Articles / Featured

Ijunoon

Hadiyan Kamzoor Hone0ki Beemari Life Style Ka Natija

· 1 Like · Jan 11, 2015 at 01:01
Category: featured
 
Sms / Love

Bushra Shah

We Are Alive

Lovely thoughtDeath is not the greatest loss in life.The greatest loss is when relationship dies inside us while we are alive.. !!!




Aftab khan

From: islamabad

· 1 Like · Jan 11, 2015 at 01:01
Category: love
 
Poetry / Political

Muzammil Shahzad

Haan Me Ghaddar Hoon

mujh ko phanci charha dou mita dou mjhy
qatl mein zindah jila dou mjhy
mein hoon mansoor suli charha dou mjhy
iss say barh kar bhi hai to saza dou mjhy

han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka

patharon ki tarah kaisey zindah rahon
zulm sehta rahon moun say kuch nah kahoon
qatl insaan ki baat kaisey karoon
aisay dastoor kay saath kaisey chaloon

han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka

mujh ko mara gaya mujh ko petta gaya
mujh ko sadakon peh jabran gaya
kya khataa thi meri keb ye pocha gaya
mujh ko baghi mein likha gaya

han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka

phool kalyon ki chadar kahan kho gayi
baad zulmat chaman mein ye kya bo gayi
mousam gul mein taari khizan ho kai
gul peh daikho saba ro gayi

han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka

· -1 Like · Jan 10, 2015 at 22:01
Category: political
 
Sms / Miss You

Fahad Bukhari

My Heart Whispers

Every time I say --how are you?-- my heart says --I care for you.--. Everytime I ask --how have you been?-- my heart whispers --I miss you--





Aftab khan

From: islamabad

· 3 Like · Jan 10, 2015 at 19:01
Category: miss-you
 
Poetry / Political

Muzammil Shahzad

Aao Shahido Sair Karen

Aao Shahido Sair Karain Tum Ko Pakistan Ki
Jis Ki Khatir Tum Nay Di Qurbani Lakhon Jan Ki

Bum Dhmakon Aur Khud Kush Hamlon Ka Hain Bazar Yahan
Roab Sadarat Aur Jalan Ka Sab Kay Sar Par Khab Yahan

Boorhi Lagti Hai Muravat Nafrat Ka Har Vaar Jaman
Betee Pal Bas Yaden Hain Ab Asy Din Aur Raat Kahan

Asa Lagta Hai Sipah Utri Hai Yahan Khakhan Ki
Kasy Tum ko Sair Karain Apne Pakistan Ki

Bolo Shahido O Shahido Kyon Banaya Pakistan
Nara Ye Tum Ne Kyon Lagaya Lay Ke Rahen Gay Pakistan

Apni Janat Apna Ghar Hi Kahlaye Ga Pakistan
Aik Hi Dhun Thi Pakistan Pakistan Pakistan

Watan Mai Basnay Valon Nay Is Ki Tabahi Thaan Li
Kasy Tum Ko Sair Karain Pory Pakistan Ki


AMIR LIAQAT

· 1 Like · Jan 10, 2015 at 16:01
Category: political
 
Sms / Missing You

Mohammad Asif

Few Mnths 2 Finish Sweet College Days

Few mnths 2 finish sweet college days.

Frends heart cry as dey depart.

Lovers cry bt wil find anothr place 2 meet.

Luv of sum wich has nt been revealed

2 each other stays unrevealed.

Classes remain empty.

These colurful days wil nt cm bk

bt wil bring a tear n joy when v'll think abt it!

· 1 Like · Jan 10, 2015 at 14:01
Category: Missing You
 
Sms / Love

Syed Ali

Sapne Ki Tarah Tujhe Saja Ke Rakhu

Sapne ki tarah tujhe saja ke rakhu,

Chandini raat ki nazroon se chupa ke rakhu,

Meri taqdir mere saath nahi,

Warna zindagi bhar tujhe apna bana ke rakhu.

· 1 Like · Jan 10, 2015 at 10:01
Category: love
 
Poetry / Political

Muzammil Shahzad

Safar Kathin He Sahi

Safar Kathan Hi Sahi Jan Se Guzrna Kia
Jo Chal Perain To Ab Rah Main Tehrna Kia

Chal Parain Hain Apni Manzil Ki Janib Hum
Cheen Lain Ge Kafir Se Ab Apna Mulk

Phir Buland Karain Ge Islam Ka Parcham Sare Jahan Main
Itne Karib Akar Ab Humain Kisi Se Darna Kia

Jis Ne Ye Jhosh Dilaya Hai
Wo Hi Himmat Bhi Deta Hai

Osi Ne Jeetna Bhi Sikhaya Hai
Fatah To Musalmanon Ki Hi Hogi Ab

Youn Ghut Ghut K Marna Kia
Safar Kathan Hi Sahi Jan Se Guzrna Kia

· 1 Like · Jan 10, 2015 at 10:01
Category: political
 
Sms / Dard

Abid Abi

Hume Tou Pyaar Tha Sirf Unn Se

Hume tou pyaar tha sirf unn se,

Dil bhi unhi ko diya tha,

Unhe pyaar tha kissi aur se,

Dhokha sirf hum ko mila.

· 5 Like · Jan 10, 2015 at 05:01
Category: dard
 
Water Bridge in Magdeburg, Germany
Posted by neelum chaudhry
Posted on : May 04, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS