Poetry / General

Haseeb Raza

Dil Munaafiq Tha, Shab E Hijr Mein Soya Kese

Dil munaafiq tha, shab-e-hijr mein soya kese
Aur jab tujh se mila, toot ke roya kese

· 1 Like · Oct 31, 2018 at 18:10
Category: general
 
Poetry / Sad

Abdul Rasheed

Bas Itna Jaan Paya Hoon, Mohabbat Maar Deti Hai

· 3 Like · Oct 31, 2018 at 10:10
Category: sad
 
Poetry / General

Safia Saeed

Harf E Tasalli... Tou Ik Tukf Hai





· 4 Like · Oct 31, 2018 at 04:10
Category: general
 
Poetry / Sad

Wafa Chaudhry

Jis Tak Janay Ke Liye

jis tak janay ke liye rooh tak khel jatay hain log
nikal jaye matlab to dil se nikal hi jatay hain log

· 3 Like · Oct 30, 2018 at 21:10
Category: sad
 
Poetry / Love

Anmol Rubab

Bewaja Jb Tm Humse Larte The Na

Bewaja jb tm humse larte the na,

Bus wahin se hui thi ibtida muhabat ki

· 2 Like · Oct 30, 2018 at 15:10
Category: love
 
Poetry / General

Asma Altaf

Aa Ke Ab Tasleem Karlen Tu Nahin To Main Sahi

Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi,
Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi..

· 3 Like · Oct 30, 2018 at 09:10
Category: general
 
Poetry / General

Arsalan Ahmed

Shiddat E Khuloos Me Kuch Is Tarah Se Ho

shiddat e khuloos me kuch is tarah se ho
ke chalay baat dua se, asar tak pohanchay

· 3 Like · Oct 30, 2018 at 01:10
Category: general
 
Poetry / General

Sadaf Butt

Dua To Dil Se Mangi Jati Hai, Zuban Se Nahee Ae Iqbal

dua to dil se mangi jati hai, zuban se nahee ae iqbal
qabool to uss ki bhi ho jati hai jiski zaban nahee hoti

· 3 Like · Oct 29, 2018 at 19:10
Category: general
 
Poetry / General

Usama Arshad

Kuch Khwab Na Dekhen To Guzara Nahee Hota

hum neend ke shoqeen to nahee hain
kuch khwab na dekhen to guzara nahee hota

· 3 Like · Oct 29, 2018 at 12:10
Category: general
 
Naik Maa aur Taleem
Posted by urooj imran
Posted on : Nov 07, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS