Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Farah Gulzar

Logo Ko Dunia Ke Gham Marte Hain

logo ko dunia ke gham marte hain mujhe apni aulaad ne gham de de ka mar dena hai

· 1 Like · Sep 03, 2014 at 19:09
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Haseeb Naqbi

Ab Kisi Ko Kahin Le Kar Nahee Jaongi

ab kisi koi kahen le kar nahe jaongi,
wapis aa kar kisi se koi kaam keh do to ek doosray ko khanay ko dortay hain

· 5 Like · Aug 24, 2014 at 16:08
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Meena Kumari

Aaj Tum Log Zyada Bakwaas Mat Karna

aaj tum log zyada bakwaas mat karna warna ek aadh ki mere hathon shamat ayegi.

#AmmiJiKiBaatein

· 1 Like · Aug 22, 2014 at 04:08
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Abdul Rahman

Sharam Lehaz

Tum logo ne mil k mera jeena haraam kar dia hai koi sharam lehaz hi nahi hai Maa samne hai aur tum log lar rahe ho.

#Ammijikibaatain

· 1 Like · Jun 23, 2014 at 20:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Kamran Kaliya

Saas

Tumhe to aisa susraal milna chahiye jahan saas tumhe 6 bajay utha kar kaam karaye...
Phir ehsas hoga tumhe.

#Ammijikibaatain

· 0 Like · Jun 23, 2014 at 19:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Gulzar Ahmed

Rotiyan

Yeh kis mulk ka naqsha banaya hai aesi rotiyan banao gi susraal ja k tumhari saas bataye gi tumhe.

#Ammijikibaatain

· 1 Like · Jun 23, 2014 at 19:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Abdul Qaddoos

Nikammi

Khud ko sheeshay mai dekhne k ilawa koi aur kaam nahi hai kia? Nikammi kahin ki...

#Ammijikibaatain

· 0 Like · Jun 19, 2014 at 21:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Anmol Rubab

Unke Bache

Un k bache daikhe hain tum logon ne, kitne samajhdar hain apne maa baap k isharon pe chalte hain.

#Ammijikibaatain

· 0 Like · Jun 19, 2014 at 19:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Arsalan Ahmed

Bartan

Kha pee kar bartan mere liye chor diye hain?

#Ammijikibaatain

· 0 Like · Jun 17, 2014 at 21:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein

Mehreen Ali

Exam K Dino Mai

Exam k dino mai tiyari complete kar k sona phir subha uth k kehti raho gi abhi mera yeh bhi rehta hia wo bhi rehta hai.

#Ammijikibaatain

· 0 Like · Jun 14, 2014 at 21:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS