Please Login to Send Message.
Jokes / Miscellaneous
Daud Bhatti
Mum
mumma key 4 bachey hotey hain. un key mum ittey phoney kartey ratey hainaik daffa aik bachey ney kaha mum app itney phoney kyu kartey rahtey ho 2 bachey ney kaha kyu key mum ashura kra rahey hain. ha ha ha
·
0 Like ·
Dec 20, 2018 at 07:12
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Daud Bhatti
Sonu Yai Patta Bata Doo
Akk Katoon Akk Bachay Say Post Office Ka Patta Pochti Hai.Aur Woo Bachay Say Baray Pyar Say Kahti Hai Hai Kay Batay Yai Post Office Kahan Hai.Bacha Bolta Hai Post Office Maray Ghir Kay Samnay Hai. Kahtoon Kahti Hai Ok Yai Batio Tumhara Ghir Kahan Hai Bacha Kahtta Hai Post Office Kay Samnay. Kahtoon Zoor Say Kahti Hai Off O Yai Donoo Kahan Hai Bacha Kahtta Hai Donoo Amnay Samnay Hai.
·
2 Like ·
Dec 18, 2018 at 03:12
Category: miscellaneous
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Daud Bhatti
Naseehat Se Fayda Uthanay Ke Liye Zahanat
Insaan kisi ko naseehat to kar sakta hai lekin iss naseehat se fayda uthanay ke liye zahanat sath nahee de sakta.
·
2 Like ·
Oct 24, 2018 at 22:10
Category: urdu-quotes
Poetry / Sad
Daud Bhatti
Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaonga ?
Tujh Se Bichra Tou Kidher Jaonga ?
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nhi Jaany Waala
Chaand Doobay Ga To Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke hath Se Mein ''Farhat Abbas''
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga...!
Mein Tou Be-Chaini Se Mar Jaonga
Mein Tou Aisay Nhi Jaany Waala
Chaand Doobay Ga To Ghar Jaonga
Moutyon Se Bhara Bartan Hun Mein
Toot Jaonga, Bikhar Jaonga
Mein Tou Sehma Howa Sannata Hun
Apni Awaaz Se Dar Jaonga
Mein Agar Koi Samandar Bhi Hun
Ik Tere Dard Se Bhar Jaonga
Waqt Ke hath Se Mein ''Farhat Abbas''
Kaheen Chup Chaap Bikhar Jaonga...!
·
2 Like ·
Sep 26, 2018 at 08:09
Category: sad
Poetry / Sad
Daud Bhatti
Mujhe Mohabbaton Se Kuch Mila Nahi.
Mujhe Mohabbaton se kuch mila nahi,
Mujhe tum se bhi koi gila nahi,
Meri zindagi to bas aik uljhan si hai,
Jisay kabhi kisi nay suljhaya nahi,
Meri zaat se kisi ko koi takleef ho,
Main nay to kabhi yeh chaha nahi,
Har aik nay mujh hi ko dard diya,
Mera dard to kisi ne samjha nahi,
Kiyon main raston ko ilzaam doon,
Mera humsafer hi sath chala nahi,
Main tujh ko bewafa sa lagta hon,
Jisay khud wafa ka pata nahi.
Mujhe tum se bhi koi gila nahi,
Meri zindagi to bas aik uljhan si hai,
Jisay kabhi kisi nay suljhaya nahi,
Meri zaat se kisi ko koi takleef ho,
Main nay to kabhi yeh chaha nahi,
Har aik nay mujh hi ko dard diya,
Mera dard to kisi ne samjha nahi,
Kiyon main raston ko ilzaam doon,
Mera humsafer hi sath chala nahi,
Main tujh ko bewafa sa lagta hon,
Jisay khud wafa ka pata nahi.
·
3 Like ·
Jun 24, 2018 at 13:06
Category: sad
Poetry / General
Daud Bhatti
Milte Hain Kaha Aisay Mohabbat Raseedah Log
mlitay hain kahan aisay mohabbat Raseedah log
karte raho hamari ziyarat kabhi kabhi
karte raho hamari ziyarat kabhi kabhi
·
4 Like ·
Mar 23, 2018 at 11:03
Category: general
Daud Bhatti
Gender : MaleCountry : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 47
Member Since : Mar 17, 2014
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video