Search
Sms / Dard
Ijunoon
Apne Dard E Dil Ka Humdard Hume Hi Paoge,
Apne dard E DIL ka Humdard Hume hi Paoge,
In tanhayon mein saath hume hi paoge,
Dour hain tum say tou kya huwa,
In dooriyon mein sabse kareeb hume hi paoge.

·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 04:11
Category: dard
Tags: Dard Dil
Sms / Romantic
Ijunoon
Hum Tere Dil Mein Rahenge Ek Yaad Bankar
HUM TERE DIL MEIN RAHENGE EK YAAD BANKAR
TERE LAB PAR KHILENGE EK MUSKAAN BANKAR.
KABHI APNE SE JUDA MAT SAMJHNA
HUM TERE SAATH CHALENGE AASMAN BANKAR.
TERE LAB PAR KHILENGE EK MUSKAAN BANKAR.
KABHI APNE SE JUDA MAT SAMJHNA
HUM TERE SAATH CHALENGE AASMAN BANKAR.
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 04:11
Category: romantic
Tags: Yaad Dil
Advertisement
Sms / Friendship
Ijunoon
Dil Ki Kashti Bikhar Gayi Hoti,
Dil ki kashti bikhar gayi hoti,
aur rooh ke zakham bhar gaye hote.
zindagi aap jaise dosto ki amanat hai
varna hum tou kab ke mar gaye hote...
aur rooh ke zakham bhar gaye hote.
zindagi aap jaise dosto ki amanat hai
varna hum tou kab ke mar gaye hote...
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 04:11
Category: friendship
Sms / Love
Ijunoon
Tumhe Dil Mein Basaye Rakhta Hoon
Tumhe Dil Mein Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon.
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye,
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon.
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon.
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye,
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon.
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 03:11
Category: love
Tags: Dil
Sms / Friendship
Ijunoon
Dil Ki Halat Batai Nahi Jaati
Dil ki halat batai nahi jaati,
humse unki chahat chupai nahi jaati.
Ek tasvir bachi hai dost ki,
humse vo tasvir jalai nahi jaati.
humse unki chahat chupai nahi jaati.
Ek tasvir bachi hai dost ki,
humse vo tasvir jalai nahi jaati.
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 02:11
Category: friendship
Sms / Ghazal
Ijunoon
Har Yaad Ko Youn Zakham Banatay Nahin Dil Ka,
Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka,
har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay,
Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna,
Mertay hain tou kuch aap pah ahsaan nahin kertay,
Khat layain na layain tera hum naama bron ko,
Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay,
Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar peh gulo ko,
Itna bhi tou qatil ko pashaiman nahin kartay,
Kub shamain jalata hai shab-e-mah main koi,
Tu aya tou ham ghar main charaghan nahin kartay,
Logon ko guman tuk nahin hota hay junoon ka,
Hum dil ki tarah chaak-e-garaiban nahin kertay,
Hum tu chalay aatay hain yaaro dar-e-janan,
Ghalib ki tarah minnat-e-darban nahin kertay

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Yaad Dil
Sms / Ghazal
Ijunoon
Dil Mein Ab Dard E Mohabbat K Siwa Kuch Bhi Nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin
Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron
Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin
Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin
Woh tou mit ker mujhey mil hi gaye rahat werna
Zindagi ranj-o-musibat k siva kuch bhi nahin...
zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin
Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron
Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin
Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin
Woh tou mit ker mujhey mil hi gaye rahat werna
Zindagi ranj-o-musibat k siva kuch bhi nahin...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Dard Khuda Ibadat Mohabbat
Sms / Ghazal
Ijunoon
Bohat Hi Yaad Aata Hai Mere Dil Ko Tarpaata Hai
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai
woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana
aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana
teri awaaz k sehar se na nikal paana
tujh ko dekhna aur bey khudi se dekhte jaana
bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon
na teri yaad main reh k tere saath ka sochoon
bhoola doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai
k jin se thees uthti hai k jin se dard hota hai
magar jab raat aati hai tou teri yaad aati hai
terey hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai
tou tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena
teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna
tujhe jab yaad karte hain tou Dil apna tarapta hai
woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai...

Woh Pathar Dil Sahi Hamara Bhi Ye Dawaa Hai
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawaa hai
Hamaray lab jinhe chu lein wo pathar bol uthay
Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia
Bey khabar hanste rahe aur ba khabar rotay rahe
Mey khanay ki tauheen hai rindo ki hatak
Kam zarf ke haath mein agar jaam diya jaye
Hum karain baat daleelon se tou rud hoti hai
Iss ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai
Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha
Magar bazm-e-anasir mein tere hone ka charcha tha
Hamaray lab jinhe chu lein wo pathar bol uthay
Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia
Bey khabar hanste rahe aur ba khabar rotay rahe
Mey khanay ki tauheen hai rindo ki hatak
Kam zarf ke haath mein agar jaam diya jaye
Hum karain baat daleelon se tou rud hoti hai
Iss ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai
Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha
Magar bazm-e-anasir mein tere hone ka charcha tha
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Honton Dil
Sponored Video