Poetry / Sad
Mujhe ansuon ki talab nahi
Mujhe zindagi ki talash hai
Jise Dhoond kar bhi na pa saki
Mujhe phir uski talash hai
Mujhe Dushmanon main na dhoondna
Mujhe doston main talash krna
Main Mohabbaton ki Aseer hon
Mujhe Muhabbat ki talaash hai
Meri Rah-E-Azm-E-Talaash Main
Koi Zindagi ka Rafeeq ho
Koi Ansuon ka Charagh De
Mujhe Roshni ki talaash hai
Me Bulandio ki Zameer hon
Me Rafaqaton ki Pazir hon
Mujhe Nafraton ki Zameen per
Mohabbaton ki talash hai
Mujhe zindagi ki talash hai
Jise Dhoond kar bhi na pa saki
Mujhe phir uski talash hai
Mujhe Dushmanon main na dhoondna
Mujhe doston main talash krna
Main Mohabbaton ki Aseer hon
Mujhe Muhabbat ki talaash hai
Meri Rah-E-Azm-E-Talaash Main
Koi Zindagi ka Rafeeq ho
Koi Ansuon ka Charagh De
Mujhe Roshni ki talaash hai
Me Bulandio ki Zameer hon
Me Rafaqaton ki Pazir hon
Mujhe Nafraton ki Zameen per
Mohabbaton ki talash hai
Advertisement
·
1 Like ·
Nov 10, 2016 at 05:11
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video