Poetry / Sad

Abdul Jabbar

Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon.

Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon
Aik Aabshar Mere Char So aBhi Tak Hai
Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare
Ke Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai.

· 0 Like · Oct 08, 2018 at 03:10
Category: sad
 
Poetry / General

Farhan Bilal

Ghulam

· 0 Like · Oct 07, 2018 at 20:10
Category: general
 
Poetry / General

Alisha Khan

Hamsaye

· 0 Like · Oct 07, 2018 at 14:10
Category: general
 
Poetry / Sad

Samra Mushtaq

Dheleez Pe Tutay Hue Sagar Ki Tarha Mohsin.

Dheleez pe tutay hue sagar ki tarha mohsin
aik shakhs ne phenka hai mujhe piyas bujha kar.


· 1 Like · Oct 07, 2018 at 07:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Aftab Ahmed

Aansu Tab Nahin Aate Jab Aap Kisi Ko Khodete Ho

Aansu tab nahin aate jab aap kisi ko khodete ho
Aansu to tab aate hain jab aap khud ko khokar bhi kisi ko pa nahin sakte.

· 1 Like · Oct 07, 2018 at 01:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Hira Chaudhry

Arsa Beeta Zindagi Beeti Sab Kuch Beeta Lykin Phir Bhi.

Arsa Beeta Zindagi Beeti Sab Kuch Beeta Lykin Phir Bhi.....

Jo Ishq Mien Beeti Ishq He Janay Ya Wo Janay Jis Par Beeti..



· 3 Like · Oct 06, 2018 at 18:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Sobia Malik

Mana K Tere Dil Mein Koi Aur Makeen Hai.

Mana K Tere Dil Mein Koi Aur Makeen Hai
Tu Phir Bhi Mera Gham Hai, Aqeeda Hai, Yaqeen Hai
Yeh Aaiena Tujhe Teri Khabar Day Na Sakay Ga
Aa Dekh Meri Aankh Se Tu, Kitna Haseen Hai
Mein Jabar K Sajdon Say Kaheen Toot Na Jaon
Pathar K Khuda’o Meri Sheeshay Ki Jabeen Hai
Palkon Say Tarasha Tha Kabhi Hum Ne Jo Heera
Mat Pooch K Ab Kis Ki Angothi Ka Nageen Hai.

· 5 Like · Oct 06, 2018 at 11:10
Category: sad
 
Poetry / Sad

Kainaat Siddique

Saari Duniya Udaas Pa''o Gay

"Saari Duniya Udaas Pa''o Gay......

Mujh Sey Tourray Jo Silsilay Tum Nay.....!

· 1 Like · Oct 06, 2018 at 05:10
Category: sad
 
Poetry / Songs Lyrics

Abdulla Amin

Piya Basanti Re Kaahe Sataaye Aaja.

Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
baadal ne angdaayi li jo kabhi
Lehraaya dharti ka aanchal
Yeh patta patta yeh buta buta
Chhede hai kaisi yeh halchal
Manawa yeh dole, jaane kya bole
Maanega na mera jiya, tere hain ham tere piya
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
Palako ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane waale
Dil ki giraha giraha khole, mann mein pyaar jagaane waale
Satrangi sapne bole re, kaahe sataaye aaja
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja .

· 3 Like · Oct 05, 2018 at 21:10
Category: songs-lyrics
 
Barries
Posted by kashif mali
Posted on : Aug 27, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS