Poetry / Sad

Moona Malik

Hum Se Bhulaya Hi Nahee Jata Aik Mukhlis Kya Pyaar Dosto

hum se bhulaya hi nahee jata aik mukhlis kya pyaar dosto
log jigar walay hain, roz naya mehboob bana lete hain

· 0 Like · Oct 29, 2018 at 06:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Madiha Sultan

Agr Wo Phuch Len Humse Tumhein Kis Baat Ka Ha Ghum

Agr wo phuch len humse tumhein kis baat ka ha ghum

Toh phr kis baat ka ho ghum , agr wo phuch len humse

· 3 Like · Oct 28, 2018 at 20:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Eshwa Khan

Teray Backhshay Huay Gham

teray backhshay huay gham ka karishma hai ke
ab jo bhi gham milta hai, mayaar se kam milta hai!

· 2 Like · Oct 28, 2018 at 14:10
Category: sad
 
Poetry / General

Kamran Ullah Khan

Koi Ilzaam, Koi Tanz, Koi Ruswai

koi ilzaam, koi tanz, koi ruswai
bohat din hogaye yaron ne inayat nahee ki

· 2 Like · Oct 28, 2018 at 07:10
Category: general
 
Poetry / Sad

Hina Raheel

Waqt Sab Kuch Chheen Leta Hai

· 2 Like · Oct 28, 2018 at 00:10
Category: sad
 
Poetry / General

Iqra Raheem

Lagta Nahee Hai Jee Mera Ujray Dayar Mein

· 3 Like · Oct 27, 2018 at 16:10
Category: general
 
Poetry / Sad

Mohammad Afzal

Tars Jao Ge Hamara Labon Se Sun Ne Ko Ik Ik Lafz

tars jao ge hamara labon se sun ne ko ik ik lafz
pyaar ki baat to kya ham shikhayat bhi na karenge

· 5 Like · Oct 27, 2018 at 10:10
Category: sad
 
Poetry / General

Ali Awan Malik

Tanzia Lehja Munafiqat Dil Aur Lafzon Ke Jaal

tanzia lehja munafiqat dil aur lafzon ke jaal
ae ibn e aadam, kya tu waqai ashraf ul makhlooqat hai

· 2 Like · Oct 27, 2018 at 02:10
Category: general
 
Poetry / Love

Abdul Rasheed

Pyaar Tha, Mohabbat Thi, Ishq Tha, Ada Thi

pyaar tha, mohabbat thi, ishq tha, ada thi
ik wafa bhi hoti to qayama tha woh shakhs

· 4 Like · Oct 26, 2018 at 20:10
Category: love
 
Na Maloom Afraad Movie Poster
Posted by Na Maloom Afraad
Posted on : Sep 04, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS