Search
Poetry / Sad
Abdul Jabbar
Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon.
Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon
Aik Aabshar Mere Char So aBhi Tak Hai
Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare
Ke Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai.
Aik Aabshar Mere Char So aBhi Tak Hai
Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare
Ke Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai.
·
0 Like ·
Oct 08, 2018 at 03:10
Category: sad
Social Wall / Photos
Minu Malik
Baba Jee Bus Karo Ab
·
3 Like ·
Oct 05, 2018 at 10:10
Category: photos
Advertisement
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Heart Attack Mai Madad Pohanchaye Gi Ab Iphone App
تحقیق دانوں نے آئی فون کے لیے ایک ایسی نئی ایپلی کیشن بنائی ہے جس سے دل کے مریضوں کی جان بچائی جا سکے گی۔
یہ ایپ ایمرجنسی میں کام کرنے والے میڈیکل عملے کی مدد کے لیے ہے۔ یہ میڈیکل عملہ اس ایپ کی مد...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 31, 2018 at 23:08
Category: featured
Articles / Featured
Ijunoon
Ab Khuwab Chupana Namumkin Dream Reader Tayar
اب لوگ کسی سے اپنے خواب بھی نہیں چھپاسکیں گے کیونکہ جاپانی سائنسدانوں نے ڈریم ریڈر جو ایجاد کرلیا ہے۔
جی ہاں جاپانی سائنسدانوں نے دعویٰ کیا ہے کہ ان کا خواب پکڑنے والا آلہ 60 فیصد درست معلومات فراہم...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 29, 2018 at 10:07
Category: featured
Articles / Featured
Ijunoon
Ab Zehni Dabao Ko Kam Karna Buhat He Asaan
ایک نئی سمارٹ فون ایپلی کیشن کے ذریعے انسان کا ذہنی تنائو کم یا ختم کرنے میں مدد مل سکتی ہے۔ ٹرانسینڈ نامی اس ایپلی کیشن کو کینیڈا کی ایک کمپنی نے تیار کیا ہے جو اعصابی نظام سے متعلق آلات تیار کرتی ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 26, 2018 at 08:06
Category: featured
Poetry / Sad
Javed Akhtar
Ab Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko.
Ab Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko,
Piya Chor Gaye Dil Tor Gaye, Ab Aag Lagay Barsaaton Ko,
Ay Jaan E Mohabbat, Jaan E Ghazal Aao To Tumhari Nazar Karein,
Aankhon Mein Sajaye Baithay Hain Hum Piyar Bhari Soughaaton Ko,
Yoon Piyar Ki Qasmein Kha Kha Kar Kiyun Jhooti Tasalli Detay Ho ?
bas Rehnay Do Hum Jaan Gaye Sarkaar Tumhari Baaton Ko,
Maska Hua Aanchal Shaanon Pay Ye Zulf Ki Lat Uljhi Uljhi,
Aankhon Ki Khumari Kehti Hai Rehtay Ho Kaheen ? Tum Raaton Ko,
Zulfon Ko Hawa Mein Lehrana Hans Hans K Tumhara Bal Khana,
Andaz Hain Sab Dil Lainay K Hum Jaan Gaye In Baaton Ko,
Be-Dard Haseenon Ki Khatir Kiyun Hotay Hi Badnaam Fana,
Saffaak Sitamgar Kya Samjhay Hum Dil-Walon Ki Baaton Ko,
Ab Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko,
Piya Chor Gaye Dil Tor Gaye, Ab Aag Lagay Barsaaton Ko.

Jun 21, 2018 at 16:06
Category: sad
Poetry / Sad
Waqas Moti
Ab Bhala Chhor Ke Ghar Kya Karte
Ab Bhala Chhor Ke Ghar Kya Karte
Shaam Ke Vaqt Safar Kya Karte
Terii Masrufiytain Jaante The
Apne Aane Kii Khabar Kyaa Karte
Jab Sitare Hi Nahi Mil Paye
Le Ke Ham Shams O Qamar Kya Karte
Wo Musafir Hi Khuli Dhuup Ka Tha
Saaye Phaila Ke Shajar Kya Karte
Khaak Hi Avl O Aakhir Thahri
Kar Ke Zarre Ko Gauhar Kyaa Karte
Raaye Pehle Se Hii Banaa Lii Tune
Dil Men Ab Ham Tere Ghar Kyaa Karte
Ishq Ne Saare Saliqay Bakhshe
Husn Se Ksb E Hunar Kya Karte
Shaam Ke Vaqt Safar Kya Karte
Terii Masrufiytain Jaante The
Apne Aane Kii Khabar Kyaa Karte
Jab Sitare Hi Nahi Mil Paye
Le Ke Ham Shams O Qamar Kya Karte
Wo Musafir Hi Khuli Dhuup Ka Tha
Saaye Phaila Ke Shajar Kya Karte
Khaak Hi Avl O Aakhir Thahri
Kar Ke Zarre Ko Gauhar Kyaa Karte
Raaye Pehle Se Hii Banaa Lii Tune
Dil Men Ab Ham Tere Ghar Kyaa Karte
Ishq Ne Saare Saliqay Bakhshe
Husn Se Ksb E Hunar Kya Karte
·
0 Like ·
Jun 07, 2018 at 03:06
Category: sad
Poetry / Poetry Sms
Ali Bukhari
Jo Muh Ko Aa Rehi Thi Ab Lipti Hai Paoon Se.
Jo muh ko aa rehi thi, ab lipti hai paoon se,
Barish ke baad khaak ki fitrat badal gayi.
Barish ke baad khaak ki fitrat badal gayi.
·
1 Like ·
May 29, 2018 at 13:05
Category: poetry-sms
Poetry / Sad
Amna Obaid
Ab K Mujh Ko Dekh K Wo Dekhta Reh Jaye Ga
Ab k mujh ko Dekh k wo Dekhta reh jaye Ga...!
es Qadar Badlen Gay hum Wo sochta Reh jaye Ga.
es Qadar Badlen Gay hum Wo sochta Reh jaye Ga.
·
1 Like ·
May 27, 2018 at 16:05
Category: sad
Sponored Video