Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Ki Baat Labon Per Laakar Ab Tak Ham Dukh Sehtay Hain

Ham Ne Suna Tha Is Basti Mein Dil Waale Bii Rahte Hain
Beet Gaya Saawan Ka Mahina Mausam Ne Nazren Budlin
Lekin In Pyaasi Aankhon Mein Ab Tak Aansuu Bahte Hain
Aik Humain Aawaara Kahna Koi Bara Ilzaam Nahin
Duniya Waale Dil Waalon Ko Aur Bahut Kuchh Kahte Hain
Jis Kii Khaatir Shahar Bhi Chhora Jis Ke Liye Badnaam Hue
Aaj Wohi Ham Se Begaane Begaane Se Rahte Hain
Woh Jo Abhi Is Raahguzar Se Chaak E Garebaan Guzra Tha
Us Aawaara Diwaane Ko Jalib Jalib Kahte Hain.

·
1 Like ·
Sep 13, 2016 at 16:09
Category: sad
Poetry / Occassional Events
Muzammil Shahzad
Sawan K Dukh
Sawan rut mein ghatayen jab,
Jhoom ke aati hain !
To jane dil kyun bhar bhar aata hai,
Tab woh har waqt hanse wali larki,
Barish mein bheegte bheegte !!
Apne saare aansu baha deti hai~~
Aur QehQahon Ke saath apna ek ek dukh,
Ura deti hai,
Aur koi nahi jaan paata ke,
Kachi umar ki larkiyan,
Apne dukh chupane mein,
Kitni Pakki Hoti Hain... !
Jhoom ke aati hain !
To jane dil kyun bhar bhar aata hai,
Tab woh har waqt hanse wali larki,
Barish mein bheegte bheegte !!
Apne saare aansu baha deti hai~~
Aur QehQahon Ke saath apna ek ek dukh,
Ura deti hai,
Aur koi nahi jaan paata ke,
Kachi umar ki larkiyan,
Apne dukh chupane mein,
Kitni Pakki Hoti Hain... !
·
1 Like ·
Mar 19, 2016 at 16:03
Category: occassional-events
Advertisement
Poetry / Occassional Events
Muzammil Shahzad
Aaney Wale Naye Saal Ka Dukh
Neya Saal Aya...!!
Veeran Subhon Ki Neeli Tehon Se Obhrta..
Kheyyaban-O-Dasht-O-Jabal Ki Thatharti Khamoshi Mein
Barfeeli Seeti Bajata..
Dabey Paaon Aya..
Yukh Aalooda Shamon Ki Khamoshian..
Oss Ke Qadmon Ki Aahat Sametey...
Guzr-Gahon Per, Saybanon Mein, Noha Kinan Hain..
Der Ati Hy Sham Ko, Darichon Ki Dararon Se...
Pur-Shor Jhonkon Ki Be-Mohar Thandak..
Brodat Zada Panion Per, Prindey..
Kinaron Per Aistaadah Pairon Ki Gham-Nak...
Shakhon Ki Janib Orey Ja Rahey Hen...
Makeen Aanganon Mein, Chatton Per..
Dharktey Dilon Me Hazaron Kheyyalon Ki Shmaien Jalaye..
Dabey Paaon Atey Hoye Saal Ko Dekhtey Hain...!!

Nov 14, 2015 at 23:11
Category: occassional-events
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dukh Apnon Ne Diye Hain
Chalo Ub Khwab Aankhon Main Saja Kar Dekhte Hain
Chalo Ub Hum Bhi Kisi Ko Aapna Kar Dekhte Hain
Khoon Ke Rishton Se Tou Eatbaar Uth Gia
Chalo Ub Be Naam Rishte Bana Kar Dekhte Hain
Zindagi Aasan Ho Jaye Shayed Hamari Bhi
Chalo Ub Haath Ki Lakeeron Ko Mita Kar Dekhte Hain
Andheri Shub Tou Kisi Suorat Katti Nahin
Chalo Ub Ghar Apna Jala Kar Dekhte Hain
Hamain Maloom Hai Ijaz Tum Ne Hamara Hona Nahin
Chalo Ub Tum Per Zindgi Lutta Kar Dekhte Hain

Oct 09, 2015 at 12:10

Oct 09, 2015 at 06:10
Category: sad
Poetry / Sad
Hum Ne Dukh Derd Kamaye Hain Mohabbet Ker K
Hum ne dukh derd kamaye hain mohabbet ker k
Janay nasib kahan ja soye hain mohabbet ker k
Aik shakhs ko apna banany ki chah mein
Apnon se bhi door nekal aaye hain mohabbet ker k
Ab tu chubny lagi hain tooti hoe kirchian unki
Jo khwab hum ne sajaye hain mohabbet ker k
Alam.e.bekhudi me tera nam kya pukar baithy
Kya kya ilzam hum pr na aye hain mohabbet ker k
Ek shub tanhai kay seeny pay sar rakh k
Baha diye ansoo jo mil paye hain mohabbet kar k
Dukh sukh k es sody me kya khoya kya paya
Ek yei hisaab na ker paye hain mohabbet ker k
Apni benayazi pay jinain gharoor tha SEHAR
Aaj apni anaa hi haar aaye hain mohabbet ker k.....

Sep 01, 2015 at 23:09
Category: sad
Poetry / 0
Dukh Dena To Shayad Uski Fitrat Mein Shamil Hai

Maira Ye Zarf Hai Ke Usey Sajdon Mein Bhi Dua Doon
Meri Rooh Tak To Uske Hisaar Mein Hai
Main Is Say Badh Kar Usey Aur Kya Doon?
Woh Shakhs Ke Qadam Qadam Per Karta Rahe Munafqat
Magar Main Chahon Ke Usey Umer Bhar Ki Wafa Doon
Mairi Khushiyon Ki Qaatil Bhi Wohi Hai Lekin
Dil Nahi Manta Ke Usey Koi Saza Doon
Dhadakti Hai Dil Ban Kar Seney Mein Woh
Tum Hi Kaho Kaise Main Usko Bhula Doon
Faaslon Ne Bhatka Diya Hai Woh Aise To Na Thee
Maire Qareeb Kabhi Aaye To Mohabbat Ki Pukar Bana Doon !!

Mar 26, 2015 at 04:03
Category: 0
Sms / Dard
Syed Ali
Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache Thay
Bachpan ke dukh bi kitne ache thay
tab tou sirf khilone tuta karte thay
Wo khushiyan bi na jane kaisi khushiyan thi
titli ko pakad ke uchhla karte thay
Paoon maar ke khud barish ke pani mein
apna aap bhigoya karte thay
Ab tou ek aansu bi rusva kar jata hai
Bachpan mein tou dil khol ke roya karte thay

5 Like ·
Jan 01, 2015 at 00:01
Category: dard
Sms / Marital Woes
Madiha Shahid
Dukh Is Bat Ka Nahi
mere mehboob ki shadi raqib se ho gaye dukh is bat ka nahi dono nay muje jalane k liye shadi pe bulaya dukh is bat ka nahi wo mil kar khushiyan manate rahe dukh is bat ka b nahi Dukh To Is Bat Ka He K Oothay Maino PEPSI Nai Labi fari_4u17@yahoo.com if any1 b my frend
·
3 Like ·
Nov 26, 2014 at 00:11
Category: marital-woes
Sponored Video