhajtay ho
Jis ko milna hota hay
Bin Lakeer dekhay hee
Zindagi ke Raston per
Sath Sath chalta hay
Phir kahan Bicherta hay
Jo nhi moqadar me
Kab Hamen wo milta hay
Kab wo sath chalta hay
Hath ki Lakeeron me
Kya Talash krtay ho
kya Talash krtay ho
En Fazool Baton me
Kis ley Ulhajtay ho
Jis ko milna hota hay
Bin Lakeer dekhay hee
Zindagi ke Raston per
Sath Sath chalta hay
Phir kahan Bicherta hay
Jo nhi moqadar me
Kab Hamen wo milta hay
Kab wo sath chalta hay
Hath ki Lakeeron me
Kya Talash krtay ho
·
1 Like ·
Apr 05, 2017 at 08:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kabhi Jo Tumharey Haath Se Kitaab Girey
Kabhi jo tumharey haath se Kitaab girey
To samjh lena kh kisi ne tumhe Yaad kia tha
Kabhi jo tum oss me rakhey phool ko dekho
To samjh lena koi Dastaan likh raha hai
Unn guzrey hoye haseen Lamhon ki
Kabhi jo tum darkhton per Nam likha dekho
To samjh lena koi ab tak chahta hi tumhe
Kabhi jo tum unn dekhy-bhaaley raston per safr kro
To samjh lena kisi ne In per sath chalney ki Qasam khai hai
Aur
Kabhi jo tum Lotney ka irrada kro
Aur safar kro usi Rah-guzar per
To samjh lena koi tumara intazar ker raha hai!!!

Oct 31, 2016 at 15:10
Category: sad
Advertisement
Social Wall / Photos
Wafa Chaudhry
Pakad Ke Haath.
·
0 Like ·
Mar 11, 2016 at 22:03
Category: photos
Social Wall / Photos
Abdul Basit
Ajab Kahani Hai Haath Ki Lakiron Main.
·
1 Like ·
Nov 26, 2015 at 09:11
Category: photos
Poetry / Songs Lyrics
Mere Haath Mein Tera Haath Ho
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Hon
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Hon
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Hon
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Hon
Tere Dil Mein Meri Saanson Ko panah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hai Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hai Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utne Paas Tu Rehna Hamsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho
Saari Jannatein Mere Saath Ho
Rone De Aaj Hamko to Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lele Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hai Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Chhoot Jaayega
Hai Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hai Raaz
Jitne Paas Bondon Ke Baadal
Jaise sath sath Chanda Ke Hai Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Hamsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho
Saari Jannatein Mere Saath Hon
Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhoorey Ham
Magar Ab Chaand Poora Hai Falak Pe Aur Ab Poorey Hain Ham

3 Like ·
Aug 06, 2015 at 04:08
Category: songs-lyrics
Articles / Featured
Ijunoon
Haath Ki Ungliyan Mumkina Beemariyun Ki Nishan Dahi Karti Hain
ایک حالیہ تحقیق میں انکشا ف ہوا ہے کہ ہا تھ کی انگلیوں کی لمبا ئی کسی فرد کو ہونے والی ممکنہ بیماریوں کی طرف اشارہ کرتی ہے ۔ ایک برطا نوی تحقیقی جر یدے برٹش جرنل آف کینسر میں شا ئع ہونے والی اس تحقیق ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 26, 2015 at 22:07
Category: featured
Poetry / Poetry Sms
Acha Dost Haath Or Aankh Ki Tarah Hota Hai
acha dost haath or aankh ki tarah hota hai,
jab haath ko taqleef hoti hai to aankh roti hai,
or jab aankh roti hai to haath aansu pochnte hain
jab haath ko taqleef hoti hai to aankh roti hai,
or jab aankh roti hai to haath aansu pochnte hain
·
1 Like ·
May 28, 2015 at 17:05
Category: poetry-sms
Articles / Technology
Muzammil Shahzad
Dimagh Se Chalne Wala Machini Haath
امریکی محکمۂ صحت کے حکام نے ایک ایسے مشینی ہاتھ کی توثیق کی ہے جو قدرتی ہاتھ کی طرح عام اشیا کو اٹھانے کی صلاحیت رکھتا ہے۔
’ڈیکا آرم‘ کے نام سے جانے والے اس مشینی ہاتھ کی انگلیاں قدرتی ہاتھ کی انگلیو...
مزید پڑھیں
·
0 Like ·
May 13, 2014 at 17:05
Category: technology
Sponored Video