Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tere Baare Mein Jab Socha Nahin Tha
Main Tanhaa Tha Magar Itna Nahin Tha
Teri Tasveer Se Karta Tha Baaten
Mere Kamre Mein Aaina Nahin Tha
Samandar Ne Mujhe Pyaasa Hi Rakha
Main Jab Sehra Mein Tha Pyasa Nahin Tha
Manaane-Roothne K Khel Mein Ham
Bichhar Jaaynge Ye Socha Nahin Tha
Suna Hai Band Kar Li Us Ne Ankhen
Kayi Raaton Se Vo Soya Nahin Tha
Main Tanhaa Tha Magar Itna Nahin Tha
Teri Tasveer Se Karta Tha Baaten
Mere Kamre Mein Aaina Nahin Tha
Samandar Ne Mujhe Pyaasa Hi Rakha
Main Jab Sehra Mein Tha Pyasa Nahin Tha
Manaane-Roothne K Khel Mein Ham
Bichhar Jaaynge Ye Socha Nahin Tha
Suna Hai Band Kar Li Us Ne Ankhen
Kayi Raaton Se Vo Soya Nahin Tha
Advertisement
·
1 Like ·
Nov 22, 2015 at 18:11
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video