Poetry / Love
Raahat
Har shakhs keh raha hai tujhe dekhne k baad
Dawaa mera bja hai tujhe dekhne k baad
Aakr tumhare shehr se wapis na jaenge
Ye faisla kia he tujhe dekhne k baad
Sajda krun ya naqsh e qadm chumta rahun
Ghar kaba ban gya hai tujhe dekhne k baad
Sajda karunga tujhko to kafir kahenge log
Ye kon sochta hai tujhe dekhne k baad
Kehte hen log tujhko maseeha mgr yahan
Ik shakhs mar gya hai tujhe dekhne k baad

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 18, 2014 at 00:11
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video