Poetry / Songs Lyrics

Akele Na Jana (pak Old)

Akele na jana humeen chhoor kar tum
Tumare binaaa hum bhala kiya jiyeen ge
Bohut dukh deye hain humeen zindagi ne
Humeen aur ghum ab na tum de k jao
Nigahon ki sehmi hui iltejayen
Sadaa de rahi hain k ab lout aoo
Karo yaad tum ne yeh wada kiya tha
Hum ek dusare ka sahara banein ge
Har eik morr par hain riwajon k pehire
Tumhi ko naheen is ka sab ko gilah hay
Magar loog jitay hain in mushkilon main
Hay jin ka naheen koy un ka KHUDA hay
Yeh dukh yeh udasi yeh aansu yeh ahhain
Chale aoo mil k yeh ghum baant leen ge

· 1 Like · Apr 15, 2015 at 02:04
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Kashif Qureshi

Ek Pal Ka Jeena

Ek Pal Ka Jeena

Phir To Hai Jaana

Tohfa Kya Leke Jaayie

Dil Yeh Bataana

Khali Haath Aaye The Hum

Khali Haath Jayenge

Bus Pyar Ke Do Meethey Bol Jhilmilayenge

To Hans Kyon Ki Duniya Ko Hai Hasana

Ae Mere Dil Tu Gaaye Ja

Ae Aaye Aao Aaye Aa

· 3 Like · Mar 12, 2015 at 16:03
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Mera Pegham Pakistan

Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kayee nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
iss ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha tou
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan

· 1 Like · Mar 04, 2015 at 18:03
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Ek Ladki Ko Dekha Tou Kumar Sanu

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Khilta Gulaab
Jaise Shaayar Ka Khwaab
Jaise Ujli Kiran
Jaise Van Mein Hiran
Jaise Chaandni Raat
Jaise Naghme Ki Baat
Jaise Mandir Mein Ho Ek Jalta Diya
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Subahon Ka Roop
Jaise Sardi Ki Dhoop
Jaise Veena Ki Taan
Jaise Rangon Ki Jaan
Jaise Balkhaaye Bel
Jaise Lehron Ka Khel
Jaise Khushboo Liye Aaye Thandi Hava
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Naachta Mor
Jaise Resham Ki Dor
Jaise Pariyon Ka Raag
Jaise Sandal Ki Aag
Jaise Sola Sighaar
Jaise Rasti puhaar
Jaise Aahista Aahista Badhta Nasha
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga .

· 1 Like · Feb 06, 2015 at 02:02
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Aashiq Banaya

Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne
Tere Bin Soni Soni Hain Baahein
Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein
Tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye
Tere Bin
Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Jaan Paagal Samaa Hain
Tere Baazuo Mein Aake Tootne Lagi Hun
apnay dairay say mein tou chotnay lagi hon
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne
Bechainiyo Ka Faaslon Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hai
Betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hai
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hai
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hai
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hai
Tere Bin Duri GhatTi Nahi Hai
Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne

· 1 Like · Feb 05, 2015 at 19:02
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Dil Ki Thanhai Ko Kumar Sanu

Aaaa...
Taron Mein Chamak
Phoolon Mein Rangat
Nah Rahegi
Arey, Kuch Bhi Nah Rahega
Agar, Mohabbat Nah Rahegi...

Hoo, Dil Ki Tanhai Ko, O
Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Bana letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa latey Hain

Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm
Aaaa...

Aapke Shaher Mein Hum Le Ke Wafa Aaye Hain
Mufilsi Mein Bhi Ameeri Ki Adaa Layein Hain
Mufilsi Mein Bhi Ameeri Ki Adaa Layein Hain

Hooo, Jo Bhi Bhaata Hai, O
Jo Bhi Bhaata Hai, Usey Apnaa Banaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm

Aaaa...

Hey Hey, La La La La La La La La
Umm Hmm Aaa Haa Haa Haa Haa...

Hai Humein Yoon Dekhna
Aisa Na Ho, Badnam Ho Jaayein
Ye Mumkin Hai, Isi Ka Kal
Mohabbat Naam Ho Jaaye...

Husn Waalon Mein Ye Mashoor Hai Aadat Apni
Har Kisi Se Kahan Milti Hai Tabeeyat Apni
Har Kisi Se Kahan Milti Hai Tabeeyat Apni

Hoo, Pyaar Milta Hai, O
Pyaar Milta Hai Jahan, Sar Ko Jhuka letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm
Haan, Gaa letay Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm

Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa letay Hain
Dard Jab Hud Se Guzarta Hai Tou Gaa letay Hain...

· 1 Like · Feb 05, 2015 at 12:02
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Kasam Ki Kasam

Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
Hum Ko Pyaar Hai Sirf Tum Se
Ab Yeh Pyaar Nah Ho Ga Phir Humse
Log Kehtey Hain Paagal
Hoon Main Yeh Bhi Nah Jano
Dil Lotaya Hai Maine
Ab Kissi Ki Nah Mano
Chain Dey Kar Yeh Maine
Beecheeniya Yeh Li Hain
Neendein Ura Ke Maine
Tum Se Wafaaein Ki Hain
Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
Hum Ko Pyaar Hai Sirf Tum Se
Ab Yeh Pyaar Nah Ho Ga Phir Hum Se
Ek Esharey Main Jo Tum Ne
Hum Se Jo Kaha Hai
Ab Yaqeen Aaa Raha Hai
Tum Ko Bhi Kuch Hua Hai
Kyun Dil Mein Sochtey Hain
Tufaaa Jo Uth Rahay Hain
Hum Us Ko Roktay Hain
Kasam Ki Kasam Ki Kasam Hai
Yeh Milna Hai Sanam Ka Sanam Se
Ab Yeh Pyaar Nah Ho Ga Hum Se
Kasam Ki Kasam
Kasam
Hai Kasam
Di Kasam
Li Kasam
Hai Kasam
Kasam
Kasam Ki Kasam

· 1 Like · Feb 05, 2015 at 05:02
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Ek Bewafaa Hai Bewafaa

Yun Nafrat Se Nah Kaanton Ko Dekho Kaam Aayenge
Fhakat Phoolon Se Aey Gul Dosti Achi Nahi Hoti

Mera Dil Jis Dil Peh Fida Hai
Ek Bewafaa Hai
Ha Mohabbat Ki Ye Saza Hai
Tu Bewafaa Hai
Mera Dil Jis Dil Peh Fida Hai
Ek Bewafaa Hai
Ha Bewafaa Hai
Ek Bewafaa Hai

Koi Sheesha Agar Tute
Badi Aawaz Hoti Hai
Magar Dil Tut Jane Ki
Sada Koi Nahi Sunta
Main Deewana Main Deewana
Main Deewanapan Karta Hun
Uski Yaadon Main Jita Hun
Uski Chaahat Main Marta Hun
Kya Haal Hai Mere Iss Dil Ka
Bedard Hai Woh Kya Janegi
Main Laakh Usey Samjhaoonga
Phir Bhi Na Kehna Manegi
Kitni Jaalim Uski Ada Hai -
Tu Bewafaa Hai -
Ha Bewafaa Hai
Ek Bewafaa Hai
Mera Dil Jis Dil Peh Fida Hai
Ek Bewafaa Hai -
Ha Bewafaa Hai
Ek Bewafaa Hai

Usey Bhi Neend Nah Aaye
Woh Bhi Jaage Tamam Raat
Woh Bhi Kisike Pyaar Main
Tadpe Khuda Kare
Usne Mujhko Tadpaya Hai
Mai Bhi Usko Tadpaoonga
Main Aaj Bhari Iss Mehfhil Main
Usko Ruswaa Kar Jaoonga
Woh Sar Ko Jhukaye Baithi Hai
Dekho Gairon Ki Bahoon Main
Har Ghadi Mujhe Jiska Nasha Hai
woh Bewafaa Hai -
Ha Bewafaa Hai
Ek Bewafaa Hai

· 1 Like · Feb 04, 2015 at 23:02
Category: songs-lyrics
 
Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Ek Dilruba Hai Bewafaa

Mera Dil Jis Dil Peh Phida Hai -
Ek Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Ek Dilruba Hai
Meri Ulfat Meri Wafa Hai -
Woh Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Woh Dilruba Hai
Mera Dil Jis Dil Peh Phida Hai
Ek Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Ek Dilruba Hai..

Ji Karta Hai Teri Julfo Se Khelu
Ji Karta Hai Tujhe Bahon Mein Le Lu
Ji Karta Hai Teri Julfo Se Khelu
Ji Karta Hai Tujhe Bahon Mein Le
Ji Karta Hai Teri Ankhon Ko Chumu
Ji Karta Hai Tere Ishq Main Jhumu

Dil Karta Hai Tera Sapna Sajalu
Dil Karta Hai Tujhe Apna Banalu
Dil Karta Hai Tujhe Dil Main Chupalu
Dil Karta Hai Tujhe Tujhse Churalu
Sabse Dilkash Jiski Ada Hai
Ek Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Ek Dilruba Hai

Mera Dil Jis Dil Peh Phida Hai
Ek Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Ek Dilruba Hai
Hai.....

Maine Sanam Tujhe Pyaar Kiya Hai
Sirf Tera Intezaar Kiya Hai
Maine Sanam Tujhe Pyaar Kiya Hai
Sirf Tera Intezaar Kiya Hai
Mujhse Nigahein Kahin Phaer Na Lena
Maine Tou Tera Aaitbaar Kiya Hai

Hai Tere Khayaalo Main Khoya Rahoonga
Tere Liye Har Dard Sahoonga
Mere Liye Tujhe Bheja Hai Rab Ne
Saare Jamaane Se Main Yeh Kahoonga
Ho... Jiska Jaadoo Mujh peh Chala Hai
Woh Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Woh Dilruba Hai

Mera Dil Jis Dil Peh Phida Hai
Ek Dilruba Hai
Ha Dilruba Hai
Ek Dilruba Hai

· 2 Like · Feb 04, 2015 at 12:02
Category: songs-lyrics
 
Hont Phat Jane K Soorat Mai
Posted by Javed Ashraf
Posted on : Jul 20, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS