Islam / Ahadith

Muzammil Shahzad

Hazrat Abbu Huraira R.A se riwayat hai k nabi kareem S.A.W.W ne farmaya, Badgumani se bachte raho, badgumani aksar tehqeeq k baad jhoti sabit hoti hai aur kisi k aib dhondne k peeche na parro, kisi ka aib khuwa makhuwa mat tatolo aur kisi k bhao par bhao na barhao aur hasad na karo, bughz na rakho, kisi ki peeth peeche burai na karo balkay sab ALLAH k banday apas mai bhai bhai ban kar raho.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab: 58, Hadith: 6066)

#hadith #sahihbukhari />

Advertisement
· 0 Like · Apr 10, 2014 at 20:04
Category: ahadith
 
Beauty Bride
Posted by Simran Chaudhry
Posted on : Nov 02, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS