Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mai Ne Roka Bhi Nahi Wo Thehra Bhi Nahi
hadsa kia tha jisy dil ne bhulaya bhi nahi
jany walon ko kahan rok saka hay koi?
tum chaly ho to koi roknay wala bhi nahi
Mein to sadiyon ka safar kar k yahan pounchi thi
tu ne monh pher ke mujh ko dekha bhi nahi
ek musafir hai jisy teri talab hai kab se
Ehtraman tery koochay se guzarta bhi nahi

Advertisement
·
1 Like ·
Jun 01, 2017 at 19:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video