Ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Maaldaar Ko Tangdast Ka Qarz Chukanay Me Madad Karna Chahiye
·
1 Like ·
Apr 13, 2014 at 21:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Kashif Yaqoob
Shadion Pe Music Aor Gana Bajana Lanati Amal Hay.
Shadion Pe Music Aor Gana Bajana Lanati Amal Hay.
Mafhome Hadees:
Nabi Alaihe Salam ne Frmaya:
2 Aawazen Aysi Hain Jin Per Dunya Aor Aakhirat Mai (ALLAH Ki) Lanat Hoti Hay,
Khushi K Waqt Ganay Bajay Ki Awaz Aor Musibat K Waqt Cheekhnay Chillanay (Nohay) Ki Awaz
(Majma uz Zawaid, Jild 3,
Page100, Hadees 4017,
Darja: Hasan, Kitab uL Janaiz,
Baab: Noha karnay Wali,
Ravi: Anas Bin Malik R.A,
Nashir: Darul Fikar Beroot
Mafhome Hadees:
Nabi Alaihe Salam ne Frmaya:
2 Aawazen Aysi Hain Jin Per Dunya Aor Aakhirat Mai (ALLAH Ki) Lanat Hoti Hay,
Khushi K Waqt Ganay Bajay Ki Awaz Aor Musibat K Waqt Cheekhnay Chillanay (Nohay) Ki Awaz
(Majma uz Zawaid, Jild 3,
Page100, Hadees 4017,
Darja: Hasan, Kitab uL Janaiz,
Baab: Noha karnay Wali,
Ravi: Anas Bin Malik R.A,
Nashir: Darul Fikar Beroot
·
1 Like ·
Apr 12, 2014 at 21:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Walidein Ko Gaali! Kaisay?
·
0 Like ·
Apr 12, 2014 at 14:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Maa Baap Ki Khidmat Ek Jahaad Hai
·
3 Like ·
Apr 12, 2014 at 14:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
قضائے حاجت سے متعلق سنتیں
pishaab karte hue kisi cheez ki aarr leni chahiye ( yani parda karna chahiye ) .
sahih bukhari 225 ka mafhuum
kitaab-ul-wazu
#hadith #sahihbukhari
/>
sahih bukhari 225 ka mafhuum
kitaab-ul-wazu
#hadith #sahihbukhari
/>
·
0 Like ·
Apr 11, 2014 at 18:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Jumma K Roz Surah Al Kahf Ki Tilawat
Jumma ke roz surah al-kahf ki tilawat aur ziyada se ziyada duroood shareef ko apna mamool bana lijiye. jazak allah kher allah pak amal ki tofeq day ameeen
rasool allah sale allah alyhe wasallam ne farmaya :
jo shakhs jummay ke din surah al-kahf ki tilawat kare usay aglay jummay tak noor mein se roshni naseeb ho gi .
mustadrik haakim 368 / 2 , 3392
#hadith
/>
rasool allah sale allah alyhe wasallam ne farmaya :
jo shakhs jummay ke din surah al-kahf ki tilawat kare usay aglay jummay tak noor mein se roshni naseeb ho gi .
mustadrik haakim 368 / 2 , 3392
#hadith
/>
·
1 Like ·
Apr 11, 2014 at 18:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Apni Aankh Ka Tinka Nazar Nahi Aata ... Kyun?
Hazrat Abbu Huraira R.A se riwayat hai k nabi kareem S.A.W.W ne farmaya, Badgumani se bachte raho, badgumani aksar tehqeeq k baad jhoti sabit hoti hai aur kisi k aib dhondne k peeche na parro, kisi ka aib khuwa makhuwa mat tatolo aur kisi k bhao par bhao na barhao aur hasad na karo, bughz na rakho, kisi ki peeth peeche burai na karo balkay sab ALLAH k banday apas mai bhai bhai ban kar raho.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab: 58, Hadith: 6066)
#hadith #sahihbukhari
/>
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab: 58, Hadith: 6066)
#hadith #sahihbukhari
/>
·
0 Like ·
Apr 10, 2014 at 20:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Rasool S.a.w.w Ka Tariqa
Hazrat Abdullah bin Masood R.A ne farmaya k Bila shuba sab se acha kalaam ALLAH ki kitab hai aur sab se acha tariqa chaal chalan Hazrat Mohammad S.A.W.W ka tariqa hai.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:70, Hadith:6098)
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:70, Hadith:6098)
·
0 Like ·
Apr 10, 2014 at 19:04
Category: ahadith
Sponored Video