Poetry / 23
Kya Pata Aapko Pasand Ayegi Ya Nahin Doston
kya pata aapko pasand ayegi ya nahin doston,
dusron se maange hue lafzon se ghazal likhi hai,
najaane kiskie thukraai hui zindagi k panno par
khuda ne ye meri mahobbat ki kahani likhi hai.
parvaaz ye meri har soo unchi hi hogi hamesha,
kya karun badi unchai par meri har khushi likhi hai.
sara jahan udaas hai wo nahin hai to mere paas,
khuda ne meri hi kismat mein kyun ye justaju likhi hai
wo chaahe mujhe hi lekin pata nahin * akhtar*
ta zindagi ye bandagi meri kiske liye likhi hai

·
1 Like ·
May 19, 2015 at 06:05
Category: 23
Poetry / 23
Aditya
Kabse Tere Aane Ka Intzaar Kerta Bhi Hoon..
Logo se milna masti bhi kerna,
per tere gam mai aksar tarapta bhi hoon
Hai sabse aage nikalne ki khwaahis,
per tumse bicharne se darta bhi hoon
Kabse tere aane ka intzaar kerta bhi hoon..
Tum ho hi nahi mujhe ye to pata hai,
per teri har ek ada ko samajhta bhi hoon
Seene mai hai pyar itna k ji na sakon,
per dil k ujalo mai marta bhi hoon
Kabse tere aane ka intzaar kerta bhi hoon..
Hai ye Kitne janmo ka lamba safer,
per saansoo ka har geet sunta bhi hoon
Chup hi rehna gar milker ishq ho gaya,
per ankhoo hi ankhoo mai padhta bhi hoon

May 16, 2015 at 10:05
Category: 23
Poetry / 23
BARI AJEEB HAI DUNIA EHLE DARD KEE
Jin k hamsafar bichar jaya krtey hain
wo chain se kab soya krtey hain
sunate nahi kisi ko Dukh apna
bas akeley main chhup kr roya krtey hain
bari khoob aDaa hai ye Ehle wafa ki
ankho mein nami aur honton se muskuraya krtey hain
bhale hi hazaro shikwe hon mehbob se
wo bs haal poch le tou sb bhol jaya krtey hain
bari Ajeeb hai Dunia Ehle Dard ki
tanhai mein aksar Mehflon ko sajaya krtey hain

May 09, 2015 at 05:05
Category: 23
Poetry / 23
Yaad Teri Is Dil Se Juda Nahi Hai
YAAD TERI IS DIL SE JUDA NAHI HAI
NAZROO SE DOOR HAI MAGAR DIL SE QREEB HAI
IS ISHQ KE AADAB HAIn AJEEB KITNE
WO HI HUM SE DoUR HAI JO SAB SE QAREEB HAI
PA JANA HI ISHQ KI MIRAAJ TU NAHI
BICHADNA BHI IS ISHQ KA AKSAR NASEEB HAI
RAKHTA HAI CHEHRE KO TUMHARE HAR DUM CHUPA HUA
AANCHAL YE TUMHAR HUMARA RAQEEB HAI
MALUM NA HU BAAT JO KAHTA HAI USI KO
IS DAOR KA BACHA BACHA BHI KHATEEB HAI
KARTA HAI YAAD KOI BHI TUM KO NAHI NAFEES
AIYSA KAHAn HAI KOI JO TUM SE QREEB HAI
Written By
Nafees Ahmed Khan Nafees

Apr 13, 2015 at 00:04
Category: 23
Poetry / 23
Ghazal Noor
Kbhi Iss Tarha Mery Ham Saffar
Kbhi iss tarha mery ham saffar
Sabhi chahtein mery naam kr
Agr ho saky to kbhi kahein
Mery nam b koi sham kr
Mery dil k saye mein aa zara
Meri dharkanoon mein qayam kr
Ye jo mery lafzoon k phol hein
Tery rasty ki ye dhool hein
Kabhi inn se sun meri dastan
Kabhi inn k sath kalam kr
Sabhi chahtein mery naam kr
Agr ho saky to kbhi kahein
Mery nam b koi sham kr
Mery dil k saye mein aa zara
Meri dharkanoon mein qayam kr
Ye jo mery lafzoon k phol hein
Tery rasty ki ye dhool hein
Kabhi inn se sun meri dastan
Kabhi inn k sath kalam kr
·
1 Like ·
Oct 19, 2014 at 13:10
Category: 23
Poetry / 23
Ghazal Noor
Rastay Mein
sakoon mahaal hai Amjad wafa ke rastay main
kabhi charagh jalay hain hawa ke rastay main
qadam qadam pe qadam larkhray jatay hain
butoon ke dhair lagay hain Khuda ke rastay main
dur-e-ahle mohabbat main kis nay di awaz
hazar saaz bajay hain sadaa ke rastay main
siway dard-e-mohabbat, bajuz ghubar-e-safar
koi rafiq na paya wafa ke rastay main

Oct 14, 2014 at 20:10
Category: 23
Poetry / 23
Ghazal Noor
Dost
mien iltafat-e yaar ka qail nahi hon dost
soney k narm taar ka qail nahi hon dost
mujh ko khizaan ki ek luti rat se hey pyar
mien ronaq-e-bahar ka qail nahi hon dost
jis ki chamak se maand hon ashkoon ki abro
unmotiyon k haar ka qail nahi hon dost
sagir baqadre-e-zarf lutatta hon naqed hosh
saqi se mien udhar ka qail nahi hon dost

Oct 14, 2014 at 16:10
Category: 23
Sponored Video