Please Login to Send Message.
Social Wall / Text
Mahu Arish
Zarorat Ejaad Ki Maa Hai

·
0 Like ·
Jul 25, 2016 at 18:07
Category: text
Advertisement
Social Wall / Photos 
Mahu Arish
Betiyan To Allah Ki Rehmat Hoti Hain.

·
2 Like ·
May 05, 2016 at 17:05
Category: photos
Social Wall / Photos
Mahu Arish
Smjh Gye To Thoko Like
·
1 Like ·
Mar 04, 2016 at 02:03
Category: photos
Poetry / Sad

Mahu Arish
Kisi Or Ki Chah Kar Baithe

Anmol jazbat e mohbbat se bekhabar,
Nadan hain wo jo mitti ke jism ki chah kar baithe.
Jab bhi chaha keh de dil ki baat unke aage,
Afsos jo hum na chahte the wo uski chah kar baithe.
Socha tha mohobbat ke charno se chamak jayegi raatein apni,
Suni jab unki kuahishe to apni raaton ko sayaha kar baithe.
Tumko manane mein khuahish toh puri kar di magar,
Hosh aaya toh sochne lage yakhuda yeh kaisa gunah kar baithe.
Jiski chahat main khud ko mita ke rakh diya,
Wo bewafa kisi or ki chah kar baithe.

Aug 16, 2015 at 05:08
Category: sad
Social Wall / Photos
Mahu Arish
Behtareen Waqt Ko Namaz Mai Waqf Karo
·
4 Like ·
Jul 17, 2015 at 18:07
Category: photos
Poetry / Sad

Mahu Arish
Manzil

VO CHIRAG HAI VO CHAND HAI
MERI ZINDGI KA NOOR HAI
MERE KADMO MERA SATH DO
ABHI MANZIL MUJHSE DOOR HAI
ABHI ASHK MERE SATH HAIN
ABHI ANKH ME HAI ROSHNI
PAR SANS HAI KYU ATAK RAHI
OR DHADKANEIN MAJBOOR HAIN
YAHA DOOR DOOR TAK RAAH ME
SHAB-E-GAM KI HAIN TANHAIYA
KOI SATH DE KOI THAAM LE
MERA MANN THAKAN SE CHOOR HAI
KOI NA MILA JISE PYAR ME
IS JAHAAN ME WAFA MILI
KIYA USNE MUJHSE FAREB HAI
YAHI HAR JAGAH MASHHOOR HAI
MERI ZINDGI KA NOOR HAI
MERE KADMO MERA SATH DO
ABHI MANZIL MUJHSE DOOR HAI
ABHI ASHK MERE SATH HAIN
ABHI ANKH ME HAI ROSHNI
PAR SANS HAI KYU ATAK RAHI
OR DHADKANEIN MAJBOOR HAIN
YAHA DOOR DOOR TAK RAAH ME
SHAB-E-GAM KI HAIN TANHAIYA
KOI SATH DE KOI THAAM LE
MERA MANN THAKAN SE CHOOR HAI
KOI NA MILA JISE PYAR ME
IS JAHAAN ME WAFA MILI
KIYA USNE MUJHSE FAREB HAI
YAHI HAR JAGAH MASHHOOR HAI
·
1 Like ·
Jun 14, 2015 at 08:06
Category: sad
Mahu Arish
Gender :Country : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 44
Member Since : Dec 13, 2012
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video