Poetry / Sad
Daud Bhatti
Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaonga ?
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nhi Jaany Waala
Chaand Doobay Ga To Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke hath Se Mein ''Farhat Abbas''
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga...!
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nhi Jaany Waala
Chaand Doobay Ga To Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke hath Se Mein ''Farhat Abbas''
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga...!
Advertisement
·
2 Like ·
Sep 26, 2018 at 08:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video