Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ye Dunia Or Piyar Ki Baten
Hain Sari Bekaar Ki Baten
Lafz Bhi Lagty Hain Beganay
Jab Wo Kare Iqrar Ki Baten
Khud Hain choti Soch Kay Malik
Or Unchay Kirdar Ki Baten
Tez Kharam Bhi Krtay Hain Ab
Kachway Ki Raftar Ki Baten
Apnay Ehad Ka Aib Yehi Hai
Khotay Jazbay,Udhar Ki Baten
Dunia Ka Har Shakhs Hai Mukhlis
Zara Suno Sarkaar Ki Baten
Hain Sari Bekaar Ki Baten
Lafz Bhi Lagty Hain Beganay
Jab Wo Kare Iqrar Ki Baten
Khud Hain choti Soch Kay Malik
Or Unchay Kirdar Ki Baten
Tez Kharam Bhi Krtay Hain Ab
Kachway Ki Raftar Ki Baten
Apnay Ehad Ka Aib Yehi Hai
Khotay Jazbay,Udhar Ki Baten
Dunia Ka Har Shakhs Hai Mukhlis
Zara Suno Sarkaar Ki Baten
Advertisement
·
1 Like ·
May 06, 2017 at 19:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video