Poetry / Love
yeh bikhri si zulfeen ye phaila saa kajal
yeh bechain ankhain yeh simta sa aanchal
tere haal say sub pechan len gey
tujy dikh kar sub mujy jaan len gey
yeh behkay qadam yeh larkharati jawani
yeh beetaab dil aur mohabat dewani
shafak jaisay hontoon pe ubhri hoi hai
mere hontoon ki ek mehkti nishani
tere jism se urti meri yeh khushbu
suna degi sub koo yeh saari kahani
na ban jaey aapna milan ik fasana
ABHI GHAR NAH JANA
ABHI GHAR NAH JANA...!
yeh bechain ankhain yeh simta sa aanchal
tere haal say sub pechan len gey
tujy dikh kar sub mujy jaan len gey
yeh behkay qadam yeh larkharati jawani
yeh beetaab dil aur mohabat dewani
shafak jaisay hontoon pe ubhri hoi hai
mere hontoon ki ek mehkti nishani
tere jism se urti meri yeh khushbu
suna degi sub koo yeh saari kahani
na ban jaey aapna milan ik fasana
ABHI GHAR NAH JANA
ABHI GHAR NAH JANA...!
Advertisement
·
1 Like ·
Nov 30, 2017 at 16:11
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video