Search
Ijunoon
Duniya K Alooda Tareen Shehar Bharat Or Pakistan Me Bhi
عالمی ادارہ صحت ڈبلیو ایچ او کے اپنی نوعیت کے پہلے عالمگیر سروے سے پتہ چلا ہے کہ ایران، پاکستان، بھارت اور منگولیا کے شہر دنیا کے آلودہ ترین شہر ہیں جبکہ امریکہ اور کینیڈا میں واقع شہروں کی فضا سب سے ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Duniya Ki Sab Se Chotay Qad Ki Khatoon
دنیا کی سب سے چھوٹے قد کی خاتون ہونے کا اعزاز امریکی خاتون کے پاس ہے جس کا قد 27 انچ ہے۔ گنیز ورلڈ ریکارڈ کے مطابق دنیا کی سب سے چھوٹی خاتون کا قد 27 انچ ہے اور وہ امریکی ریاست الی نوائے کی رہنے والی ...
مزید پڑھیں
Madiha Sultan
Duniya Kaanton Se Bhar Jaygi.
Muzammil Shahzad
Apni Soyi Hoi Duniya Ko Jaga Lon
Apney Gham-Khane me Ek Dhoom macha lon to Chaloon
Aur Ek Jaam-e-May-Talkh Chara lon to Chaloon
Abi Chalta hon Zara Khud ko Sambhaal lon to Chaloon
Jane Kab Pee thi Abi tak hai May-e-Gham ka Khumaar
Dhundla Dhundla sa Nazar ata hai Jahan-e-Bedaar
Aandhiyan Chalti hen Duniya hoi jati hai Ghubaar
Aankh to mal lon Zara, Hosh me aa loon to Chaloon
Wo mera Saahir, Wo Ejaaz kahan hai laana
Meri Khoi hoi Awaz kahan hai laana
Mera Toota hoa Wo saz kahan hai laana
Ek Zara Geet bhe es Saaz pe Gaa lon to Chaloon
Main Thaka-Haara tha itne me jo Aaye Badel
Kisi Matvaley ne Chupkey se Barhaa dee Botel
Uff Wo Rangeen Pur-Asaraar Khayalon ke Mahel
Aise Do Chaar Mahel aur Bana lon to Chaloon
Meri Aankhon me Abi tak hai Mohabat ka Gharoor
Mere Honto'n ko Abi tak hai Sadaaqat ka Gharoor
Mere maathey pe abi tak hai Sharafat ka Gharoor
Aise Vehmon se bhe ab khud ko Nikaalon to Chaloon,

Is Duniya Ke Jhamele Mein
Ab Toh Imandaari Ke Baate Hoti Hai Kisi Koney Mein,,
Bachaun Kaise Is Desh Ko Un Lutero Se,,
Dhadak Raha Hai Shaitaan Unke Seene Mein,,
Milavat Hi Hoti Hai Har Cheez Mein Yahan,,
Warna Mujhe Taqleef Toh Hoti Zaher Peene Mein,,
Raja Maharaja Jee Gaye Shaahi Zindegi,,
Hum Raja Hoke Bhi Fakiro Ka Andaaz Rakhte Hain Jeene Mein,,
Sukhi Roti Bhi Kha Jaate Hain Mazdur,,
Q Ke Unki Roti Bhigi Hui Hoti Unke Pasine Mein,,
Bik Gaya Insaan Is Duniya Ke Jhamele Mein,,
Ab Toh Imandaari Ke Bate Hoti Kisi Kone Mein..

Duniya Ka Tez Treen Special Pakistani Olympian
ہوم آف اولمپکس ایتھنز میں دنیا کے 180ممالک کی صف میں پاکستان کے محض 82 ایتھلیٹس نے 56 تمغے حاصل کیے۔ ان میں سونے کے 17، چاندی کے25 جبکہ کانسی کے 14 تمغے شامل ہیں۔
ایونٹ میں دو گولڈ میڈل جیتے وال...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Duniya Ka Sab Se Unch Mitti Ka Qila
امریکی شہری Ed Jarrett نے 37 فٹ 10 انچ بلند مٹی کا قلعہ بنا کر نیا عالمی ریکارڈ قائم کر دیا ہے ۔ اس قلعے کی تعمیر میں سات لاکھ پچیس ہزار کلو گرام سے زائد مٹی استعمال ہوئی ہے جس میں کل س ودن سے زائد کا...
مزید پڑھیں
Sponored Video