Search
Ijunoon
Duniya Ki Sabse Mehngi Anghoothi Dubai Mein Numaish K Liye Paish
سعودی زیور سازوں کی تیار کردہ دنیا کی سب سے بڑ ی انگوٹھی دبئی میں نما ئش کے لیے پیش کر دی گئی ہے ۔ا کیس قیرا ط کے اٹھا ون کلو گر ام سونے سے تیار کر دہ اس انگوٹھی کی قیمت تیس لا کھ ڈالرہے جس میں پانچ س...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Seoul Duniya Ki Sab Se Bari Lad Screen Nasb
جنوبی کوریا کے دارالحکومت سیول کےمشہور سیول سکوائر پر تجارتی مقاصد میں استعمال کےحوالےسےدنیا کی سب سےبڑی ایل ای ڈی سکرین نصب کر دی گئی ہے۔ 78 میٹر اونچی اور 99 میٹر چوڑی ڈیجیٹل کینورس نامی اس سکرین پر...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Duniya Ke Pehle Computer Ki 70th Salgirah
دُنیا کا سب سے پہلا کمپیوٹر 12 مئی 1941ء کو جرمنی میں برلن شہر سے تعلق رکھنے والے موجد کونراڈ سُوزے نے تیار کیا تھا۔ اِس طرح اِس سال اِس کمپیوٹر کی 70 ویں سالگرہ منائی جا رہی ہے۔
کپڑوں کی الماری...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Duniya Ka Taiztareen Super Computer Tietin Akhri Marahil
امریکی سائنس دانوں کا کہنا ہےکہ وہ اگلےسال ایک نیا سپرکمپیوٹر ٹائی ٹن متعارف کرارہےہیں جودنیا کاسب سےتیز رفتارکمپیوٹر ہوگا۔ اس وقت دنیا کاتیز ترین سپرکمپیوٹر چین کےپاس ہےجسے2010 میں تیزترین سپرکمپیوٹر...
مزید پڑھیں
Nasim Rana
Teesri Duniya
hum hain insaan hamara bhi ehteraam karo
samajh rahay ho tum kainaat k rab ho
khuda banay ho karam bhi tu sab pay aam karo
khoon-e-nahuq say buhut haath rang liye tumnay
mashwara manoo muhabbat say sab ko ram karo
hum apnay gham say tafakur say khud hee nimtain gai
tum apnay ghar ki hifaazat ka intezaam karo
jahan jahan bhi gaye maut baant kar aaye
zindagi hansnay lagay koi aisa kaam karo
Yeh Duniya Hy Yahan Pay Yeh Tamasha Ho Bhi Sakta Hy
abhi jo ghum humara hy tumhara ho bhi sakta hy,
tum apnay aap ko hargiZ koi ilzaam mat dena
yeh sauda hy mohabat ka khasara ho bhi sakta hy,
na yeh samjho kay tum hi aakhri meri mohabat ho
mohabat jurm hy hum say Dubara ho bhi sakta hy.
Muzammil Shahzad
Gham E Duniya
Gham-E-Duniya Se Meri Jan Bacha Lo Mjh Ko,
Un Ko De Di Hai Isharoon Me Ejazat Main Ne,
Maangne Se Na Milon To Chura Lo Mjh Ko,
Apne Saaye Se Bhi Ab To Mjhe Dar Lagta Hai,
Ho Jo Mumkin To Nigahon Me Chupa Lo Mujh Ko,
Dil Me Naakam Tamannaon Ka Tufaan Sa Hai,
Meri Uljhan Meri Wehshat Se Nikalo Mujh Ko,
Unko Likhna Hai Kisi Roz Ye Khat Mei Jaana,
Hm To Khud K Bhi Nhi Apna Bana Lo Mujh Ko.
Aik Taraf Dil Tha Aik Taraf Duniya
Dekh, woh suba hone wali hay!
Mere dil se teri nigahon tak
Dard ne rah kiya nikali hay!
Hay paray hud e aasman se kiya?
Sab feza apni dekhi bhaali hay
kah rahi hay chamak sitaron ki
Dard ki raat dhalne wali hay!
Jo na kahni thi baat, kah aye
Aur jo kahni thi woh chupa li hay
Aik taraf dil tha, aik taraf dunya
Hum ne donon se sezar mila li hay
Aankh walon k wasty, manzar
Aik rozan hay, aik jaali hay!
Phir wohi aansoun ki barish hay
Phir wohi dil ki khushak sali hay!
phalti ja rahi hay qoos qazh
Dil peh kis ne nigah dali hay!!!
Imran Rashid Malik
Mat Dhoodho Mujhe Iss Duniya Ki Tanhai Mein;
Thand Bahut Hai, Mein to Hunn Apni Rajai Mein!
Sponored Video