Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Pathar He Sahi, Raah Mein Hayal Tu Rahoon Ga
Pathar he sahi, raah mein hayal tu rahoon ga
Kuch dair taira mud'e muqabal tu rahoon ga
Jab tuk tairi bakhshish ka bahram khul nahi jata
Aye mairay sakhee, mein taira sayaal tu rahoon ga
Iss wastay zinda hoon sar maqtal e yaraan
Wabasta e kam zarfi e qatal tu rahoon ga
aye taiz hawa maira dhowaan daikh kay jana
Bujh kar bhi nishaan e rah e manzil tu rahoon ga..!
Dushman he sahi naam tu lay ga maira tu bhi
Youn mein tairi awaaz mein shamil tu rahoon ga
Jab tum mein baghawat na karoon jabar o sitam say
Zindaan mein hoon paband e salasal tu rahoon ga
Mohsin Zad e ada say agar mar bhi gaya mein
Mayaar e tameez e haq o batil tu rahoon ga...!!!,

·
1 Like ·
May 14, 2016 at 09:05
Category: sad
Social Wall / Photos
Anmol Rubab
Kn Apni Subha Aghaz Me Ye Khana Chahye Ga
·
1 Like ·
May 01, 2016 at 12:05
Category: photos
Advertisement
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Ghuroor Lehjy Mein Aa Gaya To Kalam Mumkin Nahi Rahy Ga
Ye Naam Mumkin Nahi Rahy Ga, Maqam Mumkin Nahi Rahy Ga,
Ghuroor Lehjy Mein Aa Gaya To Kalam Mumkin Nahi Rahy Ga..
Ye Barf Mosam Jo Shehar-E-Jaan Mein Kuch Aur Lamhy Thehr Gaya To..
Lahu Ka Dil Ki Kisi Gali Mein Qayam Mumkin Nahi Rahy Ga..
Wafa Ka Kaghaz To Bheeg Jaye Ga Badgumani Ki Barishon Mein,
Khaton Ki Baaten To Khawab Hon Gi Payam Mumkin Nahi Rahy Ga.
Main Janti Hun Mujhy Yaqeen Hai Agr Kabhi Tu Mujhy Bhula De,
To Teri Ankhon Mein Roshni Ka Qayam Mumkin Nahi Rahy Ga.
Ye Hum Mohabbat Mein La'taaluq Se Ho Rahy Hain To Dekh Lena,,
Duaen To Khair Kon De Ga Salam Mumkin Nahi Rahy Ga..
,

Apr 29, 2016 at 16:04
Category: general
Articles / Featured
Ijunoon
Mareekh Par Pani Namkeen Ho Ga Sainsdaan
ناسا کے ایک خلائی جہاز نے جو مدار میں گردش کر رہا ہے، یہ انکشاف کیا ہے کہ ممکن ہے سرخ سیارے، یعنی مریخ پر، پانی اپنی مایا صورت میں موجود ہو۔ سائنس دانوں کا کہنا ہے کہ یہ امکان موجود ہے کہ سیارے کے گرم...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 22, 2016 at 15:04
Category: featured
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil K Sunsaan Jazeeron Ki Khabar Laye Ga
dil kay sunsaan jazero ki khabar laye ga
dard pehlu say juda ho kay kahan jayae ga
kon hota hai kisi ka shab_e_ tanhaaee mein
gham_e_ furqat he gham_e_ ishq ko behlaye ga
chaand kay pehlu mein dam sadh kay roti hai kiran
aaj taron ka fasoon khaak nazar aaye ga
raakh mein aag dabi hai gham_e_ mehroomi ki
raakh ho kar bhi yeh shola hamein sulghaye ga
waqt khamosh hai rothay huay yaaron ki tarah
kon lo detay huay zakhmo ko sahaily ga
zindagi chal keh zara mout ka dam khamm dekhin
warna yeh jazbah lehad tak hamein lay jayae ga

Apr 13, 2016 at 15:04
Category: sad
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Apnay Ghar Ki Khirki Say Aasmaan Ko Dekhon Ga
Apnay Ghar Ki Khirki Say Aasmaan Ko Dekhon Ga
Jis Per Tera Naam Likha Hay Us Taaray Ko Dhundon Ga
Tum Bhi Har Shab Dia Jala Kar Palkon Ki Dehleez Pay Rakhna
Main Bhi Rooz Ak Khowab Tumhara Shaher Ki Janib Bhejon Ga
Hijar Kay Darya Main Tum Parhna Lehron K Tahreerain Bhi
Pani Ki Har Satah Pay Main Kuch Dil Ki Baatein Likhon Ga
Jis Tanha Say Pair Kay Nechay Hum Barish Main Bheegay Thay
Tum Bhi Us Ko Chho Kay Guzarna , Main Bhi Us Say Lipton Ga
Khowab Musafir Lamhon Kay Hain, Saath Kaha Tak Jaaye Gay
Tum Nay Bilkul Theek Kaha Hay, Main Bhi Ab Kuch Sochon Ga,

Apr 09, 2016 at 09:04
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Do Ghont Ka Ay Saqi, Ilzam Nahi Loon Ga
Do Ghont Ka Ay Saqi, Ilzam Nahi Loon Ga,
Main Tishna-Labi De Kar Ek Jaam Nahi Loon Ga.
Izhar-E-Tamnna Hi Toheen-E-Tamnna Hai,
Tum Khud Hi Samjh Jao Main Naam Nahi Loon Ga.
Jo Sham Jagati Ho, Jo Subah Sulaati Ho,
Wo Subah Nahi Loon Ga Wo Shaam Nahi Loon Ga.
Ik Sajda-E-Masti Ki Tofeeq Ata Kar De,
Phir Apni Jabeen Se Main Kuch Kaam Nahi Loon Ga.
Ay Ahl-E-Chaman Rakh Lo Ye Tohfa-E-Gul Apna,
Mujh Ko Mera Haq De Do Inaam Nahi Loon Ga.
Likhon Ga Jab Main Afsana Mohabbat Ka,,
Aaghaz To Le Loon Ga, Anjaam Nahi Loon Ga..,

Apr 07, 2016 at 12:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tassalsul Toot Jaay Ga
Na Chairho Khilti Kalyon, Hanste Phoolon Ko
In Urti Titliyon, Aawara Bhawron Ko,
Tassalsul Toot Jaay Ga!
Fiza Mehw e Samaat Hai,
Haseen Honton Ko Naghma Rez Rehne Do,
Nigahaen Neechi Rakho
Aur
Mujassam Gosh Ban Jaao
Agar Junbish Labon Ko Di,
Tassalsul Toot Jaay Ga!
Ufuq Mein Doobte Sooraj Ka Manzar
Iss Bulandi Se Zara Dekho
Issi Rangeen Kinaare Par,
Shafaq Sona Lutaye Gi
Yoonhi Tum Be- Hiss-O-Saakit Raho
Aise Mein Palkain Bhi Zara Jhapkain
Tassalsul Toot Jaay Ga!
Wo Khwabeeda Hai, Khwabeeda Hi Rehne Do
Na Jaane Khwaab Mein Kin Waaadiyon Ki Sair Karti Ho
Bulandi Se Phisalte Aabsharon Mein Kahin Gum Ho
Falak- Asaar Choti Par Kahin Mehw e Tarranum Ho
Agar Awaz Di Tum Ne
Tassalsul Toot Jaay Ga!
Main Shayar Hoon,
Meri Fikr-E- Rassa, Ehssass Ki Uss Satah Par Hai
Jiss Mein Khushboo Rang Banti Hai
Sada Ko Shakl Milti Hay
Tassavvur Bol Uthta Hai
Khamoshi Gungunaati Hai
Yeh Wo Waqfa Hai _ _ _ _ _ _ Aise Mein,
Agar Daad-E-Sukhan Bhi Di

Feb 22, 2016 at 04:02
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Pandro June Ko Mukammal Chandghirhan Ho Ga
آئندہ بدھ کو مکمل چاند گرہن ہوگا جو جزیرہ نما عرب مشرقی افریقہ اور جنوبی ایشیا کے ممالک میں نظر آئیگا۔ چاند گرہن کا کل دورانیہ5گھنٹے36منٹ ہوگا متحدہ عرب امارات کے ماہرین فلکیات کے مطابق چاند گرہن کا آ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Dec 21, 2015 at 22:12
Category: featured
Sponored Video