Please Login to Send Message.
Simran Chaudhry
Designer From : India
Followers : 0 Total Updates : 95
Member Since : Apr 16, 2014
Followers : 0 Total Updates : 95
Member Since : Apr 16, 2014
Social Wall / Photos
Simran Chaudhry
Colours For Girls
·
4 Like ·
Nov 17, 2015 at 07:11
Category: photos
Social Wall / Photos
Simran Chaudhry
Lehenga For Brides
·
3 Like ·
Nov 07, 2015 at 04:11
Category: photos
Advertisement
Poetry / General
Simran Chaudhry
Bhingi Palkon Ka Ishara, Yaad Aaj Bhi Hai
Bhingi palkon ka ishara, yaad aaj bhi hai
Wo khuli khidki si parde ka hatna, yaad aaj bhi hai
Wo bheega badan, Wo zulf ghataaon si
Un julfon ka hona juda chehre se, yaad aaj bhi hai
Dar kar zamane se chhupa lena khud ko yaad aaj bhi hai
Kaamptay haatho se karna salam unka, yaad aaj bhi hai
Wo tadap aankhon ki, aur waqt ki bechainiyan
Kaampte hoton ki o bebasi, yaad aaj bhi hai
Soni raahon me pukarna,Wo saaj yaad aaj bhi hai
Sharma kar hatheliyon se chehra chhupana, yaad aaj bhi hai
Nazren utha k dekhna, phir palkon ko jhuka lena
Un lamhon ki wo kashish, yaad aaj bhi hai
Taaron ki chhaun me ik Saaya, yaad aaj bhi hai
Garm saanson ki wo sar-sarahat , yaad aaj bhi hai
Ye ROOh ki bechainiyan, ye sitam yaadon ka
Zekhm purana hai magar, kyon hara aaj bhi hai
Wo khuli khidki si parde ka hatna, yaad aaj bhi hai
Wo bheega badan, Wo zulf ghataaon si
Un julfon ka hona juda chehre se, yaad aaj bhi hai
Dar kar zamane se chhupa lena khud ko yaad aaj bhi hai
Kaamptay haatho se karna salam unka, yaad aaj bhi hai
Wo tadap aankhon ki, aur waqt ki bechainiyan
Kaampte hoton ki o bebasi, yaad aaj bhi hai
Soni raahon me pukarna,Wo saaj yaad aaj bhi hai
Sharma kar hatheliyon se chehra chhupana, yaad aaj bhi hai
Nazren utha k dekhna, phir palkon ko jhuka lena
Un lamhon ki wo kashish, yaad aaj bhi hai
Taaron ki chhaun me ik Saaya, yaad aaj bhi hai
Garm saanson ki wo sar-sarahat , yaad aaj bhi hai
Ye ROOh ki bechainiyan, ye sitam yaadon ka
Zekhm purana hai magar, kyon hara aaj bhi hai
·
2 Like ·
Sep 06, 2015 at 07:09
Category: general
Sms / Funny
Simran Chaudhry
||beauty Tips|| By Own Rulzzzzzzzzzzzz
kya app apne chehre ke dagh dhabhoo se pareshan hain ...............
dont be sad ...... keep fair n lovely away
........
...................
trust on a trusted name
aise ya wese ./........
kese bhi dagh hoon
sirf excel hai na ! ................. ;-)
dhooooooo dala ........... hahahahahah
dont be sad ...... keep fair n lovely away
........
...................
trust on a trusted name
aise ya wese ./........
kese bhi dagh hoon
sirf excel hai na ! ................. ;-)
dhooooooo dala ........... hahahahahah
·
1 Like ·
May 09, 2015 at 10:05
Category: funny
Poetry / 0
Simran Chaudhry
Tum Q Itna Yaad Aatay Ho
Har haseen mosam ki
Har haseen barish mai
Dard tum jagatay ho
Bewajah satatay ho
Mosamoon kay Lutf ko tum
Dard main bahatay ho
Zindagi kay nam say tum
G mera jalatay ho
Lutf kay sabhi lamhay
Yaad main ganwatay ho
Har haseen mosam ki
Har haseen barish mai
TUM Q ITNA YAAD AATAY HO
Har haseen barish mai
Dard tum jagatay ho
Bewajah satatay ho
Mosamoon kay Lutf ko tum
Dard main bahatay ho
Zindagi kay nam say tum
G mera jalatay ho
Lutf kay sabhi lamhay
Yaad main ganwatay ho
Har haseen mosam ki
Har haseen barish mai
TUM Q ITNA YAAD AATAY HO
·
5 Like ·
Apr 29, 2015 at 04:04
Category: 0
Sms / Funny
Simran Chaudhry
Staff Ka Banda Hai!
aik sardar ji train main safar kar rahey they k unn ko wash room ki zaroorat paish aa gayee. jub sardar ji ney wash room ka darwaza khola to samney sheesha lag dekh kar samjhey k shayed koi aur sardar ji ander hain. ye sardarji sorry bol kar wapas aa gaye, aur doosrey wash room mein chaley gaye. wahan bhee aisa hee huaa. sardrji ne TT ko shikayat ki k mujhey wash room jana hai,aur jaldi hai, koi wash room khaali kerwa dein. ittefaq se TT bhee sardar ji theyy. unhon ne jub wash room ka darwaza khol kar daikha to samney sheesha daikh kar wapas aa gaye, aur boley, yaar sardar ji , ander to STAFF ka banda hai!! hahahahahaa
·
2 Like ·
Apr 19, 2015 at 16:04
Category: funny
Poetry / Poetry Sms
Simran Chaudhry
Mohabbat Ka Matlab Intzaar Nahi Hota,
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota,
Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,
Yun to milta hai roz mohabbat-e-paigam,
Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota.......! !!
Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,
Yun to milta hai roz mohabbat-e-paigam,
Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota.......! !!
·
6 Like ·
Mar 12, 2015 at 22:03
Category: poetry-sms
Poetry / 0
Simran Chaudhry
Dedicated To Teachers
EILM KI ROSHNI SE JINHONE
CHAMKAYA HAI ZINDAGI KO,
TALEEM KE PHOOL SE JINHONE
MEHKAYA HAI ZINDAGI KO,
HUMEIN AAJ BHI TALAB HAI
UNSE KUCH HAASIL KARNE KI,
JINHONE JEENE KA SAHI
MAKSAD BATAYA HAI ZINDAGI KO!
WO HAMESHA KALAM AUR KITAB KE
BALBUTE PE HUMEIN PARAKHTE RAHENGE,
JINHONE KHUD BADHI SHIDDAT SE
KABHI AZMAYA Hai ZINDAGI KO!!
YE WO EILM KI NAKKASHI KE HEIN
BEHTAREEN AALIM TARAASH,
JINHONE HEERE KI TARAH
KHOOBSURTI SE TARASHA HAI ZINDAGI KO!!
YE WO KHUDA KI DI HUI
REHMAT HEI UN LOGO PER,
JINHONE KITAAB AUR BAATI SE HI
MUKAMMIL SANWARA HE ZINDAGI KO!!
EK UMR BEET GAI
EESI JUSTUJU ME "SHAISTA",
K ZINDAGI NE INHEIN NAHI,
INHONE KHUD CHALNA SIKHAYA HAI ZINDAGI KO!!
.UMEED HAI K PASAND AAYEGA,
KHUSH RAHIEGA AUR APNA KHYAAL RAKHIEGA.
CHAMKAYA HAI ZINDAGI KO,
TALEEM KE PHOOL SE JINHONE
MEHKAYA HAI ZINDAGI KO,
HUMEIN AAJ BHI TALAB HAI
UNSE KUCH HAASIL KARNE KI,
JINHONE JEENE KA SAHI
MAKSAD BATAYA HAI ZINDAGI KO!
WO HAMESHA KALAM AUR KITAB KE
BALBUTE PE HUMEIN PARAKHTE RAHENGE,
JINHONE KHUD BADHI SHIDDAT SE
KABHI AZMAYA Hai ZINDAGI KO!!
YE WO EILM KI NAKKASHI KE HEIN
BEHTAREEN AALIM TARAASH,
JINHONE HEERE KI TARAH
KHOOBSURTI SE TARASHA HAI ZINDAGI KO!!
YE WO KHUDA KI DI HUI
REHMAT HEI UN LOGO PER,
JINHONE KITAAB AUR BAATI SE HI
MUKAMMIL SANWARA HE ZINDAGI KO!!
EK UMR BEET GAI
EESI JUSTUJU ME "SHAISTA",
K ZINDAGI NE INHEIN NAHI,
INHONE KHUD CHALNA SIKHAYA HAI ZINDAGI KO!!
.UMEED HAI K PASAND AAYEGA,
KHUSH RAHIEGA AUR APNA KHYAAL RAKHIEGA.
·
5 Like ·
Mar 09, 2015 at 07:03
Category: 0
Simran Chaudhry
Gender : FemaleCountry : India
Followers : 0
Total Updates : 95
Member Since : Apr 16, 2014
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video