Poetry / Love
Moona Malik
Ajeeb si kashish hai hum dono ke dil mein,
Jo ek duje ki yaadon mein hum dono khoye rehate hain
Dilon par to pyar se pyar ki huqumat hai,
Bas dour rehakar bhi yahi ek dastane zindagi ji rahe hain
Is tarah se kuch woh mere dil mein shamil hai,
Sirf woh hi dil ke aas paas hai ab bas yehi ehsaas hai,
Duniya ki is bheed mein tanha to hum rehate hain
Magar yeh duniya kya samjhe k khayalon mein woh bhi to mere saath hai.
Mil gaye ho tum to mil geya hai zindagi bhar ka sukoon,
Majboori aur farz ki zanjeer mein jakade hain hum aur jakade ho tum,
Magar mere har dard aur aah woh hi ek hai jo samajhta hai,
Phir bhi unke ek jhalak k liye yeh aankhen hain jo tarasti hain

Advertisement
·
2 Like ·
Jun 11, 2015 at 05:06
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video